KarnSangini

Urvi - Page 3

Created

Last reply

Replies

56

Views

3187

Users

5

Likes

61

Frequent Posters

Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
20. Kaise samjhaw mein sabkoo ke, mein aur Arjun sirf mitra hai, aur kuch nahi
Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
21. Meri pasand, Vo aisa ho..
Jiski prakash se Aankhen jud jaye..
Jo chale tho, jeeevan chalne lag jaye..
Jo rukhe tho, saase rukh jaaye..
Koi aise, jisne appse milane keliye puri srishti bhi shadiyantra karne lage..

Jiske aankho mein tej bhi ho, aur pheet bhi..
Jiske kahe shabdh kehi sapno mein aaye tho, kabhi sone naa de.. 
Jiske apne bal par ankush bhi ho, toda utand bhi ho.. 
Jo aapko dekhe tho, lajade..
Par naa dekhe tho, ruta dee...

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Gangachowdary thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
Waiting for other episodes dialogues also
Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
22. Mahaveer arjun se ye ummed nahi thi.. ki ek pattar keliye vo apna danush bahar nikalenge..
Vo ratna unki sammandhi thi, vo unki itchayi thi, vo ratna tumhe dena chahye ya nahi..

Aur koi raasta nahi tha? Sirf yudh ka? Angina aane jaane ka raasta..
Sirf ek pattar keliye, apni Dil ko pattar mat banao


Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
23. Ye sach hai ki, jo jaga mere Jeevan mein arjun keliye hai, vo jaga koi aur lenaisakta... Aur vo jaga sirf aur sirf ek mitra ka hai..
Mitrata mitrata hi hoti hai.. usme koi sharth nahi hoti.. ki vo mitrata kisi aurat se kijaye, ya kisi purush se.. kisi raja se kijaye, ya kisi rang se...


Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
24. Aparadhi ko apna paksh rakhne ka ek mauka diya jaaye.. kya pata hosakta hai ki sach mein koi sandesha lekhe aaye..

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
25. Kisike bhal poorvak uska jeevan uska, uska adhikar chenne ka dar nahi samjhte..

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
26. Baat naari ki maan ki hai... Aur agar ek purush naari ka maan raksha naa kare, tho ek naari kud kshatra utake, apne apni jaiso ka raksha kar sakta hai..

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
27. Jis kshan swayamvar mein, bhanumati Duryodhan se mu pherkar aage bad gayi hai, usi kshan ye nirnay hogaya tha ki.. bhanumati ko Hastinapur ki raani kehlane mein koi itchayi nahi hai..
Bhanumati se uska swatantra chenna anyaya hai... 

Swayamvar ka ardh hai ki, swayam apni var ko chunne adhikar hona... 


Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 5 years ago
28. Kab tak hum in purane dundiliyon chale niyamon ko, apni sward ka deepak ki roshini mein padte rahenge.. 
Agar samay badal sakta hai tho.. niyamon kyun nahi..

Badlav ki shuruvat tho.. koi kshan tho hota hai naa.. agar hum aawaz nahi utayenge tho, badlav kabhi nahi aayegaa..


Tejasswi Prakash
Karn Sangini