Song-
Jaane kyu log pyaar karte hain
Jaane kyu wo kisi pe marte hain
Jaane kyu jaane kyu jaane kyu?!
Pyar mein sochiye to bas gham hai
Pyar mein jo sitam ho wo kam hai
Pyar mein sar jhukana padta hai
Dard mein muskurana padta hai
Zeher kyu zindagi mein bhartey hai
Ho jane kyu jane kyu jane kyu?!
Edited by -.Merit.- - 6 years ago