Uff aaj Subah subah Autowale ne kya bokwas gaana chalaya
"mai tujhse mohabbat karne ki ijazat rab se laaya hoon" 🤪 🤣
by the way, koi bhi Rajni nhi dekh raha hai kya?
Please do watch Tuesday's episode...Rajni does natak of Pregnancy to keep her pati Shaan in her control 🤣 she was damn cute n funny with all sharmana and shaan was figuring out Rajni ko ulti kaise ho sakti hai 🤣
"chinku, minku, chintu, pinky aapko papa bolte huye aarahe hai" 🤣
Finally Memory Chip mil gayi and Dev was given the task of updating it and now Rajni is in again Hyderabadi mode 🤣
******************
Any Awarapan Lovers here 😳
First movie of Emran HAshmi that I watched, loved it and also started likinh him 😆
this dialogue was ❤️
"ek awaaz hai jo meri kaano mein gunjte rehti hai, ek chehra hai jo meri aankhon mein ke samne
baar baar aa jata hai, mere dil ka sakoon thi woh. usi ne kaha tha, panchhiyo ko azaad karo,
Allah ki rehmat hogi, Allah ke makhluq ko azaad karo. usne kaha tha ek mazloom ko azaad karne ka matlab hai saari insaaniyat ko azaad karna, aaj mauka mila hai uski baat par amal karne ka.. aur mein wahi kar raha hoon."
p.s. Emraan and Shriya must do a film again
Edited by peeyara - 7 years ago
comment:
p_commentcount