wow didu no words to explain
aur ye gadha arjunye ek no ka idiot hai
aur ye abhi aise kaise arjun ko ghatiya insaan bola...
i know arjun ne galati ki
usse uski saza bhi mil chuki hai
par usse satana toh banta hai boss...
aur rosh ka kya..
woh bechari kya karegi
ohh toh abhi aur riya bro and sis ki tarah hai
abb toh pakka ho gaya ki abi aur riya ki shaadi nahi ho sakti...
aur plzz arni ka bhi shaadi mat hone dena
and what about ariya's baby...
arre yaar ye stry toh bahot hi jyaada twst and turns se bhara hua hai...
what mystry about neha...
kahin woh jinda toh nahi...
cont sooon didu
can't wait
thanx for pm