Rangrasiya

RUDRA KI PARO,PARO KA RUDRA

Mansi_Ishqbaaz thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

RUDRA KI PARO,PARO KA RUDRA

zindagi ki har kashmashkash se pare
rishtoon ki har aazmayish se alag
shabdon ke taane baane se door
dushman si lagti takleefon se beparvah

BHEED SE ALAG, SABSE JUDA
HAR KISI KO DETA HAI RABB
USKA APNA EK KHUDA

woh jo zinda hota hai
aur aap main saans bhar jaata hai
woh jo aapki rooh main basta hai
woh jo aapka khuda kehlata hai

har ashq ki khamoshi samjh paata hai
har khushi ka kaaran ban jaata hai
woh kuch na keh kar bahut kuch keh jaata hai
woh bina kuch sune sab samjh jaata hai

BHEED SE ALAG SABSE JUDA
HAR KISI KO DETA HAI RABB
USKA APNA EK KHUDA

ab kya yeh keh kar batana padega ki
kuch aisa hi rishta
RUDRA ne bhi paaya tha

ab kya shabdon main jatana padega 
ki PARO ki zindagi main woh khuda
rudra hi tho ban kar aaya tha

RUDRA KI PARO
PARO KA RUDRA

ZINDAGI SE JUDA
DONO KO MILA YUN KHUDA

Created

Last reply

Replies

1

Views

2144

Users

2

Likes

8

Frequent Posters

Bioinfo_Chaitu thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 9 years ago
wow lovely poem 
i loved these lines 

woh jo zinda hota hai
aur aap main saans bhar jaata hai
woh jo aapki rooh main basta hai
woh jo aapka khuda kehlata hai

thanks for sharing ðŸ˜ƒ