Posted:
10 years ago
Choti choti baatein, yunhi aate jaate Yaadein sehlaake jaati hain
Raaton ko sirhaane, baasi muskaane Mujhko sulaake jaati hai
Milna nahin hai mumkin, itna batao lekin Hum phir mile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun, tujhko bhulaana paaun Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai, par kuch kami hai Teri aahatein nahin hai...