ha yaar nishu... mujhe bhi bahut bura laga... bechara mera arjun..😭 sidha sadha.. bholuraam.. hamesha confuse ho jata hain😕
pata hain aaj meri mom ne kya kaha?😉
unhone ne kaha ki... "SAHEER KI AKHEIN BAHUT SUNDER HAIN"...😲
nishu mujhe meri mumy ki batein kuch thik nahi lag rahi hain..🤣
comment:
p_commentcount