This content was originally posted by: -Sradha-Guys mujhe lagta hai ..it doesn't matter awards 100 mein ho ya 101 cc mein ..matlab to celebrate karne se hai na..aur kisiko agar kahegi posts na karne ko to koi bhi bura maan sakta hai..kyuki kya pata unke paas time ho ya nahi us waqt aane ke..aur woh apne free time pe hi to aa sakte hai na baat karne aur agar baat hi na kar paye to bura lag sakta hai🤔..par haan baat kare to thik hai par spam nahi karna chahiye🤣..
comment:
p_commentcount