arey nishu,tara,nowrin ab mujhe gussa aa raha hain..😡...tumlog mera post kaise le sakti ho?🤢
iss forum ke fikar kumari sirf main hoon aur aaj tum sab fikar mata bani huyi ho...guyzz aagar hum log depresed ho jayengey to baki ka kya hoga???😲
ab chill yaar nahi to ab main ro parungi..ðŸ˜