Part 1
Night time
Manvi alone in her room thinking abt virat and talking to herself
M: kal valentines day ...hamara pehla valentines day ...socha tha is baar main sone pyaar apne valentine ke saath ye din maaongj...par Tum bin kya hai jeena, kya hai jeena
Tum bin kya hai jeena
Tum bin jiya jaye kaise,
Kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon se lambi hai ratein,
Sadiyon se lambe huye din
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Phir shamein tanhaiii jagi,
Phir yaad tum aa rahe ho,
Phir ja niklne lagi hai,
Phir mujhko tadpa rahe ho,
Phir mujhko tadpa rahe ho
Is dil main yadon ke mele hai
Tum bin bahot hum akele hai
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Aa jao lautkar tum ye dil keh raha hai
Kya kya na socha tha maine,
Kya kya na sapne sajaye,
Kya kya na chaha tha dilne,
Kya kya na arma jagaye,
Kya kya na arma jagaye
Is dil se tufaa gujarte hai
Tum bin na jeete na marte hai
Aa jao lautkar tum, ye dil keh raha hai 3
Ab gawara nahi koi aur bhi ho jo meri tarah u tumpe mare
Tune pyaar u sikhake Jindgi ho jindagi badal ditum to door baithe ho .
Tears came from her eyes
Partner kash tum kal mere saath hote ...
Tabhi manvi's ph. Rang ...
It was virat
Manvi quickly picked up d call ..
Hello partner ..pata hai main abhi tumhe hi yaad kar rahi thi ..kaise ho tum ?? Tumhara trip kaisa ja raha hai hai ..kya kar rahe ho is waqt ??
V: are are break lagao meri shatabdi express..is speed pe Sawal puchogi to jawab kaise doonga...
M: oopsss...sry ..acha batao kaise ho ..
V: tum saath nahin ho ..kaisa ho sakta Hun ...tumhari Bahut yaad aati hai partner ..
M: mujhe. Bhi ...acha ye batao ..kl kya hai ??
V: kal ?? Kya hai ?...kal mera is trip ka sabse imp. Concert hai ...
M: virat kal hamara pehla valentines day hai ..kya yr tum ye bhul gaye
V: are haan ..vo manvi kaam ki tension ke vajah se bhul Gaya..
M: kash partner kal tum mere saath hote ..Maine socha tha ye main tumhare saath mamoongi ..par ab to akele hi mana padega
V: manvi main na tumse baad mrin baat mein baat karunga ...kal ke liye rehearsal karni hai...bye
M: gud nite partner ..bye..
Virat to himself
Sry manvi tumse baat nahin ki kyon ki main tumse sad nahi.dekh sakta tha ..aur tumhe bata bhi nahin sakta tha ki main kal vapas aaa raha Hun ...varna Sara surprise kharab ho jata ..dekhna manvi ye valentine day tumhari life ka bestest day hoga...
Manvi to herself...kal ka din meri life ka sabse sad day hoga ...
Plz plz comment how was it ...hit d like button ...tell me. U want it to be continue or not ..next part ac. To response
comment:
p_commentcount