Ban ke titli dil uda, uda, uda hai Kahin door... Chalke khushbu se juda, juda, juda hai Kahin door... Aaj se yeh kaise Ansuni se jaise Choome andheron ko koi noor
Halki halki aahein bharna Takiye mein sar de ke dheeme dheeme Sargoshi mein baatein karna Pagalpan hai aise tumpe marna Ubla ubla kyun lagta hai Ye badan, ye jalan to khamakha nahi, khamakha nahi
Saari saari raat ka jagna Khidki pe sar rakh ke rote rehna Umeedon ka jalna bujhna Paagalpan hai aise tumpe marna Khali khali do aankhon mein Ye namak, ye chamak, to khamakha nahi Khamakha nahi