Mahan Raghu ne aaj Antara ko ek naya naam diya..
Phoolkumarii...
Antara ki naya naam ka jay ho...
mujhe to iss baat ke tension ho rehii e kii kahi Antara ne apna aslii naam na bhool jay..
woh phulkumari aur woh phul pe baitha hua bhauraππ
woh phulkumari aur woh phul pe baitha hua bhauraππ
Originally posted by: -sweetheart-
ek din aisa hi hoga ki wo apna hi naam bhul jayegi!!πππ
nahi nahi usko dekhkar raghu apna naam bhul jayegaπOriginally posted by: -sweetheart-
ek din aisa hi hoga ki wo apna hi naam bhul jayegi!!πππ
comment:
p_commentcount