Qubool Hai

DOSTI AUR PYAAR - PART 15 - FINAL PART UPDATED - Page 4

-RM- thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 10 years ago
Very nice :-) cont soon :-)
Waitin fr nxt part already :D

Created

Last reply

Replies

94

Views

88090

Users

37

Likes

684

Frequent Posters

webuser7 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 10 years ago
Nice update. Good to see the understanding between AsYa! Waiting to see new plots!
zoeasad thumbnail
Posted: 10 years ago
Omg..this is interesting ! Pls cont soon
DevikaRavish thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago

PART 9

Thanks all for all your likes and also the wonderful comments.. It definitely motivated me to continue…

Another 2 days pass .. Razia in the mean time gets to know about Tanveer's demise and also that she has disclosed about Zoya's father being alive…

Razia now has too much on her hand.. She does not know whether to first think of moving out Badi B from the house or to try to finish off Zoya or to think of a way to handle her daughter who has become too intrusive in her things these days…She decides that she has to first handle Zoya …

Asad gets all the details about Tanveer's phone records and he is shocked to find Razia's number in that list…Ayaan who has been trying to dig Imraan's past wants to meet up with Asad and Zoya to disclose his findings….

Everybody plan to meet up at the  coffee shop nearby to Asad's office..Asad reaches first  while Ayaan and Ayub join him next… Asad keeps looking at his watch every 2 seconds.. since Zoya had not yet reached and her mobile was not reachable…He curses himself for not sending his car to pick her up..

Ayaan : " Bhaijaan.. aap itne betaab kyun ho rahe hai.. woh kuch dher me ajayegi.. tab tak hum coffee order karenge…"

Asad : "Aap dono baitiye.. mein bahar jake dekh ta hoon…"

As Asad walks out, he finds Zoya getting out of the taxi . He is relaxed looking at her but immediately his expression changes to shock and then fear on his face… As Zoya gets out of the taxi and was about to cross the road, another taxi speeds towards her hurting her and moves away..Zoya falls down..It looked like the taxi was deliberately trying to hit down Zoya…

Asad shouts "ZOYAAA" and moves towards her….By then a small crowd had gathered and they were trying to help her up…

Asad : "Zoya are  you ok ??"  He could not see her in pain…Due to the impact, she had hurt her forehead and hands which were bleeding badly…He lifts her and runs towards his car… He rings up Ayaan and Ayub and tells them to join him in " CITY HOSPITAL"…

Doctor informs Asad that luckily the cuts are not very deep but she just has one deep cut on one of her knees which will also heal up in a week's time… Asad had to wait outside till her dressing was done…Ayaan and Ayub were equally disturbed to know about Zoya's accident….

All the three return to Asad's house with Asad carrying Zoya..

Dilshad : " Asad.. Kya hua hain Zoya ko.. ?? "

Asad : " Ammi.. please..sab batatha hoon.. pehle.. inhe.. room tak jane dijiye…"

Asad helps Zoya to sit on her bed very carefully so that she could rest her back and stretch her legs while all the others gather around the bed…

Zoya : "Mr. Khan.. aap jante hain na..ki mein strong girl hoon.. mein ek ya do din mein teek hojaoongi.. aap please itna tension mat  lijiye.. aap ko dekh kar aisa lagta hain .. ki patient main nahin aap ho…"

Dilshad : " Zoya beta.. main tumhe soup banakar lathi hoon… Chalo Najma. Tum help karo…"

Asad sit on the bed while Ayaan and Ayub pull a chair and sit near by…

Zoya : " Rabert.. ab batao…tumne Imran ke bare mein kya pata lagaya hain ??"

Asad : " Kya .. hum yeh sab kal baat nahin karsakte hain ??"

Zoya : "Bilkul nahin  Jahapanah..  mein teek hoon.. Tum batao Rabert.."

Ayaan : " Yeh to pata chala ki Imran kuch din apne company ke training keliye Kanpur gaya tha . Tanveer ke saat kuch din ghoom raha tha.. aur yeh bhi pata chala ki.. jab use maloom hua ki Tanveer bahut karz mein hain.. tab woh Tanveer se chidh ne laga.. aur shayad Tanveer bhi Imran se ladne lagi thi.. isliye Imran ne training ke baad Bhopal wapis agaya.. aur kabhi Kanpur wapis nahin gaya…Office mein yeh bhi pata chala ki woh apne boss ki bahut chamchagiri karta hain.. promotion keliye…Uska sara khandan aisa hi hai shayad.. aap jante hai na bhaijaan unki ammi ne Imran aur Nikhat ki nikaah man gaye jab apne unhe flat diya tha… "

 

Zoya : " Mr. Khan.. kisi bhi rishte ko bachane keliye hume paison ka sahara nahin lena chahiye.. yeh galat baat hain….lagta hain Imran aur unke gharwalon keliye ek achi ladki nahin sirf paisa chapne ki family chahiye.. Humari Nikhat wahan kabhi kush nahin reh payege…"

Ayaan : " Yeh to mein kab se abbu aur ammi se kehta tha.. lekin woh nahin manege..unhe lagta hai ki agar yeh rishta bhi toot jayega.. to Nikhat ki nikaah mein bahut dikkat hojayega "

Zoya: "To  iska kya matlab hai … humari Nikhat ko aisa ek rishte mein zabardasti band de jisme woh kabhi kush nahin reh payegi…..Ayaan mein tumhare abbu se baat karungi.. lekin tumhari ammi ko tumhe samjana hoga….."

Ayub who was quietly listening to all these talks pitches in..… " Zoya.. Asad.. Agar aap log bura na mane to ek baat kahun ??"

Asad and Zoya exchange a look and nod..

Ayub : " Muje.. Nikhat bahut acchi lagi.. woh bahut hi shant swabav ki ladki hai.. aur mereliye sahi ladki hogi.. Meine ammi aur abbu ko bhi Nikhat ke bare mein bataya hai.. Agar aap sab manjayenge aur sab se pehle.. Nikhat.. agar woh bhi manjayegi to mein kushi se unse Nikaah karonga…"

Dilshad and Najma who were walking in with the soup are also happy hearing this….

Ayaan : " Ab Imran ke gharwalon se kaise rishta todhenge aur kaise ammi ko samjayenge ??"

Zoya : " Rabert.. tumhe malum hain na.. mera naam Zoya Farooqui hai.. mere paas har sawal ka jawab hain…"

Dilshad : "Zoya beta.. yeh sab baad mein baat karenge.. ab tum soup pilo… kya mein pilaoon…??"

Asad : " Ammi.. aap yeh soup muje de dijiye.. aap sab khana khake ayyega. mein tab tak inhe soup pila doonga…."

Najma : " Bhaijaan .. aap khana nahin kayenge kya.. aap chaliye.. mein Zoya ko soup pilaoongi…."

Ayaan : " Tamatar.. tum to bahut buddu ho..  samaj nahi rahi ho kya ??… in do love birds ko kuch waqt akele chodh dete hein…"

Dilshad : " Asad tumhara khana bhi andar bhej deti hoon.. "

Asad very lovingly feeds the soup to Zoya.. She is happy to see that he is so caring towards her…

Zoya : " Waise Mr. Khan.. Mera man to Pizza khane ka tha.. aur coke bhi pene ka man tha…."

Asad : " Ji.. Lekin mein iska ijazat nahin de saktha hoon.. Aap kuch din sirf healthy khana kayegi…"

Zoya : " Lekin Mr. Khan…." Making a sad face….

Asad : " Please .. aap good girl hai na…?? Please maan lijiye…"

Zoya : " Teek hain Mr. Khan… aap keliye mein kuch bhi kar sakti hoon…"

Zoya waits till Asad also finishes his lunch.. and when others join back them….

Asad : "Zoya .. kya aap kuch dher sona chathi hain ??

Zoya : " Nahin Mr. Khan.. muje ek aur important baat kehna hai… Mr. Khan.. jab us taxi meri taraf teezi se ayi thi.. muje laga ki andhar Raghu singh tha.."

Asad : " Raghu singh..??"

Zoya : " Ji Mr. Khan.. wahi Raghu singh jisne Poophi ko shoot kiya tha kuch mahine pehle…Humne court case ke baad.. Raghu singh ke barein mein bhool hi gayethe.. Ab jab hume yeh to malum hai ki apke abbu ke kilaaf koi sazish rachi hui thi aur sabot us gudiya ke memory chip mein tha.. lekin Tanveer ne kisike kehne par us chip ko badal diya tha…Aap ko nahin lagta ki hume apke abbu se iske barein mein baat karni chaiye ??"

Ayub : " Asad …Jab mein Ayaan ke ghar gaya tha Humeira se milne.. tab us ghar ke sab sadasy se mila…apke abbu Mr. Rashid Ahmed Khan se baat karke muje yeh laga ki unke andar kuch to kauff hai..aur Ayaan apki Mumani shayad bahut hi katarnak aurat hai.. woh andar se kuch aur hi hain…."

Asad : " Ek aur baat patha chala muje.. Tanveer ki connection Razia Siddique se bhi thi.. Tanveer ki phone calls list mein Razia ka number bahut baar hain…"

Zoya : " Iska matlab .. in sab ke peeche.. Razia Siddique hain ??"

Asad : " Patha nahin Zoya.. unke khilaaf humare paas koi tos sabot nahin hain…."

Zoya : " Muje lagta hain.. humein ek baar aapke abbu se iske barein mein baat karna hain…"

Strangely as they are discussing about this, Zoya gets a call from Rashid….

Zoya : "Salaam walikum dost.. aap kaise hain.. apne muje kaise yaad kiya ??" Zoya puts her phone on speaker so that the others can also listen to their conversation….

Rashid : "Walikum Salaam dost.. Tum kaisi ho.. Ayaan ne muje bataya ki tum wapis agaye ho.. Muje bahut kushi hui… Tumhare liye aur Asad keliye bhi.. Ab tum please use chod kar kabhi mat jana….Mein tumhare call ka intezaar kar raha tha.. lekin tumne phone hi nahin kiya.. aur patha nahin subah se tumhari yaad bahut aarahi thi. Muje laga ki shayad tum koi musibat mein ho.. isliye mein hi call kiya…."

Zoya : " Ji.. Mein teek hoon.. Aapko shayad isliye aisa laga kyunki subah ek chota sa accident hogaya tha ??"

Rashid sounding very concerned : " Accident?? Beta tum teek to ho ?? Yeh kaise hua.. ??"

Zoya : " Dost.. aap itna tension kyun le rahe hain ?? Mein teek hoon.. Mr. Khan, Poophi aur Najma hai na idhar….Mein bhi aap se milna chathi thi.. aap ghar ajayega…"

Rashid : " Ghar..nahin dost.. shayad Asad ko acha nahin lagega..Dilshad bhi mujse naraz hai.. Mein un sab ko aur dukh nahin de sakta…."

Dilshad , Asad and Najma have tears in their eyes to know how much concern Rashid has towards them …

Zoya : " Nahin dost.. aisa kuch nahin hoga.. Trust me ... Apko yahan dekh kar sab kush honge…."

Rashid : " Teek  hai beta.. mein tumhareliye.. zaroor aunga… abhi Nikalta hoon. lekin agar Asad gussa karega to muje maaf kardena…"

Zoya : " Teek hai dost… Allah Hafiz.. Phir milenge…" and she disconnects the call…

As they wait for Rashid, Maulvi sahab rings up Dilshad and tells her that they will have to wait for few more days before fixing Nikaah date for Asad and Zoya since there was no good dates for the next couple of days ……Dilshad gets disappointed with this and she informs  everybody in the room..

Zoya : " Arre.. aap itni udaas kyun ho rahi hain poophi.. accha hain na.. nikaah se pehle kuch aur din mil gaya romance keliye…Ab to yeh bahut sweet hai.. nikaah ke baad phir se akdu hogaye to… Waise muje itni jaldi bhi nahin hain… " and she winks her eye looking at Asad…

Everybody in the room laugh hearing her comment….

Najma receives Rashid and takes him to Zoya's room.. He is pleasently surprised to see Dilshad, Asad, Ayaan and Ayub in the same room..

Rashid : " Zoya.. kaise ho beta.. ??"

Zoya : " Ji mein teek hoon… chota sa chot hai… "

Dilshad : " Rashid.. aap chai lenge ye juice ??"

Rashid does not respond but instead looks at Asad… Even though Asad has got to know little more about his dad now, he is still not comfortable.. His was gazing out of the window….though he was very much listening to all the conversations going on in the room…

Zoya : " Poophi.. aap Dost keliye.. Juice dijiye.. aur dost apko Mr. Khan se permission lene ki koi zaroorat nahin.. aur Mr. Khan please aap yahan aajaye.. mere paas baitiye…"

After Dilshad returns back, Zoya narrates all the incidents .. about Tanveer and her evil tricks and her demise, about Imran and his past and also about Ayub and Raghu Singh…

Zoya : "Dost mein ne pehle bhi poocha ta akhir kya wajah ti jiskeliye apne apni biwi aur bachon ko chod kar chale gaye the.. lekin apne bataya tha ki inki salamati keliye…aap inse door chale gaye the…Please hume sab kuch batadijiye…"

Rashid is still not sure whether to disclose the secret to everybody or not….

Dilshad : " Rashid please.. aapko ab to sab sach bolna padega… "

Rashid : " Dilshad tumhe malum hai na.. ki mein Siddique sahab ke office mein kaam karta tha.. unke business partner Raffiq sahab the.. un dono ki bahut dosti thi.. Shirin Raffiq sahab ki behen hai… Muje nahin malum ta ki Shirin mujse pyaar karti thi.. Ek din jab mein aur Raffiq sahab meeting keliye gaye the.. us din humara gaadi ka accident hogaya .. aur accident mein Raffiq sahab aur driver dono ki maut hogayi.. lekin mein bach gaya.. Jab mein lautkar Siddique sahab ko yeh sab bata raha tha.. tab Razia babhi ne yeh ilzaam lagaya ki mein hi un dono ko mara hain.. warna accident mein sirf un dono ki kaise maut ho sakti hai . Koi mera yakeen nahin kar rahe the.. meri begunai sabit karne keliye mera paas koi sabut bhi nahin tha….. aur police mein report karne ki dhamki di.. lekin main tumhe aur Asad ko koi dukh nahin de sakta tha…. Asad to chota bacha tha.. Razia babhi ne shart rakhi ki agar mein Shirin se Nikaah karonga to woh muje aur mere parivar ko baksh degi.. isliye majboori mein Shirin se Nikaah karna pada.. Lekin Shirin yeh nahin janti thi..ki mera nikaah pehle tumse hogayi hai.. Jab Ayaan teen saal ka tha.. tab Shirin ko yeh pata chal gaya tumhare aur Asad ke barein mein.. Aur who muje chodh kar chaligayi … Baad mein jab Najma ka pehla birthday tha.. us din Razia babhi aur Siddique sahab ne muje phone karke yeh bataya ki mein gudiya factory mein aag laga doo… aur agar meine aag nahin lagayi… to woh Shirin ko dokh dene ka aur Raffiq sahab ki katal ka ilzaam lagakar police mein complaint dene wale the.. Isliye mein us gudiya factory chala gaya aur aag laga di.. Mera yakeen karo mein wajah nahin janta tha….lekin jab mein bahar aaya.. tab  patha chala ki andhar ek aurat thi.. Razia babhi ne kaha ki maine bina kuch dekh kar aag laga di aur ek aur katal kar diya.. Mein bahut dar gaya..unhone kaha ki mein us aurat ko wahin gudiya factory mein dafna doon.. Jab mein yeh sab kar raha tha.. tab shayad unhone meri tasveer nikala.. aur baad mein muje aur blackmail karne lagi.. Muje yeh bhi dhamki di.. ki mein Tum teeno ko chod kar …unke ghar shift hojaoo nahin to woh tum logon ko marne ki dhamki di.. mein dargaya.. mein tumse door to reh sakta tha lekin mein tum teeno ko hamesha keliye nahin kho sakta tha…..  .. aur woh Shirin ko bhi samjakar wapis leke agayi"… Rashid is emotionally exhausted in telling out all this and starts crying…

Dilshad also gets emotional and starts crying…. " Muje pata tha ki aap muje dhoka kabhi nahi de sakte hain.. lekin aap itne saal tak akhele yeh sab kyun sahte rahein ??"

Rashid : " Kya karoon Dilshad.. mein apni begunai sabit bhi nahin kar sakta hoon na…."

Asad : " Aap..Muj par yakeen kijiye.. Main apko insaaf dilaoonga.. Main sacchai sabke samne zaroor lekar aunga…"

Ayaan : "Bhaijaan.. Is ladayi me , main apka saath hoon…Mumani sirf abbu ke saath nahin unhone muje bhi blackmail kiya hai…" and he narrates the money incident during Rashid's case and the reason he had to agree to marry with Humeira.. and also the recent fire incident where Imran was trapped..and how she blackmailed him with the snaps to get engaged to Humeira immediately..

All are shocked to hear Ayaan's revelations….

Zoya : " Mr. Khan.. Yeh aurat… kitni Zindagi ke saath khel kar unhe dukh paunchai hai.. Hume yeh to malum hogaya ki woh bahut katarnak hai.. Humein savdani se is mamle me age banda hai…. Jo bhi apke abbu ke saath kiya woh Ayaan ke saat kiya.. aur ab muje lagta hain ki shayad issi aurat ne Tanveer ki madat ki ti.. us raat aap ko fasane keliye…."

Ayaan : " Mumani hi Nikhat keliye Imraan ka rishta lekar ayi thi.. Hume pehle kisi bhi tarah.. Nikhat ko us bandan se nikaalna padega……."

END OF PART 9

===================================================================================

KReyAS thumbnail
Posted: 10 years ago
hey dr
 ird all part 
its awosme
all the truth is unfold slowly 2
nice 
continue soon 
pls add me to ur pm list
 i snd u a buddy rqust
Linsie thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
kritz4ever thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 10 years ago
the way all family memebers united to fight against evil i just loved it 
malini96 thumbnail
Posted: 10 years ago
awesome shot...do continue soon
Xarina thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 7
Posted: 10 years ago
Awesome.  Did I say that I am loving it?  Well I am.
DevikaRavish thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago

PART 10

Thanks all for your wonderful comments and likes…. Keep it going.. It really motivates me to think of better story line and to continue further J

Next Day at Ayaan's House :

Ayaan along with Rashid inform Nikhat about Ayaan's findings about Imran .

Rashid : " Nikhat.. muje malum hai ki tumhe yeh sab sunkar dukh hoga.. lekin hum sab jankar tumhara Nikaah Imran ke saat nahin karsakte hain… "

Nikhat : "Abbu.. Zoya babhi , Asad bhaijaan aur Ayaan Bhaijaan ne muje sab baat samjaya hain.. Mein ab utni kamzoor ladki nahin hoon jo pehle thi.. muje aapka faisla manzoor hain…. Aap meri chinta mat kijiye.. mein roungi nahin.."

Rashid : " Accha laga Nikhat ki tum yeh sab itne himmat se samna kar rahi ho… "

Nikhat : " Abbu .. yeh himmat muje Zoya babhi ne dilaya.. mein unke jaise.. andar se strong banna chathi hoon.. "

Rashid smiles and is happy to see the bond between Nikhat and Zoya… Rashid calls up Haseena and Imran and tell them to meet up in the evening around 4 PM for a discussion…

In the evening, (Drawing room of Ayaan's House) Rashid, Shireen, Razia, Ayaan, Nikhat, Humeira(Rajani) and Nuzzat are gathered when Haseena and her son walks in…After the snacks and coffee…

Rashid : "Haseena Bi , muje aaj ek baat malum hua.. aur sach mein aapse sunna chatha hoon…"

Haseena look at Razia who signals her to wait and listen to what Rashid tells…..

Rashid : " Jab apko mere aur Dilshad ke rishte ke barein mein patha chala.. to apne bahut kuch suna kar Nikhat aur Imran ka rishta todha tha phele... lekin baad mein aap hi akar firse rishta jodha tha.. "

Haseena : "Aap yeh sab purani batein lekar kahan bait gaye…. "

Rashid : "Kyunki muje malum hua…ki mere bte Asad ne aapko ek bada flat ka papers diya tha Nikhat ki kushi keliye aur baad mein aap is rishte ko phir Jodi thi…"

Haseena : " Ji .Nahin.. apko kisi ne jooth bhola hain" she nervously looks at Razia.. not knowing where this was leading to….

Razia with her stupid laugh : "Rashid miya.. aap yeh sab kyun ched rahe ab.. jane dijiye.. ab to hum sab Nikhat aur Imran ke rishte se kush hain na…??"

Rashid : " Babhi aap please chup rahi hi.. yeh meri beti ki zindagi ka sawal hain.. Haseena Bi .. agar yeh joot hain to kya mein Asad ko phone karke puchu ?? woh mujse nafrat karta hain lekin woh kabhi joot nahin bolega…"

Haseena : "Ji yeh sach hain.. Asad ne apne behn ki kushi keliye to diya hain.. Nikhat aur Imran bhi us flat mein rahein ge na…."

Rashid : " Aap please woh papers Asad ko wapis dedijiye… muje to tajub ho raha hain.. Asad ne itna kuch kiya hain aur phir bhi aap us din Dilshad ko kitna bhala bura kaha tha…."

Haseena : "Arre.. mein aise kaise wapis de doon.. Asad boora manjeyaga na…."

Imran : " Ji.. Ammi teek keh rahi hain… Waise kisine apka diya hua car jaladiya hain.. hum woh apse phir se le bhi nahin sakte…"..

Nikhat gets irritated with what Imran tells and she thanks her Brothers and Babhi to have told her before hand and to be prepared for the worst….

Rashid : " Waise Haseena Bi.. Aap kanoon hum se zyada samaj thi hain.. aapke bhai he na.. Feroz…Dehaj dena aur lena kanuni jurm hai.. Agar yeh baat bahar walo ko patha chalega tum humara dono khandan musibat me padjayega…Kanpur ke commissioner  Rishab Mehta mere acche dost hain.. unhe kisi tarah yeh malum hogaya ki Asad ne apko woh flat diya hain.. isliye woh mujse pooch taj kar rahe the… Agar Apne Asad se kuch liya hain to behtar yeh hai.. ki aap use lauta de.. Rishab ne hi bataya ki mein aap logon ko yahan bulaoo.. Waise woh bhi ane wale hain…Kisi case ke silsile mein woh kuch din se yahin Bhopal mein hai…."

Imran gets nervous as soon as he gets to hear Kanpur's name…

Razia : " Rashid yeh kya lekar baitgaye.. yeh to ghar ka mamla hain na.. aap police ko beech mein kyun la rahein hain…"

Rashid : " Babhi aap to janti hain na.. mein hamesha se police se kuch door hi rehta hoon.. isi waje se mein Rishab se bhi nahin mila tha itne saal se…lekin jab mein aur Shireen Kanpur gayethe.. tab Rishab ki mulakat hogayi aur woh hum sab ke baarein mein puch taaj kar rahethe hein…."

At the same moment, Rishab walks in along with 3 of his staff members : " Sirf puch taaj hi nahin.. mein sab se milne bhi agaya hoon…"

Imran , Haseena and Razia gets uncomfortable…Rashid introduce family members, Haseena and Imran to Rishab…

Rishab : " Mein aur meri team yahan ek ladki ki Talash mein aye hein.. uska naam Tanveer hain…shayad aap log humari kuch madat karsakte hain…"

Rashid : " Hum aapke madat kaise karsakte hain Rishab.. Hum kisi Tanveer ko nahin jante hain…."

Rishab : " Rashid.. tumhe yaad hain na.. jab hum Kanpur mein ek shaadi mein mile the kuch din pehle.. tab tum apne parivaar ka kuch photos dikhaya tha.. "

Rashid : " To .. "

Rishab : " Isliye mein ne Imraan ko yahan bulankeliye bataya …"

Rashid : " Imran kyun ?? woh to humare Nikhat ka honewala shohar hain…"

Rishab : " Rashid.. Nikhat muje bhi beti jaise hai.. isliye mein kudh is case mein Bhopal aya hoon…"

Everybody are anxious and curious to know how Imran is involved in Tanveer's case and what has this girl Tanveer done …

Razia : "Hum kisi Tanveer ko nahin jante hain…aur yeh sab puch taj keliye humare ghar kyun agaye..yeh koi police station hain kya.. "

Rishab : " Police station to nahin hain.. lekin mujrim zarror rehte hain… Aur kanoon ka haat lamba hota hain.. Mujrim chahe kitna bhi chupaye.. kabhi to kuch din ya saal bhi jeet jate hain.. lekin anth mein sab ka isab Kanoon zaroor letha hain…."

Razia gets very uneasy to hear this and she concludes that it is best for her to keep quiet..

Rishab : " Imran.. kya tum Tanveer naam ke  kisi ladki ko jante the ??"

Imran : " Nahin.."

Rishab : " Muje joot se sakt nafrat hain. Apne aap ko kush naseeb samjo jo mein yahan izzat se tumhe yeh sab puch raha hoon"..He takes out a photograph of Imran and Tanveer together and keeps it on the table …

Shirin : "Ho ho.. Imran aap itne bulakad kaise ho sakte hain.. aap na har din badam kana shoor kijiye…"

Imran gets nervous and tells : " Ji. Tanveer ko janta hoon"

Ayaan : "Ye to Bhaijaan ki bachpan ki dost Tanu hain…Kuch din pehle yeh guzar gayi…":

Rishab : "Janta hoon Ayaan.. Bhopal police records se sab kuch malum hua…Acha Imran tum jo bhi jante ho Tanveer ke bare mein sach sach bata do…"

Imran : " Mein apne company se training keliye kuch din Kanpur gaya tha.. Tanveer se mulakat wahin hui.. Jab muje malum hua ki woh ek badi company ki malkin hain tab mein unse bahut impress hogaya aur aur.. mein unse pyaar karnelaga.. woh bhi muje pasad karnelagi thi.. lekin baad mein muje yeh malum hua ki woh bahut karz mein thi… aur mujse sirf paison keliye dosti ki thi..Mein ye sab  janne ke baad Bhopal wapis aagaya….."

Rishab : "Baad mein kya hua…"

Imran : " Woh Bhopal agayi aur muje black mail karne lagi…"

Rishab : " Kis baat keliye blackmail kar rahi thi…aur kahi baar mujse paise le rahi thi…??"

Imran : "Ji woh.. Tanveer ne kaha ki woh mere bache ki maa banne wali hain… lekin ye sach nahin hain"

Rishab : " Sach kya hai aur joot kya hai.. yeh sab hum malum karenge…agar yeh sach nahin hain to tum black mail kyun horahe the…??"

Imran : " Ji.. Mera aur Tanveer ka shariri rishta bhi tha…"

Rishab : " Hum yeh bhi jante hain… Aur isliye hum Nikhat ka rishta tumse todne keliye agaye…Tanveer ke kilaaf paison ki fareebi ka bahut case Kanpur police ke saat darj hain.. aur do katl mein bhi woh prime suspect hain…Rashid hum nahin chathe hain ki humari Nikhat ka nikaah Imraan se ho.. Tum yeh rishta todh do please…."

Razia : " Agar Isbar bhi Nikhat ka rishta tootega to koi bhi Nikhat se nikaah nahin karegne…"

Rashid : " Babhi.. aap iske barein mein apko soch ne ki koi zaroorat hain.. Nikhat meri beti hain… uski bhalaye burai meri zimmedari hai…Haseena Bhi.. isse pehle Imran ya aap par koi aur case karke Rishab apko police station ghasite.. aap please yahan se chalejaye aur phir kabhi bhi yahan aane ki zaroorat nahin.. Nikhat us anguti nikal kar unhe de do.. aur yaad rahein.. aap flat ke papers Asad ko wapas bhej degi.. nahi to fraud case mein Haseena bhi aapko Rishab jail mein dal denge…."

Haseena just nods her head and drags her son out….while Shirin starts crying

Rashid : " Shirin.. tum rona band karo please… Yeh sab jante hue ek aur rishta aya hain humari Nikhat keliye.. Nikhat tum Dr.Ayub ko jante ho na.. jo Humeira ke ilaaj keliye yahan athe hain…."

Nikhat : " Ji abbu…"

Rashid : " Ayub tumhe bahut pasad karta hain.. muje malum bahut kuch tumhare zindagi mein ho raha hain… lekin zindagi mein hume age bad ne ka soch na hain… Agar tume kuch waqt chahiye to Ayub intezaar karne keliye bhi tayar hain…"

Nikhat : "Ji Abbu.. "

Rashid : " Kya Ji Abbu.. Batao hum Ayub ko kab unke ammi aur abbu ke saath yahan bula sakte hein ??"

Nikhat : "Abbu aap jab teek samjthe hain.. tab…."

Rashid : " Teek hain to mein Ayub se baat karta hoon.. Tum ek hafte ke baad Ayub se milo aur dono baat karlo.. baad mein agar tumhe teek lage tab hum sab unke ammi aur abbu se milenge…Ek aur baat.. Ayub Zoya ka bahut accha dost bhi hain.. to tum Zoya se bhi baat kar sakti ho…"

Shirin &  Razia : " Zoya.. "

Rashid :  " Haan.. Zoya.. meri honewali bahu.. Asad ki honewali dulhan…."

Rishab :" Teek hain Rashid.. ab mein bhi chalta hoon.. lekin jab tak mere case ke investigations katam nahin hota tab tak mein Bhopal mein hi hoon.. aur idar atha bhi rahoonga…Acha yeh batao.. tumhari ammi kahan hai.. woh kahin dikh nahin rahi…."

Rashid : " Woh.. Khala ke ghar gayi hain…ek do din mein ajayegi….

Ayaan is relieved since Nikhat got relieved from Imran's family easily without much hazzle and first thing that comes his mind is to inform his Brother and Babhi….

Ayaan on Phone : " Hey Mona..Kaisi ho aap…"

Zoya : " Mein teek  hoon Rabert.. tum to bahut kush lag rahe ho.. kya baat hain.. Humeira ki yaadash puri agaye kya ya Rajani bankar hi tumhe propose kiya kya ??"

Ayaan " uff… Mona..tumhare dimaag mein sirf ye baat chaltha rehta hai kya ?? paat nahin Bhaijaan tumhe kaise jhel rahein hain…??"

Zoya : " oh Really ?? Tum unse hi pooch lo.. mein phone doo kya unko ??"

Ayaan : " Bhaijaan is waqt bhi ghar pe hain kya ?? "

Zoya : " Haan .. woh tumhare jaisse to hain nahin.. woh to yahan meri dekhbhal kar rahein hein….aur laptop mein apna kaam bhi kar rahe hein…."

Ayaan : "Kya baat hain.. apke liye sab kaam chod kar ghar par rukgaye hein.. tum to bahut kush naseeb ho…"

Zoya : " Woh to mein hoon…."

Ayaan : " Accha suno Mona…" and he narrates everything that happened in his house to Zoya…

Zoya  is so excited to hear  the good news that she screams "YIPPEE" and throws her phone up and jumps on her bed without realizing the pain in ther leg.. She was about to fall when Asad comes and holds her in time ( Mitwa  song in the background)

Asad : " Aap ye kya kar rahin hein.. Mein kal se apko sambal raha hoon.. aur aap bachon ki tarah aise kudh rahi hain.. aise kya keh diya Ayaan ne ?? " He slowly puts her back on bed…

 

Zoya : " Mr. Khan.. aap bhi sunenge to kushi se pagal  hojayenge…" and she tells Asad about how well Rashid had handled Nikhat and Imran's matter and how delicately they had come out of that family's relation…

Asad : " Chalo acha hua… " and he is happy to know that  this sweet and unselfish girl is his…"Zoya aap hamesha dusron ki zindagi mein kushi lana chati hain.. lekin aapko bahut dukh diya hain na maine..…"

Zoya : " Aap phir se shru hogaye Mr. Khan…. yeh meri family hain… aur aap ko patha hai ki mein ek family   keliye bachpan se kitni tarsgayi thi.. mein aap keliye aur humari family ki kushi keliye kuch bhi karsakti hoon.. Aap ko andaza bhi nahin hai apne muje kitna bada tofa diya hai Zindagi mein… I LOVE U Mr. Khan…"

Asad smiles and hugs his lady love….

Thanks for your time to read it.. I am so sorry since there was not much of ASYA in this part… but I had to bring in others also for the story to move forward !!!!!!!!!!!!

END of PART 10

=================================================================