RECAP
ridhima-tumhe uthna hoga armaan tumhe aapni ridhima ke liya uthna hoga .. apne baby ke liya uthna hoga... samjhe tum...
and ridhima place armaan's hand on her stomach...
and baby kicked first tym feeling this Safest touch.
ridhima - aauch..
armaan unconsious - ri... ridh...ridhima...
ridhima - hain armaan...mein yahin hun..
armaan - ridhima mein... mein... maf ...aapa.. chera... kaise... dikhaun...
ridhima - armaan
armman - i.. i m.. sor...sry basket...
ridhima - armaan mein yahin hun armaan... plz aankhein kholo armaan... armaan plz...
she slids on the floor beside armaan while holding his arm's... n crying..
********************************************************
next part
********************************************************
armaan get consious feeling ridhima near...
Armaan-ridhima...
Ridhima - armaan. Tum theek hona... Armaan .. Bolo na...
Armaan was just lost in her eyes love n concern she is having for him...
Armaan tries to get up...but
armaan - ahh.!!!
Ridhima - armaan... Araam se kya kar rahe ho...
Armaan - ridhima mein...
Ridhima - armaan shhh.. Chup bilkul tumhe araam ki jarurat hai...tum aram karo mein abhi aati hun...
Ridhima turn around to let her tears fall from her eyes which she was holding back as she knows armaan doesn't like tears in her eyes... Her tears hurt armaan like anything in the world..
Armaan hold her hands but ridhima stop there but didn't turn around then ridhima wipe her tears from free hand and then turn around..
Ridhima - *with fake smile* kya hua.. Mein bus aabhi aai armaan.. *armaan keep looking in her eyes* mein nahi ro rahi... Mujhe pata hai mera armaan ko mera ansun pasand nahi...
Hearing this armaan give faintly smile... And try to remove oxygen mask from his mouth...but ridhima stopped him from doing so...
Ridhima - ye kya kar rahe ho.. Tum aram karo mein doctor se baat karti hun... Bus 2 min mein wapas aai.. Plz... At this armaan leave her hand...
Armaan was shifted to the private ward... Ridhima taking care of armaan... Armaan notice ridhima's figure n notice her grown stomach...
Armaan - basket ye... Tum kitni moti ho gai ho... Mera pich kuch jayad hi khane lagi kya.. Mera hisse ka bhi...
Ridhima- armaan wo... Wo tum...
Armaan-tum aise wo... Karti rahogi ya aaage bhi bologi...
Armaan- meri zindagi aab koi aur bhi hai...
Armaan- matlab tumne mera letters padh liya...
Ridhima- letters ???? **confused look**
armann - hain... Vo jo mein ne wooden box mein rakhe the...
Ridhima - oh voo... Hain... Kyun... Tumhe achana vo kyun yad aa gaye...
Armaan- nahi bus... Toh kahan hai sammy...
Ridhima- sammy...!!! Sammy koun...
Armaan- oh vo... Samarat... Kahan hai vo...
Ridhima - oh... Vo ... Samrat mera saath kyun aayega...
Armaan- kyun aagega matlab.. Vo aur tum aab...**looking down**...
Ridhima- kyun armaan aab kyun aankhen jhuka rahe ho... Aab kyun nahi bol pa rahe tum jo tum likhe ke gaye the... Armaan tumhe kya lagta hai ki mein tumhare bina khush rah sakti hun...
Armaan- ridhima tum...
** armann was cut short with the entry of the gang**
anji- hey armaan kaise ho...
Muski- armaan tum kahan chale gaye the...
Atul- itni mahine.. Pata hai hum sab pe kya biti hai...
Nikki- dr ne jab aa ke kaha ki tumm...
Ridhima - nikki plz...
Ridhima want to run from there but armaan holds her hand...
Armaan- guyies kya mein kuch der ridhima se aakele mein...
All nodded and leave the room...
Armaan- ridhima plz.. Meri taraf dekho... Plz ridhima...
But ridhima didn't turn around she keep sobbing..
Armaan tries to get put..
Armaan - isss aauchh (groning in pain)
ridhima-armaan plz.. Armaan tum araam karo..
Armaan- mera liya toh tumhari khushi hi araam hai.. Plz ridhima mujhe maaf kar do.. Mujhe pata hai.. Ki mein ne vo hi galti dusri barr ki hai..par mein kya karta ridhima mein coma mein ja chuka tha... Aur tum janti ho ki coma mein insaan sirf sun sakta hai dekhe sakta hai par kuch na toh bol sakta hai na kuch kar sakta hai.. Tumhi batao ridhima mein kaise roj tumhe ghut ghut ke jeeta hua dekhta rahta... Isse toh aacha hota ki mein mar...
Ridhima put her hand on his mouth...
Ridhima-plz armaan... Armaan tum meri jindagi ka hissaa hi nahi meri zindagi ho...armaan mein pal pal marti rahi ye soch ke ki tum kuch aur pal ji sakte the mera saath aapni ridhima ke saath par mein ne hud tumhe mar... Armaan tumne jo kiya hai mein uske liya kabhi maaf nahi kar sakti..
Armaan- basket plz .. Mujhe se naraj mat ho ... Tum jis din mujhe se narag hui toh mein maan lunga ki meri zindagi mujhse se narag ho gai... Aur uss din tumhara ye armaan aapne aapko bhagwan ke hawale kar dega... Agar tum mujhe se narag hui toh mein duniya ko tumhare kadmo mein chod ke bahut dur chala jaunga... Plz ridhima.. Mein tumhe aur dur nahi dekhna chalata... Plz basket...
Ridhima- armaan dur toh mein bhi nahi rahna chahati... Armaan plz mujhe pyaar karo.. Plz armaan mein tumhe khone ka dar se nikal na chahati hun... Plz armaan mujhe pyaar karo plz armaan plz...
Saying so Ridhima lean upon armaan.. But armaan just hug her tightly...
Armaan - basket mein yahin hun... Hamesha tumhare saath.. Hamesha...
Armaan know that ridhima was trumbling with fear.. He to wanted her... He need her badly as she need him...
They were carving for eachother...
Ridhima - armaan.. Kya mein kuch puchun...
Armaan- kya hua ridhima...
Ridhima-kya mera pyaar kum padgata hai. Kya tumhe lagta hai ki mein strong nahi hun.. Ki mein tumhe sambhal paau...
comment:
p_commentcount