Originally posted by: sona-rai
main agayai
🤗
🤢🤢🤢me dead atay hi🤢🤢
jhappiz meri pari chachi😆
wo poem suni hai na
kab yad mai tera sath nahi
kab hath mai tera hath nahi
wese hi tera haal hai
kab janu pe sona me dead nahi🤣
haa kya yas dila diya
one of my most fav poetry
kab yad main tera sath nahin kab hath main tera hath nahin
sad shukr k apni raton main ab hijr ki koi rat nahin
mushkil hain agar halat wahan dil bech ayen jan de ayen
dil walo kucha-e-janan main kya aise bhi halat nahin
jis dhaj se koi maqtal main gaya wo shan salamat rahti hai
ye jan to ani jani hai is jan ki to koi bat nahin
maidan-e-wafa darbar nahion yan nam-o-nasab k puch kahan
ashiq to kisi ka nam nahin kuch ishq kisi ki zat nahin
gar bazi ishq ki bazi hai jo chaho laga do dar kaisa
gar jit gae to kya kahna hare bhi to bazi mat nahin
comment:
p_commentcount