Posted:
11 years ago
priya apne room mai hai aur kuch soch ragi hai...dadi ki parpote ki demand hai ab yeh kaise puri kare aur tension mai hai...itne mai ram aa jata hai...aur priya ko window ke pass kadha dekh kar kehta hai priya aur priya turns towards ram side and ram said kya hua priya...
priya becomes shy and said ram apne dadi ki demand ke baare mai socha kya...ram becomes shy...😳
ram: are tum kya keh rahi oh yr tumhe pata hai na ki mujhe baccho ke baare mai knowledge nah hai priya said ram toh mujhe bi nahi to hum kya kare...
both are thinking 😍 ram said idea...kya are vikram se puchte hai oske toh teen bache hai ose jarror pata hoga...
priya : ram par wo humhe dadi ki tarah hi baccha karne ko kahge...
ram: tum ruko yr baat toh karne doh mujhe ...priya thik kejye...
vikram busy with neha bcz woh neha ko mana raha hai then suddenly cell phone rings neha man mai phir se harry...neha ha jarror harry ka call hoga vik yr nahi ram ka hai pick kar lo tumhe koi problem to nahi hai vik pick yu call...
ram: are vik yr tu kaha hai... vik: kya hua ram koi problem toh nahi hai
ram: nahi yr are wo tujse... vik wo kya wo bata na are yr wo dadi ne kaha hai ki ohne parpota chaye vik to kya dede yr
ram: are tu samaj kyu nahi raha wo baccha kaise kare and priya becomes shy...also feel akward...ram sees priya and ram go out off room...priya smiles...
vikram expression :eyes become broad and mouth open and neha said what happened kya hua phir se on dono ka jagda ho gaya...😲
neha take cell from vik and said are yr tu bata na ki mai baccha kaise karu...tu hi kuch bata ...neha laughed out and said fatty very bad tuhhh...
ram: neha tum kaise and vik take cell from it...and haa ram...
ram: are tune neha ko phone kyu diya...
vik: ram mai tuje kaise batao ki bacche kaise karte hai... vikram laughs
ram: ram thinks abt it what he say and becomes shy and try to cut the phone but neha tease ram from the back of vikram...
and cut off call vik and neha laugh and think abt the situation of ram and priya...
neha said i have idea to tease priya vik said kya ha vikram mai abi priya ko cal karti hu...aur ose puchti hu ki kya hua ha priya and vikram said neha stop dont call her she becomes enbrassed...(but neha toh neha hi hai)...
continued...
hey guys if u like my imagination then plz comment on it then i will continue my imagination story...