New FF:TERI MERI PREM KAHANI-part-52(complete) - Page 7

Posted: 12 years ago
aww... the language of the hearts... LOVE
Posted: 12 years ago
aha toh the melody of love has begun...very interesting...keep the updates coming...
Posted: 12 years ago

nice update..

Edited by Yutishta - 12 years ago
Posted: 12 years ago
awesome!



loved the lil lovey dovey arjuhi scene...




the language of love n heart <3




which the brain is unaware of or just not willing to accept...hmm




plss cont soon :) x
Posted: 12 years ago
good going naina - pls continue
Posted: 12 years ago
Naata Samjhe Na...Ye Dil Mera
When Arohi Come home she is panting and sweating.Dadi is working in kitchen, she said---
-Are Arohi! tum chali ayi?theek ho tum?kya hua?
-mein theek hu dadi!
   She come straight to her room; but she cannot forget her memory,Arjun's eyes attracts her so much.Arohi come to her piano, started playing the tune.
     Vikram and Abhinav are still in tension. They don't know what to do, their company's lose become 5 crore.Vikram is sitting anxiously.Abhinav is also with him, he said---
-dad aap tension maat karo, sab thik ho jayega,
-nehi thik hoga Abhi, kisiko dhoka deneka saja to mujhe milnahi tha,
-Aap aur dhoka?ha mein manta hoon aap bahot strict hei, rude hei, lekin aap kisiko dhoka nehi de sakte.
-maine diya beta, aur mera dost ko hi dhoka diya, daulat aur sahoraat ki nashaa mei dhundla ho gaya tha mein, aage pichhe kya hei kuch dikhai bhi nehi diya, aur sabse upar jane ka khusi se kabhi patai nehi chala ki mai kya kya kho diya, ajay ko mei dhoka diya tha, aur ye baat lakh kaushis ke baad bhi mei bhul nehi sakta,
-dad purane yaadon ko yaad karke kuch hasil nehi hoga, hume kuch sochna padega.
-tum shayed thik kehrahe ho, hume ab kuch to sochnahi padega.
                Arohi is sleeping, when Shefali come back, She come to Arohi's room, sit near her and said---
-Arohi!
-are tu aa gayi?time kya hei?mei itni der soyi rahi ?
-teri tabiyaat kaisi hei?dadi kehe rahi thi...
-ha mein theek hu ab, tu baata aj kya hua?
-kuch khaas nehi, har din ki tarah aj bhi same tha.
-wo ladka aya tha aj?
-kaun wo Aarav?
-accha to jaan pehchaan bhi shuru ho gayi?
-Arohi, naam jaan lene se kya farakh padta hei, aur waise bhi, wo itna bhi accha nehi hei.
-to uska poora naam to bol?
-Aarav Sharma
-to tujhe bhi aakhir pyar ho hi gaya?
-is mei pyaar kaha se aa gaya?do din to mile hei hum,
-kabhi kabhi Shefali do din ki milna bhi kafi hota hei pyaar ko samaj ne mein.
-tu meri chod, arjun ke bare mei kuch bol?
-kya bolu?bolne jaisa kuch hei nehi, par ek baat hei, mei use dekhte hi jaise kho jati hoon lagta hei ki mera talaash khatam ho gaya, uska ankho mein ek sukhoon milti hei mujhe, jaise sari fikr, dar, kuch bhi nehi hei, mei poori ho gayi.
-ho na ho mujhe lagta hei tera talaash khatam ho gaya,
-nehi, wo dhun aur wo raat abhi bhi mere talaash ki ek surag bankar hi rahe gaya hei, jab tak mei wo solve nehi kar sakti mera khoj, khoj hi rahega.
    Arjun is thinking about Arohi, Aarav coming and said---
-Arjun aj na mera mood bahot accha hei,
-kyun kya hua aj?
-aj us ladki se dobara mulakaat hui, lekin paata nehi kyun mujhe wo bohot acchi lagti hei
-Are you in love aarav?
-I think so
-so congrats! aur uski naam?
-very cute name, Shefali
-wow!
-accha ab tera bol kya hua?
-kya hoga?kuch nehi hua
-mujhe lagta hei tu Arohi se pyaar karne lagi hei
-no way Aarav, mei aur us Arohi se, nehi ho sakta,
-kyun?kya kharabi hei usme?
-kharabi kuch bhi nehi hei, bahot acchi ladki hei lekin mei use dhoondna chahati hoon, use pyaar karna chahati hoon,us dhoon...
-Arjun ye tera imagination hei, ki koi hei nehi bhi ho sakta na?
-nehi Aarav wo hei, believe me aur dehradun mei hi hei
-tu jo chahe wo kar, mei ja raha hoon sone.
          Dadi is standing infront of her son's photo, she is saying---
-mei Arohi ko nehi baata payi, lekin ye use janna hoga, mei nehi bhool sakti un logon ko jo tumhare maut ke zimmedaar hei, jo Arohi se uska bachpaan, ma-baap ka pyaar cheen liya, wo log sirf tumhe nehi hum sabko maut ki andhero mei dhakel diye the.use mei kabhi maaf nehi kar sakta, jo ekdin tumhara dost hua karta tha wo lalaz mei akar dushman ban gaya, tum dono ko to mei nehi bacha payi lekin mei tumse wada karta hoon beta, mei Arohi ki upar unlogon ka saaya tak padne nehi doonga.kabhi nehi.
       Dadi go for sleep. The moon was covered with dark clouds.

 
Posted: 12 years ago
Oh my god... This flashback is going to take them apart? :'( :'(
Posted: 12 years ago
now who killd arohi's parents?? i hope its nt arjun's dad or sum1...!! bt nyc story...enjoying it!
Posted: 12 years ago
Pal Pal Mein Poori...Sadhiyan Bitayeen
Today is a very cloudy day; all the sky is become dark, since the morning it is drizzling outside.When Arohi wake up it is raining then, she get ready for Library and come downstairs for breakfast. Shefali and Dadi are surprise, Shefali said---
-tu kaha ja rehi hei?
-library mei, actually mei aj late bahot ho gaya
-rukh jara, bahar barish ho rehi hei, aur itni buri hei weather, kuch der pehle news mei suna tufaan bhi aanewala hei, aur tu library ja rehi hei?
-ha, matlab mujhe jana hoga aj
-kyun?aaj waha kya honewala hei?
-dekh, Paresh Uncle nehi hei, aur unhone mujhe library ki zimmedari de kar gayi hei, agar
nehi jayungi to...
-tu kamaal kar rehi hei Arohi! aur unko bhi to pata hoga na is sab ke bare mein?
-ha lekin Arjun...
-accha to mei ab samja tu jaane ke liye itna bekarar kyun hei?Arohi lag raha hei mera shaak sehi nikhla
-Shefali teri bakwaas band kar, dadi mei ja rehi hoon.
                Arohi left, dadi came out of kitchen---
-chali gayi Arohi!?
-ha,
-tune use rok nehi payi?
-ab dadi use rokhna thoda muskil ban gaya
-kyun?
-wo to mujhe pata nehi, lekin ab wo chahe na to bhi khud ko rok nehi sakti.
    Abhinav is planning of some tricks, he has to do something, he thinks---

-mujhe kuch karna hoga, lekin kya karu, aisa kuch karna hoga, jiski waja se dad mujpar khush ho jaye aur sare property mere naam kar de. lekin ye mujhe jaldi karna hoga, agar Arjun Dehradun se laut aye to dad use M.D. bana denge, aur aisa mei hone nehi doonga.mujhe Arjun ko yahhan ane se rokhn hoga, aur iska ekhi solution hei...
   When Arohi reach the library, she notices that Arjun is standing infront of the library. Arohi was happy as well as excited. Arohi come and said---
-tum bahar kyun khade ho?andar nehi gaye?
-nehi, wo aise hi kisika wait kar raha tha
-kaun?
-actually tumhara
-o to ab andar chaloge?☺️
-ha.
   They come in the book-room. Outside continuosly raining in a terrible way. Arohi said---
-Aj bahot barish ho rehi hei!
-ha

-tumhe barish pasand nehi hei?
-nehi utna bhi nehi mei tumhe kuch punchu?
-ha...kya?
-tum mujhe kya kuch kehna chahate ho?
-nehi...wo...actually mujhe tumse sorry kehna tha.
-kisliye?
-wo kal mei achanak bhag gayi, mujhe tumhara wo baat sunkar jaise dar lagne lagatha, bachpan se dadi ke pass rehti hoon , pyaar, prince charming, ei sab sirf kahani me hi suna tha , mei bahot ghabra gayi thi, kyun ki mei nehi chahati thi ki mujhe kabhi pyaar ho jaye. pyaar to bharosa hota hei, aur jise insaan bharosa karte hei, wahi sabse pehle uska bharosa todh deta hei.
-lekin tum itna yakken ke saath kaise keh sakte ho ki tumhara bharosa koi todh dega?
-mei yakeen nehi sach ki baat kar rehi hoon
-tumhe nehi paata ye kaisa dar tum apne dil aur dimaag mei ghusa liya ye bin wajah darr hei Arohi.

-mujhe nehi pata aur mei janna bhi nehi chahati magar pyaar karne ka himmat nehi hei mujh mei.

   Suddenly the windows and doors of the library are began to rocking. Arohi is grabbing Arjun tightly and close her eyes. Arjun said---
-tum mujhe bharosa karti ho?
-ha. kyun?
-Iska matlab tum mujse pyaar bhi karti ho,
    Arohi look at Arjun's eye, there she can find love for her, Arohi said---
-mei tumse pyar nehi karti.
   Arohi ran quickly & shut the windows, The room bwcome dark. Arjun said---
-candle hei?
-ha mein lekar ati hoon
  She give him four candlesticks, Arjun light up the candles, the room is now chiaroscuro. Arohi said---
-lagta hei aj ghar nehi ja payungi
-ha mujhe bhi lagta hei
-mera phone ki battery down hei tum...
-nehi mei to aj phone ghar pe hi bhul gaya.
     Arohi sit beside Arjun, Arohi said---

-tum kabhi pyaar nehi kiya?

-ha kiya na, mera guitar se
-nehi mera kehne ka matlab tha koi ladki se?
-aj tak koi mili nehi bharosa ki layek! actually pyaar kya hota hei?
-pyaar?pyaar to wo hota hei jiske liye hum sab kuch kar sakte hei, khud ki jaan bhi uska naam kar sakte hei, pyaar wo hota hei jiske liye choti choti yadeen bhi zindegi guzarne ki sahara ban jata hei, pyaar wo hota jiske ek ahat sunne ke liye hum apna sab kuch kurbaan kar sakte hei, ek aisa ehsas hei jiske liye hum saans le sakte hei.
   Arjun was smiled & said---
-lekin mere liye to pyaar ek aisa deewangi hei jiske liye koi mar kar bhi ji sakta hei, ek beshumaar chahat hei, agar wo saath rahe to jaise sare darr, fikr, sab hamari takat ban jati hei.
    Just then the sky is lightenening with a thunderbolt. Arohi is hide her face in Arjun's cheast, Arjun said---
-Bharosa aur pyaar do no ek hi hota hei Arohi, sirf ek
   The candles are now treambling.Arjun said---
- agar tumhe Pyaar nehi hoga to tum bharosa kaise karoge?
        They were speechless; Arohi has no answer, she was tired & fall asleep keep her head into Arjun's shoulder.

   "Do dil anjaan mei hi sahi lekin milne lage the, kisiko kuch patahi nehi chala, pyaar ki ek ehsas do dil, do maan ko aise mila diya jaise sadhiyan ek pal mei sama gaye, ek lamhaan mei puri umar bit gayee..."
 

Edited by mon.sayan17.com - 12 years ago
Posted: 12 years ago
beautiful update naina - luved it

Related Topics

No Related topics found

Topic Info

23 Participants 284 Replies 39351Views

Topic started by M_Nira

Last replied by Arjuhisis

loader
loader
up-open TOP