Posted:
ek baat mujhe samajh mein nahi aati
sab hamare ANya k peeche hi kyun pade rehte hai
bechare thoda sa romance karte nahin hai ki koi na koi beech mein aa jata hai kabab mein haddi banane
kabhi ghar walein toh kabhi friends toh ksbhi amar sir aur ab yeh police wala aayega
baksh do hamare anya ko aap sab yaar aakhir woh bhi insaan hai unhe bhi romance karne ka hak hai
sahi baat hai ya nahin aap sab batao...
comment:
p_commentcount