baht baht din pehle ki baat hai...ye kahani hai amarpur naam k ek rajya ka..amarpur baht hi samridhashali rajya tha...log khush the yuhan...amarpur k maharaj the amar raj...vo ek baht ache shashak the..aur maharani har praja ko apne santan manti thi...amar raj aur maharani ek 5 saal ka beta tha.. rajkumar Motiraj..jo pure amarpur k ankhon ka tara tha..sab kuch thik thak hi chal raha tha..lekin kehte hai na ache din hamesha nahin rehta..aur aisa hi kuch hua amarpur mein
comment:
p_commentcount