Oh god...😆😆😆
I just love that scene agar naitik pregnant hota tho.i mean hoti...😆😆😆😆
kya baat hai superb...👏👏👏
And kya answer tha Aapse marlab hum kabhi bhi apni family plan kare...😆😆😆😆
Aur RB ne khana nahi khaya.jarur ghupchup kamre mein jaa kar kuch kha liya hoga...
Aur vish kya solid palti mara saara ilzaam shaurya par daal diya...