its soun nigham ji song and u all would listen it...
dnt miss the lyrics...damn gorgeous song😳
Ek din kahin hum do milein aur teesra koi na ho
Baithe rahein khoye rahein
Kuchh main kahoon kuchh tum kaho😍
Ek din kahin do tum milein aur teesra koi na ho
Baithe rahein khoye rahein
Kuchh main kahoon kuchh tum kaho
Kabhi main kahoon zara sun to lo
Kabhi tum kaho ab keh bhi do
Kabhi main kahoon tumhein naazmi
Kabhi tum kaho mujhe humnashi
Kabhi main kahoon sun mehjabi
Nahin tum bin mujhko chein kahin
Phir tum kaho ki tumhein hai yakeen
Phir main kahoon ki mujhe pyaar hai tumse
Ek din kahin hum do milein aur teesra koi na ho
Ek din kahin hum do milein aur teesra koi na ho
Baithe rahein khoye rahein
Kuchh main kahoon kuchh tum kaho
Kabhi main kahoon zara sun to lo😍
Kabhi tum kaho ab keh bhi do😳
Kabhi main kahoon tumhein naazni😍
Kabhi tum kaho mujhe humnashi😳
Kabhi main kahoon sun mehjabi😉
Nahin tum bin mujhko chein kahin
Phir tum kaho ki tumhein hai yakeen
Phir main kahoon ki mujhe pyaar hai tumse
Ek din kahin hum do milein aur teesra koi na ho
Mausam ki baat raahon ki baat manzil ki baat ho
Phoolon ki baat khwaabon ki baat phir dil ki baat ho🤗
Mausam ki baat raahon ki baat manzil ki baat ho
Phoolon ki baat khwaabon ki baat phir dil ki baat ho❤️
Mehki si ho tanhaaiyaan aane lagein angdaaiyaan
Dhadke ye dil kaanpe nazar tummko kabhi chhoo loon agar☺️☺️
Main ye kahoon kehta rahoon mujhe tum bin ab jeena nahin
Phir tum kaho ki tumhein hai yakeen
Phir main kahoon ki mujhe pyaar hai tumse
Ek din kahin hum do milein aur teesra koi na ho
Chanchal havayein aanchal udayein lekin main thaam loon😍😍
Samjho ishaara jab main tumhaara koi bhi naam loon😉
Chanchal havayein aanchal udayein lekin main thaam loon😳
Samjho ishaara jab main tumhaara koi bhi naam loon😉
Tum pyaar mein kehta rahoon kabhi chaandni kabhi raagini
Kabhi tumko main kahoon geet ho jeevan ka tum sangeet ho
Meri preet ho manmeet ho tum kaho to de doon jaan yahin😍🤗
phir tum kaho k tumhai hai yaqeen
Phir main kahoon ki mujhe pyaar hai tumse❤️
Ek din kahin hum do milein aur teesra koi na ho
Baithe rahein khoye rahein
Kuchh main kahoon kuchh tum kaho
Kabhi main kahoon zara sun to lo
Kabhi tum kaho ab keh bhi do
Kabhi main kahoon tumhein naazni
Kabhi tum kaho mujhe humnashi
Kabh main kahoon sun mehjabi
Nahin tum bin mujhko chein kahin
Phir tum kaho ki tumhein hai yakeen
Phir main kahoon ki mujhe pyaar hai tumse
Ek din kahin hum do milein aur teesra koi na ho.
omg i can imagine hayeee abhiya🤗❤️ wat say guyz???hmmm hmm😉 😆
comment:
p_commentcount