Originally posted by saman.17
woh ise padega na toh hame paagal samaj lega...ππ
uska naam lo toh prob na lo toh bhi prob...πππ
π
Haan ye toh hai agar naam leta hai toh bhi hum kehte hai ki naisha ke siwa aur koi nahi hai kya duniya mein.aur ab nahi liya toh hum aise soch rahe hai ki pata nahi kyun nahi liya...ππππ
Hum bhi na ajeeb hi hai...πππ