Posted:
12 years ago
Originally posted by abhayfan_dishu
to aur advantage lene ka kya matlab tha yaar. it really seemed ki chand is despo in making Abhay create some half vamp half werewolf kids😉
🤣 chand ayesha ke OS se inspire ho gaya hai...
pia-abhay ke hybrid breeds se kya prob hai chand ko pata nahi..
abhay jahan jaana chahta hai..jahaan chand ki wish puri karna chahta hai..waha nahi kar paa raha hai...i mean pia..
bechare ko alina ke saath phasa raha hai chand 😆