Fan Fictions

FF (Maneet) Dil Mil Gaye Thread 3 Upd prt46 pg122 - Page 50

Created

Last reply

Replies

802

Views

142998

Users

103

Likes

2179

Frequent Posters

Posted: 12 years ago
wow
loved it
thanks for the pm
do continue
Mehek25 thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
Amazing update Piya. 
Loved it.
Pls continue soon.
Thanx for pm dear.
Zohamaaneet thumbnail
Posted: 12 years ago
hey piya
i was out of station for few days thats y couldn comment to ur updates
but from 38 to 41 awesome yaar
superb
waiting for ur next update
preethia thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 12 years ago
loved the updates...
maan-geet relationship is rocking...
well thank u for clarifying that bcoz of yash-meera there wont b any prob bw them...
liking the way geet's mom is teasing geet...
waiting for the next...
pl cont soon
soni4eva thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 12 years ago
wow luvly update
soo romantic
beutifully written
fanx 4 da pm plzz cont soon x
Hinal.94 thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago
wowww loved it
the way meera showed attitude to yash was awesome
n the later part ☺️
zunaiba5 thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
Thnx 4 pm 

Maaneet scenes  were awsum ...

Wonderful update 


looking forward 2 read more 

update soon
piya- thumbnail
Posted: 12 years ago

 

Thank you for your love and support.

This update is especially for my SHERU BACCHA and POOH BEAR

Guys I tried my level best I hope I have lived upto ur expectations warna I m ready for your ande and tamatar as well

Love-Piya

 

PART 42

Geet: Chaliyena Maan party mein chalthe hai

Maan: Jo hukum rani sahiba chalo

Geet starts walking but Maan stops her and picks her in his arms and takes her to his car

Geet: Maan ye kya shararat hai

Maan: Geet iss gulam k hothe hue meri malikka ke pholon se najuk kadam zameen par pade ye ho nahi saktha mera bus chale toh tumhe humesha apne palko mein bitakar rakhu

Geet: Maan koi dekh lega

Maan: Dekhne dho main apni Mishty ko lekar jaa raha hoon koi mujhse ye haq cheen nahi saktha

Geet: Achha toh kya aap apni Mishty ko party tak uhi lekar jaayenge

Maan: Agar tum chaho toh le jaa saktha hoon waise bhi meri Mishty k muh se nikla hua har ek labz meri liye duniya ki aakhri baat hai

Geet: Maan main toh mazak kar rahi thi car mein chalenge

Maan: Sure

Geet: Haan mere shezade aapki ye shehzaadi gaadi mein safar karna chahthi hai

Maan: Hmm..meri Shehzadi ki ye khwaish hai toh yahi sahi

He opens the door and carefully places Geet

He starts the car and they leave for the party

Meanwhile,

Meera: Samajtha kya hai wo apneaap ko ab maanthi hoon mujhse galthi ho gayi aur maine kitne baar uss akdu se maafi maangni ki koshish ki usse baat karne ki koshish ki magar nahi wo toh apneaap ko akbar e aalaam samajtha hai

Pari: Ye kya bol rahi hai

Meera: Haan aise behave karta hai jaise sachmuch mein zileilaahi ho jab bhi dekho order detha rehtha hai aaj toh mujhe gussa aa gaya aur maine usse baat nahi ki

Pari: Ye tune achha kiya

Meera: Kya matlab?

Pari: Agar tujhe uska attention chahiye toh ignore him stamp paper par likhkar de sakthi hoon wo khud tere peeche peeche aayega

Meera: Hmm... ab main yahi karungi dekhthi hoon kya asar hotha hai uss sadu par

Same time,

Yash: (self talk) Aaj Meera mere peeche peeche nahi aayi mujhse baat karne mujhe toh laga tha wo humesha ki tarah mujhse maafi maangne ki koshish karegi magar...

Yash: Nahi wo mujhe ignore nahi kar sakthi mujhe zarur galat faimi hui hogi kal dekhna kaise wo mujhse baat karne ke bahane dhundegi

By that time

Maaneet reach the venue

Maan opens the door and like a true gentleman offers his hand to his ladylove

Geet happily gives her hand in his

Geet: Maan chaliye mujhe utakar le chaliye

Maan: Kya?

Geet: Ji chaliye mujhe apne baho mein utakar andar le jaayiye

Maan: Geet ye kaisi zidd hai

Geet: Zidd hai toh zidd hi sahi main chahthi hoon k aap mujhe sab k saamne propose kare

Maan: Oh toh tum party mein maujood saare ladkiyon ko jealous feel karwana chahthi ho

Geet: Baaki ladkiyaan jealous kyun feel karengi?

Maan:  O come on Geet is sheher ka sabse eligible bachelor the one and only MSK jiske aage peeche saikdo ladkiyaan mandrathi rehthi hai wo jab tumhe apne baho mein utakar le jaayega tab kitne ladkiyon ke dil tuth jaayenge

Geet: Aapko apne baare mein bahut badi galatfaimi hai wo toh main hoon jisne aap par meherbaani kar di warna aap jaise dusht danav ko toh koi ladki ghaas bhi nahi daalthi

Maan: Achha ye baat hai toh chalo andar jaakar dehthe hai dudh ka dudh aur paani ka paani ho jaayega

Geet: Chaliye

They enter the hall

As soon as Maan entered he was the center of attraction of every girl

Geet started feeling possessive about Maan

But Maan was in a mood to tease Geet

Maan: hi Girls

Geet was shocked as girls started approaching Maan and took him to the dance floor
 
Pls listen to the song here is the link

 https://www.youtube.com/watch?v=ON8aRoYQExE

Music ..Hey Music..hey, hey, hey(Girls drag him to the dance floor)

 
 
Girl you are my chammak challo,

(Maan wanted to tease Geet and hence he started dancing with the girls)

 
 
Where you go girl I'm gonna follow



What you want girl just let me know Oh oh ohh



You can be my chammak challo Ooh ohh


Shorty I'm gonna get ya You know I'm gonna get ya

You know I'll even let you Let you be my chammak challo


Kaisa sharmana aaja nach ke dikha de

 


Aa meri hove aaja parda gira de Aa meri akhiyon se akhiyan mila le


Aa tu na nakhre dikhaa...

(Geet gets irritated and decides to leave)

The music stops and so does Geet

She turns around and realizes that the entire room was dark and the lights were focused on a screen

She then heard a familiar voice it was Maan's voice

Maan: Aaj main aap sabko ek aisi shaksiyat se milwana chahtha hoon jo k meri zindagi ki khushiyoon ka kaaran hai

Maan: Mere mukadaar ki buniyaad mere andhere jeewan ki roshni meri jeewansangini

Maan: Sach kahu toh uski jitni taareef karu utna kam hai khuda ne usse toh tarashkar iss jahah mein bhej diya magar wo khud ek aisa lafz na bana paaya jo k usski shakseeyat ko thik tareke se pesh kar sake

Maan: Uski aakhon se shuruwat karta hoon...

At that very moment a pair of eyes appeared on the screen those eyes belonged to Geet

Maan: Waise duniya mein kayi anmol nagine hai magar main dawe se keh saktha hoon unn sabhi nagino ki chamak in dho surili aakhon ki kashish k saamne kuch bhi nahi

Maan: Inn jaadhu bhari matwali aakhon ko toh khud suraj aur chand salami dethe hai aur kyun na de inka wajood bhi toh inhi aakhon se hai

Maan: Jab ye aakhein apni palko k chilman ko uthathi hai toh subah chalne lagti hai aur jab ye jhukthi hai toh shaam dhalne lagti hai

Maan: Inn aakhon ki har ek adaa mein masumiyat chupi hui hain pyar ka jeeta jaagta nazrana hai ye aakhein... jismein mujhe bus apni tasveer nazar aathi hai mano k wo kehthi ho k Maan aap bus mere ho aur main aapki ...

A beautiful smile appeared on Geet's face

Maan: Uski muskurahat ek aisi meethi dhun hai jiske taal par mein humesha madhosh rehna chahatha hoon

Her lips appeared on the screen

Maan: Duniya k saare khoobsurat phoolo mein bhi wo nasha nahi hai jitna k uske pal bhar k muskurahat mein hai

Maan: Bus apni ek meethi si musukurahat se kisi ko bhi apna gulam bana sakthi hai wo...jab apna naam uske zuban se suntha hoon yuh lagta hai k mujhe meri jannat mil gayi

Geet was completely bowled by Maan's style

She placed her hair on one side of her neck

Maan: Bhawre k peeche jaise koi phool chupa hotha hai thik waisa hi nazara uske Chehre par zulfo ka badal bhikharne par nazar aata hai

Long Beautiful black hair appeared on the screen

Geet was blushing

Maan: Kayi shayar apni shayari k liye ek prerna dhoondthe hai kudrat k kayi khoobsurat cheezo mein apne gazlo ko khojne ki koshish karte hai magar jis shayar ko uski ek tasveer bhi dikh gayi wo dubara apni Prerna ko talashne ki koshish nahi karega

Finally the complete face appeared on the screen

Maan: Main wo khushkismat insan hoon jiske kismat mein iss beshkimti heere ki chamak hai wo heera jise Geet kehthe hai meri Geet' Maan ki Geet.. Meri Mishty

The spotlight automatically was focused on Geet

Maan: Ab main uski taareef kin lafzo mein karu

Maan: usse chand nahi keh saktha kyunki ussmein daag hotha hai par uske chehre par uski saaf dil ki parshayi nazar aathi hai

Maan: Usse phool nahi keh saktha kyunki wo murshajaate hai magar wo tho humesha apni khilkhilahat se meri zindagi mein khushboo bekherthi rehthi hai

Maan: Bus usse dekhkar ek behet hi khoobsurat gaana yaad aatha hai aur aaj main sirf uske liye wo geet gungunaunga

(The song is from movie Abdullah)

Maan starts singing

"MAINE PUCHHA CHAND SE K DEKHA HAI KAHI MERE YAAR SA HASEEN CHAND NE KAHA CHANDNI KI KASAM NAHI NAHI NAHI...

MAINE PUCHHA BAAG SE FALAK HO YA ZAMEEN AISA PHOOL HAI KAHI BAAG NE KAHA HAR KALI KI KASAM NAHI NAHI NAHI...

MAINE PUCHHA  JAAM SE FALAK HO YA ZAMEEN AISI MEH BHI HAI KAHI JAAM NE KAHA MEHKASHI KI KASAM NAHI NAHI NAHI...

MAIN JO PUCHU SHAYARO SEAISA DILNASHI KOI SHER HAI KAHI SHAYAR KAHE SHAYARI KI KASAM NAHI NAHI NAHI..."

Maan: Geet I love u will u marry me?

(Again from Chamak chalo)
Unnai thottal unnullathey Norukka maattiyo


 

Saying so he spread his arms

Ennai pola pennai parthu Mayanga maattiyo
Kannil kannai pootti vittaal sirikka maattiyo

 
Geet runs madly towards Maan

 

Ennai unnil serththu vittaal
Ottikka maattiyo

 
She hugs him passionately
 
 
Kaisa sharmana tujhe nach ke dikha doon (She looks lovingly in his eyes)

 


Mera ho jaye jo mein parda gira doon

 
Aa tujhe akhiyon mein apne basaa loon Aa tu na nakhre dikhaa


Wanna be my chammak challo Ooh ooh ooh ooh Wanna be my chammak challo Ooh ooh ooh ooh

 
(She closed her eyes and lifted her face expecting a kiss)

Wanna be my chammak challo Ooh ooh ooh ooh
 (Maan smiled and picked her up in his arms and took her out of the hall)

Wanna be my chammak challo Ooh ooh ooh ooh

PRECAP:☺️☺️☺️☺️☺️

Piggy tried her level best I hope she was able to live upto the expectations of Sheru bachha and Pooh bear

Pls press d like button n do comment

Love-Piya
 
Part 43:
 

 


Edited by piya- - 12 years ago
minnie_tweetie thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago
res
-------------------edited------------------------------

u know maine aisa hi kuch expect kia tha dear and u did the same

last part mein savitri aunty ne bola jo tha maan ne apke liye surprise plan kia hai

well loved the surprise yar...maan is the best and so are u

i tell u...u dont deserve either tomatoes or eggs...

u know what u deserve...???????????



superb update...maan's confession as usual out of the world...

ab to m short of word yar...kya bolu????

and above all...

me first again


Edited by minnie_tweetie - 12 years ago