tere bin main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin
tere bin main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin
lekar yaad teri raaten meri kati - 2
mujhse baaten teri karti hai chaandani
tanha hai tujh bin raaten meri
din mere din ke jaise nahi
tanha badan tanha hai ruh namm meri aankhen rahe
aaja mere ab rubaru
jeena nahi bin tere
tere bin main yun kaise jiya
kaise jiya tere bin
comment:
p_commentcount