Originally posted by: beautiful16
par yaar mujhe yeh toh batao aksh ko aakhir karna kya hai??? list banana hai, rashmi k liye design ready karna hai... toh room mein baithkar yeh sab kiya nahi jaa sakta???? 😕
kaunsa rocket science hai???? 😡
kaun kya chahata hai, kise kya karna hai...kuch samajh mein nahi aa raha..[:s[ gayatri wants Akshara to work so that she can forget her grief or she wants her to work so that shaadi ki taiyari jaldi ho jaaye pata nahi...😕 sabka apna need chupa hai shayad...
if Ananya would have been Akshara's child then what would have Gayatri said..?? aise hi react karti...?? woh dusri baat hai ki we too are not liking Akshara's involvement with Ananya..
list banana bhi bada kaam bana diya Cvs ne...ufff
comment:
p_commentcount