amma pratigya par hath uthati h aur pratigya ke gale ke har ko khicti h pratigya amma ka hath pakad leti h amma cilati h are bacao ... amma ki notagi
amma ye sab jarur krishna ko batayegi aur krishna pratigya par gussa hoga ...pratigya to gyi ..par pratigya ke tn house codne ki ye bajah to nahi hogi kuch aur hone bala h pratigya ke sath ... jiske karan pratigya ko tn house codna padega ... sajjan singh puja par gaye h .koch to bhut hi glat hone bala h pratigya ke sath... 2 days hi baki h amma ke challange ko dekhte h aage kya hota h
dar sa bhi lag raha h krishna-pratigya ke liye aur wait bhi kar rahi kab pratigya tn house se bahar jayegi kyoki yaha se story bhut hi intersting hone bali h
comment:
p_commentcount