Originally posted by maaneet_pisces
Amru kaha dikhi aapko????π²
LOL anka hota hai hota hai.. maa ki budhi aankhe kabhi kabhi dhokha kha jaati hai π€£
waise mera bhi yahi haal hai... anka aur amru ke beech confusion is waiting to happen!πππ