part 2
G-pata nahin aaj kal bahar kya ho raha hain main use kaise dikh rahi hoon film ki heroine banogi maine khano main koi phool rakha hain kya jo uski baato main aajaongi
GM-kya hua kisse baat kar rahi hain
G-aap aagayi dadi kaise hain
Gm-bilkul teek tumhare bauji kya kar rahe hain
G-bauji ab tak school se nahin laute
GM-tu college nahin gayi
G-gayi thi par waapas aana pada(to herself)aapko kaise batao raaste main kya hua
Sam reaches his shooting place
A.D- sir kisi heroine ke paas ab time nahin hain humein usi ko waapas laana padega
S-agar tumhein uske saath kaam karwana hain toh apne film ke hero ko badlo because I cant work with her
A.D 'par sir aapke dad
S-main unse baat karloonga aur tum yeh sir kehna band karo call me sam
A.D- acha teek hain par nayi heroine ko kahaan se layenge
S-maine heroine doond liya hain
A.D-kaun si actress sir(he stares angriliy)sorry sam
S- woh actress nahin is gaon ki ladki hain
A.D-kya aap ek gaon ki ladki ke saath acting karenge
S-jab acting karne waale ko koi problem nahin hain toh tumhein kya problem hain
A.D-par use acting aati kya
S-nahin pata par bolti bahut achi hain aur dikhti bhi achi hain meri film ki heroine toh wohi banegi
(saying that he leaves)
A.D-is film ke hone tak main paagal ho jaonga ek taraf baap hain jise film ke shooting ke alawa kuh important nahin hain aur bte ko uske alawa baaki sab main interest hain
(he thinks how to convince gunjan next day he sends flowers bouquet to her house)
G-yeh kisne beja
Boy-samrat shergil ne beja hain
G-woh ek minute abhi aayi(she gives a letter to him)yeh apne sir ko de dena
Boy returns
S-kya hua maan gayi
Boy-unhone yeh letter beja hain
He starts reading
Tum khud ko kya samajte ho tameez naam ki cheez hi nahin hain tumhara baap bahut ameer hain iska matlab yeh nahin ki tum jo mann main aaya karo dubara aisa kuch kiya toh main tumhein nahin chodungi tum gunjan bhushan ko nahin jaante ho
S-toh madam ka naam gunjan bhushan hain nice name
SD-sam yeh main kya sun raha hun teri wajah se heroine film chod kar chali gayi
S-dad usmein manners naam ki cheez dur dur tak nahin hain bahut badtameez ladki hain aur main aise ladki ke saath kaam nahin kar sakta
SD-tu apne ego ke bare main sochega toh hum doob jayenge agar hamare film rookh gayi yeh baat bahar fail gayi toh pata hain humari kitni banaami hogi
S-film nahin rukhegi hum koi aur heroine ke saath kaam kar sakte hain main ek aur heroine ko dekha hain
SD-kahaan tumhari heroine
S-aajayegi
SD-do din main tumne heroine ko lekar nahin aaye toh tumhein us sheena se maafi maang kar waapas laana padega main aur kuch nahin jaanta that's final
He doesn't understand what to do
S-kuch bhi karke is ladki ko manana padega warna us sheena ko maafi maangna padega main aur use maafi never pata nahin khud ko kya samajti hain use toh neecha dikhana hi padega aur iske liye is gunjan ko heroine banana bahut zaroori hain
He goes to her house in evening
Her mom is inside and her dad has not come till now he knocks door gunjan opens the door
G-tum yehaan kya kar rahe ho
S-tumse woh letter ke bare main poochne aaya tha main yeha tumhein itna acha offer de raha hoon tumhein mujhe thanks kehne ke badle mujhe dant te hue letter likhti ho yehi hain tumhari manners maine suna gaon ki logo ko respect karna ache se aata hain par tum tumhare parents kahaan hain main unse baat karna chahta hoon
G-woh nahin hain tum jao yeha se warna mujhe is baar letter ki jagah haat use karna padega
S-tum mujhe tappad marogi ek hero ko
G-maar ke dikhao
GM(from kitchen)-gunjan beta kaun hain
G-koi paagal hain raasta batak gaya hain
GM-tum use baat kya kar rahi ho ander aao
G-haan aa rahi hun
S-tumne jooth kahaan ki tumhare parents ghar pe nahin hain aur to aur ek hero ko paagal kahaan maine toh tumhein boli bali gaon ki ladki samja par tumtoh kuch aur hi nikli acha teek hain agar tumhein mere film main kaam nahin karna toh mujhe bhi tum par jabardasti karne ka koi shock nahin hain main apne film ke liyekoi aur doond loonga bye
Precap
He falls on the floor she sees and runs to him
G-bauji aap teek toh hain kya hua aapko
comment:
p_commentcount