Posted:
O hansini meri hansini, kahan ud chali
Mere armaanon ke pankh lagaake kahan ud chali
Aaja meri saanson mein mahek raha re tera gajra
Aaja meri raaton mein lahek raha re tera kajra
Ho, aaja meri saanson mein mahek raha re tera gajra
Ho, aaja meri raaton mein lahek raha re tera kajra

comment:
p_commentcount