Posted:
aye premeer chand harshiti se kehna ...
jo dour bohat dooorrr basta hai ,
use kehna harshiti fans tujhe boht yaad krate hain ,
behisab yaad krte hain ...
jab wo kisi aur k sang hanstae hain
tau dour boht dooorrr kisi (fans) ka dil dharakta hai ,
aur jab wo udas hotay hain tau phir dour bohat door kisi( fans) ki ankhon sai laho barasta hai ...
aye premeer chand harshiti sai kehna ...
jaisai wo humain(fans) tanha chor aye thay
jis mouarr main wo humain9fans) akela chor aye thay
wo(fans) ajj bhi teray milan k pyar ko tarastae hain ...
teray pass pass rehnay ko pasand karte hain..
fans ki tarrap ko dekh k ajj chand bhi bola ajj tau falak main main bhi hon pura kitna acha ho k harshiti tum bhi aik ho jao ...
comment:
p_commentcount