Miley Jab Hum Tum

A Bird In The Cage note on page 1 - Page 27

Created

Last reply

Replies

936

Views

60829

Users

49

Likes

1237

Frequent Posters

--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
Originally posted by: arjun-forever

liked this update...aww soo sweet...

continue soon...

thank you thankyou
--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
Originally posted by: taibaaa

lovely update

thanks dear
Faria. thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 12 years ago
i m waiting for d update of this ff
i really loved it.
so try to update it soon
take care
--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
Originally posted by: tukun2009

mindblowing👏lets see how mayank teaches her

thanks dear
--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
Originally posted by: -Faria-

i m waiting for d update of this ff
i really loved it.
so try to update it soon
take care

 
yaar abhi kar rahi hoon sirf thodi der
 
--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
Originally posted by: shafyyy

Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Zindagi ki shaakh se lun
Kuch haseen pal main chun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun

Oh seyo leyo sama leyo
Seyo leyo aa'
Oh seyo leyo sama leyo
Seyo leyo aa'

Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Zindagi ki shaakh se lun
Kuch haseen pal main chun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun

Jo bhi jitne pal jeeyun
Unhe tere sang jeeyun
Jo bhi kal ho ab mera
Usse tere sang jeeyun
Jo bhi saansein main bharoon
Unhe tere sang bahroon
Chaahe jo ho raasta
Usse tere sang chaloon

Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun

Mujhko de tu mit jaane
Ab khud se de mil jaane
Kyun hai yeh itna faasla
Lamhe yeh phir na aane
Inko tu na de jaane
Tu mujhpe khud ko de luta

Tujhe tujhse tod loon
Kahin khud se jod loon
Mere jismojaan pe aa
Teri khushboo odh loon
Jo bhi saansein main bharoon
Unhe tere sang bharoon
Chaahe jo ho raasta
Use tere sang chaloon

Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun

Baahon mein de bas jaane
Seene mein de chup jaane
Tujh bhin main jaaoon toh kahaan
Tujhse hai mujhko paane
Yaadon ke woh nazraane
Ik jinpe hak ho bas mera

Teri yaadein mein rahoon
Tere khwaabon mein jagoon
Mujhe dhoonde jab koi
Teri aankhon mein miloon
Jo bhi saansein main bharoon
Unhe tere sang bharoon
Chaahe jo ho raasta
Usse tere sang chaloon

Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun

 
atlast song acha lagaa
--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
thanks a lot to all for you response i never expected it in the starting of tis os and from now starts the story aaj ki update thodi peeki hain par saturday i will give you good part
--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
                                                              part 6
 

He goes near her

M-tum teek to ho

N-haan

Doctor-acha teek hain inhein thodi der rest karne dijiye aap sab bahar jaiye

Mayank wants to stay there but he need to talk to mihir

M-main abhi aaya tum apna khayal rakhna

(she nods her head)

He goes out

Mihir-main ab tumse kya kahoon samaj nahin aaraha par nupur ka khayal rakhna kal subah tum mere office aaoge toh main nupur ki property tumhein handover karoonga

M-ab uski kya zaroorat hain

Mihir-main tumhein woh handover kardoonga toh mere khando se bahut bada bhoj hat jayega isiliye

M-jaise aapki marzi

(Later mihir leaves)

Mayank goes to meet nupur because right now it was very important for him to talk to her

He enters and find her sleeping he sits beside her looking at her

Gunjan 'mayank

Listening to that she opens her eyes

Gunjan-I am sorry maine tumhein disturb kiya

(she was looking at her questioningly)

M-(he understands)yeh gunjan hain meri dost aur main hun mayank mujhe toh tum jaante hi ho tumhari memory ko appreciate karna padega nahin toh kya koi kisi ki aawaaz itni ache se pehchanta hain kya (she is looking like that only)phone pe toh bahut bolti ho ab chup kyun ho

N-yeh kaunsi jagah hain

M-tum iswaqt hospital main ho tumhein goli lagi thi na isiliye yehaan lekar aaye hum yehi rahenge tumhein kuch chahiye toh humse keh dena

G-mayank use bolne ka mauka toh do

M-madam bolti nahin hain sirf meanings poochti hain

N- meanings matlab

(Both smile looking at her innocence)

After three days she is discharged in these three days she was silent most of the time

G-tumhein discharge kar rahe hain ab tum hamare saath ghar aa sakti ho yeh lo tumhare liye dress tum tayyar ho jao warna mayank mujh par gussa karega

(she gets ready and is waiting for them.)

M-tum ready ho that's good chalo gunjan tumne dad ko bataya kya ki hum charo ek saath arahe hain

G-haan maine keh diya

 (she gets down from bed her legs were paining she is unable to walk)

 N-auch

Both turn

M-kya hua

N-mere paon main bahut dard hain

G-main doctor ko bulati hun

(doctor comes and checks saying it happened because of the injury and she will be normal soon. He gave them medicines)

M- kya hum nupur ko ghar le jaa sakte hain na

doctor-  ya but you need to take full care of her

M-we shall doctor

(he leaves)

M-tum chal sakti ho na

(she nods her head saying yes she is about to walk but slips)

M-jab chal nahin sakti keh sakti ho na

(he takes her in arms, they reach near car he makes her sit inside car. He sits along with her samrat and gunjan sit in the front)

(he thought she might sleep but she was busy looking outside like a small child she was observing each and everything outside and he was busy looking at her innocence)

 

G-samrat gaadi rokho

S-kisliye hum late hojayenge

G-main kuch nahin jaanti mujhe bahut bhuk lag rahi hain paani puri khayenge

S-nahin rokhunga

G-rokhoge ya nahin

(he come backs to his senses listening to tom and jerry fight )

M-tum dono ne fir se ladai shuru kyun kiya

G-dekho na mayank mujhe paanipuri khani hain aur yeh gaadi nahin rok raha

M-samrat gaadi rokho

S-par bhai

M-samrat

S-acha teek hain

(he stops the car in front of the paanipuri shop)

G-ab aise kya dekh rahe ho sabke liye paanipuri lekar aao

(sam stares at her angrily and gets down)

(gunjan is happily enjoying paani puri)

M-tum paanipuri kaogi

N-paanipuri

(he gives her but she was unable to catch it falls on her dress)

M-aise nahin aise(he sweetly feeds her)

(she starts coughing badly )

M-kya hua

N-theeka hain

(he goes to get icecream)

S-sorry bhabhi actually maine plan iske liye banaya aur woh plate aapko aaya kamini hamesha bach jaati hain

G-main abhi mayank ko batati hun

S-tumne kuch bhi kaha toh gala daba dunga

M-tum dono ne phir se ladai shuru ki(he gives icecream to nupur)ab jaldi chalo late ho raha hain

G-par mayank

M-hum ghar jaaneke baad baat karenge

S-thank God

M-ab acha hain
N-haan
(later she falls asleep and sleeps on him he is busily staring her her hair fall on her face she gets disturbed he puts them back which brings a smile on her face seeing that he smiles)
(by the time they reach home its 12 in the night but also shilpa welcomes her with all the rituals. Everyone in the family accepted her but only she need to accept them)

 (till now all three brothers were in one room and gunjan and dia in another room but now they made a separate room for mayur)

Mayank takes her to their room and closes the door

N-tum mujhe maaroge

M-tumhein aisa kyun lagta hain

N-wahaan jab bhi main koi galti karti thi tab woh log darwaza band karke mujhe maarte the ye dekho(she shows her hand seeing that he has tears in his eyes he wipes it puts hand on her face)

M-yehaan koi tumhe kuch nahin kahega tum jo chahe woh kar sakti ho

N-mujhe wahaan phir kab lejayenge

M-kyun tumhein wahaan rehna hain

N-nahin mujhe wahaan nahin rehna mujhe yehi acha lagta hain tum sab bahut ache ho

M-tum ab yehi rahogi

N-sach main

M-haan ab chup chap so jao doctor ne aaraam karne ke liye kahaa tha na

N-unka naam doctor hain

M-nahin woh hamara illaz karta hain na isiliye use doctor kehte hain acha ab baatein bahut ho gayi kal subah baat karenge

(she sleeps and he is lost in thoughts)

Mayanks provision-kis kisam ka insaan hain koi kisiko aise maarta hain kya jee toh kar raha hain uski jaan nikaaldo kya galti hain iski jo usne iske zindagi ke saath itna bada khel khela(suddenly he looks at her she was sleeping peacefully he removes her hairs on her face she catches his hand and keeps head over it in sleep he kisses her forehead)

Sanjay 'pata nahin kya ho raha hain kuch samaj nahin aaraha

Shilpa-aap abhi bhi mayank se naaraz hain

Sanjay-baat naarazgi ki nahin hain mujhe uske liye bahut darr lag raha hain pata nahin nupur ko woh kaise sambhalega

Shilpa-aap chinta mat kijiye sab teek ho jayega

In gunjan dia's room

D-tu ab tak soyi nahin journey main bahut tak gayi hogi soja subah office bhi jaana hain

G-haan di main toh bhul hi gayi

D-kya hua

G-nupur ke bare main soch rahi thi woh hamari cousin hain usne bhi hamari tarah bachpan main hi apne parents ko kho diya par hum akele nahin hain hum dono ko ek doosre ke saath the aur aunty ki puri family ka saath hain lekin nupur hum se choti hain phir bhi usne kitna kuch dekha hum sab ke hone ke baad bhi woh akeli hain

D-uske saath jo kuch bhi hua us commissioner ki wajah se hua ab jab woh hamare paas aagayi hain na hum hamari choti behen ka pura khayal rakhenge

(she looks questioningly is it possible dia assures we can )

D-ab soja raat bahut ho gayi hain

In sam benji room

B-hum logo ki masti mazak ne bhabhi ko kitne bade musibat se bachaya agar hum wahaan nahin gaye hote toh pata nahin kya hota tune wahaan jaane ka plan banake acha kiya sam tu sun raha hain meri baat (he looks at sam he is in deep sleep)ise sudarna impossible hain iske liye gunjan hi teek hain

 

 (Mayank was looking at her and suddenly fall asleep in the morning he opens his eyes because of light falling on his face he wipes his eyes and sees something which gave him a good beginning ,its her face she was standing in the balcony )

M-tum wahaan kya kar rahi ho

(just then some one knocks the door )

M-nupur jaake darwaza kholo na please

(she opens the door its gunjan)

G-goodmorning nupur ab tumhari tabiyet kaise hain

N-main teek hoon

G-yeh lo coffee (she gives it to her and goes inside)goodmorning mayank ye lo tumhari coffee

(he sighs gunjan to take nupur outside the room)

G-mere saath chalo main tumhein pura ghar dikhati hoon

(gunjan takes nupur with her and shows entire house she reaches her room dia was doing exercise)

D-mere dono pyari behno ko goodmorning

N-tum kya kar rahi ho

D-ise exercise kehte hain roz subah exercise karenge toh health acha rehta hain

N-health

D-tabiyet

G-kyun na teeno shopping pe chale

N-shopping matlab

G-bahar chalne ke bare main keh rahi thi

D-madam bhul gayi aaj tera meeting hain

G-shit main toh bhul gayi acha teek hain no problem aaj nahin toh kal sahi kyun kya kehti ho(looking at nupur)

N-problem matlab

G(she beats on her head and smiles )-tum na buddu ho

 

(they have coffee)

G-mere saath chalo baaki ghar bhi dekhna hain na

(they reach sam, benji room, benji was busy with files , sam was sleeping as usual)

G-goodmorning benji

B-goodmorning Gunjan aur goodmorning bhabi tum log yeha

G-main nupur ko ghar dikha rahi thi by the way tumhara pyara bhai ab tak nahin uta kya

B-sam ko jaldi utne ki aadat nahin hain

G-aadat nahin hain toh tum utao ut jaayega

B-nahin gunjan use utane ka risk main nahin le sakta

G-tum apne chote bhai se darr rahe ho main utati hun

B-gunjan teri balai ke liye keh raha hun use mat uta warna bahut pachtayegi

G-main kisise se nahin darti

(she beats sam to wake him up he catches her hand and turns she falls on him)

G-sam tum yeh kya kar rahe ho

S-tumhare komal se haat ko pakad raha hun sweet heart taaki tum mujhe chod ke na jao(he kisses her hand)

G-yeh aise nahin maanega

(she pinches him he opens his eyes and sees gunjan over him)

S-tum (shockingly)tum yeha kya kar rahi ho

G-pehle tum mera haat chodo

S-tumhara haat maine pakda chi

G-aur to aur kiss bhi kiya ab jasake haat dona padega tum subah se lekar sham tak un stupid ladkiyon ke saath hi rehte ho neend main atleast unhein aaraam do tum tak nahin jaate tumhein dekhkar ladki hone ke bavjud ladki ke naam se vomiting aaraha hain

S-tumhein subah subah koi kaam nahin hain kya jo aagayi mera sar khane

G-mujhe tumhare sar khane ka koi shock nahin hain waise bhi usme kuch hain bhi nahin khane ke liye

S-tum apni limits cross kar rahi ho

G-main bhi tumhein wohi keh raha hun

(nupur was looking at them with full concentration benji pats on her back)

B-indono ka tom and jerry war abhi khatam nahin hoga hum naashta karne chalte hain

N-tom and jerry war

B-aapko nahin pata (she says no)aise bina wajah ladne ko tom and jerry war kehte hain sab ke ghar main cartoon network main aata hain hamare ghar main live chalta rehta hain indono ko chodiye hum dono neeche chalte hain mujhe bahut bhuk lag rahi hain

N-mujhe bhi

(they are at breakfast table)

Shilpa-gunjan kahaan hain

B-jiska answer aapko pata hain woh question aap poochti kyun hain

Shilpa-indono ne subah subah ladai shuru ki

B-ofcourse

(mayank , Sanjay and dia also come)

Sanjay-samrat aur gunjan kahaan hain

(sam goes to get ready after a big war)

(sams cell rings gunjan picks it up)

Girl-hi sam kya kar rahe ho tumhein bahut mis kar rahi hun aaj sham ko tum aur main sirf hum dono bahar chale

G-sharam nahin aati ek ladke ko phone karke aise baatein karte hue phone rak

(she cuts the phone)

G-yeh ladkiyan bhi na too much

(sam sees everything)

S-tumne mera phone kyun utaya kisi ka personal matters main dakhal dena galat hain itna bhi nahin jaante

G-jaanti hun kitna personal hain

S-mera phone mujhe do

G-nahin doongi

(she runs to downstairs)

They run round dining table

Shilpa-tum dono ladai band karke chup chap baito warna dekho main kya karti hoon

(they sit down silently)

(sanjay is still angry at mayank and mayank is still guilty for what happened he feels he was wrong his guilt will be lost when nupur accepts him)

(all are having breakfast silently first they used to have full masti but now everything changed everyone became serious because sanjay is now not the same old one now he is very serious )

(sams cell rings gunjan is having phone sam sighs to give phone she says no sam requests her )

She gives the phone

S-hello main tumhein baad main call karoonga

Sanjay-kiska phone hain

S-dad woh meri friend ki

Sanjay-bas bahut ho gaya tum logo ne kuch jyada hi apni mann maani kar liye(looking angrily at mayank) abse wohi hoga jo main kahoonga

Mayank knows his dad is still angry at him and he feels his dad is not wrong because what he has done is not a small mistake

(sanjay leaves from there after breakfast)

M-nupur tum sham ko tayyar rehna aane ke baad bahar chalenge

(he asks his mom to take care of nupur)

Shilpa-nupur tumhari biwi se pehle mere saheli ki beti hain isiliye tum kaho ya na kaho main uska poora khayal rakhoongi

M-sorry maa par bas pareshan hoon jo kuch bhi hua maine jaanbuzz kar nahin kiya mujhe is baat ka pachtava hain par main aapko aur dad ko aise mujhse naaraz nahin dekh sakta

Shilpa- main tujhse naaraz nahin hoon main jaanta hun mera beta kabhi koi galti nahin karega jo kuch bhi hua ismein tumhari koi galti nahin hain

M-thanks maa (he hugs her his eyes are wet)

Shilpa-chinta mat kar sab teek hojayega hum hai na tere saath

(he felt a bit relaxed listening to those words)

In the evening mayank comes to take nupur he calls gunjan

M-hello gunjan main nupur ko lekar baahar jaa raha hoon tum bhi aajaana

G-par meeting

M-maine benji aur dia ko kahaan hain woh dono sambhal lenge tum sam ke saath aajana

G-main sam ke saath nahin aaongi

M-please mere liye

G-tik hain tumhare aur nupur ke liye sam ko bear karoongi

Precap-mayur moments

 

part 7

Edited by --unknown-- - 12 years ago
--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
Originally posted by: -Faria-

Hey Dear
it was wonderful update

Gul- wow dear, u r awesome prediction ...whatever u said ... totally matched with this update...

i really loved this story...

but i hav some confusion------if nups have no idea abt the outside of d world...even  she doesn't knw how to talk with other then frm where she got mayus No???... and how did she make a call to him????
anyway it was fantastic FF- wanna read it more

precap is really interesting and very cute
do cont. it

Take care



 
 
 
that so sweet of you dear
--unknown-- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
Originally posted by: aancchal

mindblowing. wonderful. I love it. plz continue soon

 
thanks a lot yaar