"Aye chandya saala tere ko nayi chandni toh nahin mil gayi... "
"Koi to hai chandya jiske liye tu guitar pe twoing twoing haan"
"Apun ko yeh sab aacha nahin lagta hai... Ladki ko saath mein leke ghumne ka ,coffee pilana ka, icecream khilana ka, apun bolega kating chai pi aur katle yahaan se"
"Salaam saheb, kasa kay tumhi, saab ke round ka time ho gaya hai... apun unke saath aayega..."
"Chandya tu na rocket hai samjha... woh na Rapid action force... ddd bolte jaane ka bolte jaane ka..."
"tera chehra mast nayi baatli ke maafiq chamak raha hai..."
comment:
p_commentcount