aww you too love this ghazal its awesom yaar...Originally posted by: drfizaahmedi think u said too much throught the gazal...y u always choice my favts
Mera naam tak jo na le saka, Jo mujhe qaraar na de saka
Jise ikhtiyaar to tha magar, Mujhe apna pyaar na de saka
Wohi shakhsh meri talaash hain, Wohi dard meri hayaat hain
Jo chala gaya mujhe chodkar, wohi aaj tak mere saath hainvery well done
Ye karam hain uska jafaa nahin, Wo juda bhi reh ke kareeb hain
Wohi aankh hain mere rubaroo, Usi haath me mera haath hain
Jo chala gaya mujhe chodkar, Wohi aaj tak mere saath hain
comment:
p_commentcount