Hairaan hain hum
Huye kyun tum gairon se
Kaisa hai gam
Bolo na tum honthon se
Hairaan hain hum
Huye kyun tum gairon se
Kaisa hai gam
Bolo na tum honthon se
Na tum ho bewafaa
Na mein bhi hun
Phir bhi hain hum judaa
Main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan…o meri jaan
O meri jaan
comment:
p_commentcount