nasha hai ada hai mohabbat hai
aja tujhe bahon mai le lo mai
roop ye gazab hai qayamat hai
dhadkane tez ho jane do
pyar main hosh kho jaane do
dekha teri mast nigahon mai
nasha hai ada hai mohabbat hai
dekha teri mast nigahon mai
nasha hai ada hai mohabbat hai
yeh hushno aur yah mastiya
chaane lagi hai madhhoshiya
uff do dilo ki saaj par
gane lagi hai kamoshiya
apni julfon ki khusbu ura
aur mujhko deewana bana
dekha teri mast nigahon mai
nasha hai ada hai mohabbat hai
dekha teri mast nigahon mai
nasha hai ada hai mohabbat hai
ruswaiyon se darta hai maan
acha nahi deewanapan
tune mujhe kyon chu liya
kaap utha mera badan
darmagane lagi hai kadam
dekha teri mast nigahon mai
sauk hain gazab ki shararat hai
kaise teri bahon main auo mai
roop yeh sharam ki amanat hai
pyar yoon na jatao sanam
sharm ati hai jao sanam
dekha teri mast nigahon mai
sauk hain gazab ki shararat hai
dekha teri mast nigahon mai
sauk hain gazab ki shararat hai
comment:
p_commentcount