imtehaan hum pyaar ka deke
raah dekhen,
kya hai nateejah
na aye yakeen dil ko,jab naam apna dekha
kagaz pe wo tere dil ke
yeh aankhen huyi hairah
sach hai sach hai
jo dekha hai
dilbar tanman apna humne wara tum pe
dola dola dola dola
man dola dola dola