khwaish (sujal aur kashish ki)

Shruti11 thumbnail
Posted: 18 years ago

hi  readers ,
well  this  is  my  first  fan-fiction &  i  hope    everbody  will  like  it .

KHWAISH
************************************************************ ************
khethey hai ki  har kisi ki alag alag khwaish  hotey hai .khwaish poora
karna ki liye log bahut kuch karte hai.magar tab kya ho jab do log ki
khwaish ek ho par raaste nahi .manzil ek ho par saath nahi.kehthey ki
bahut se kam log hote hai jo apni khwaisho ke saath manzil pe paa leite
hai.

my story revolves around the lives of two main character SUJAL & KASHISH

Character:
Garewal family:
veena- sujals mother
lalit- sujals father a sucessful businessman
sujal- rich,handsome young bachelor who achieve everything in at a of age 26
akshat-sujals brother help sujal in buisness
rishi-sujals brother a college boy

sinahas: 
abhay-kashish father a sucessful businessman
kashish-a preety down to earth rich sweet natured girl
charu-kashish sister

other character:-
angad-sujal friend
kripa-kashish friend

other character r introduced as the story moves on


sujal is a young achiever who spread his business world wide

kashish is a fashion designer but know help in family business but continue
as a designer also

**********************************************************

 

khwaish    part 1       
************************************************************ ***************************************
It is a big room in which a man is standing infront of a big mirror .usko dekhkar kar  lagta hai ki
woh apne mid 20' me hoga .he is really dressed well as ki woh  kahi bahut important place pe za
raha ho.he is wearing a Aligator shoes… black Armaani suit… a Rolex watch… Montex cuffs…
and he has geled his hair and looking very handsome.

the man is SUJAL GAREWAL he is a suceesful business man and a handsome young bachelor
he has won the young achivers award aur khushi me degayi party me woh ja raha tha
tabhi door khol kar koi andar aata hai......................................................... ...........................................   

man:-kya yaar tumhe tayaar hone me kitna waqt lagta hai.pata hai sab ja chuke hai
sujal:-akshat bus woh ek project dekhna lagya tha chal
akshat:-pata hai sujal we all r very happy tumne zindagi me jo chaha sab hasil kar liya.
sujal just smile magar usko dekhkar koi bhi kha sakta tha ki woh kuch parashan sa ho gaya
{akshat shakes him and ask ki woh thekh hai . he say he is fine and they leave for the party }

now the party!!!
there is large gathering from the business world  the party was on the ful swing but in the party
every eye notice one girl standing in the corner and chatting with group of people.
the girl wear a black colour evening gown .she has wet curls  wear a long earing and a rolex watch
she is looking absolutly beautiful and stunning.

she is KASHISH SINAHA. she excuse herself and go toward a man

kashish:-dad  me ghar jana chahti ho waise bhi me yeah kisi ko bhi nahi janti and i am a bit tired
abhay:-kashish ab tumehe hi to humara business sambhalna hai .aur agar tum abhi se sab se intract
nahi karogi to aage unke saath kaam kaise karogi
kashish:-par dad
abhay:- i know u r tired but beta bus thori der or jiski khushi me ye party de gayi hai us ko mil kar
wish kardo waise bhi woh mere sabse acche dost ka beta hai and we r business associates
kashish:-ok dad waise dad apne apne dost ka beta ka naam nahi bataya
abhay:-haa woh me jaldi me batana bhol gaya .uska naam...........
{tabhi waha kuch log aa jate hai and they start talking with Mr sinaha kashish excuse herself }

kashish ek table pe ja kar beth ti hai jo sinaha's ke liye reserve thi  tabhi uska cell bajta hai
she got the smile when she see the name she pick up the phone .but as the music was too loud
so she imediately leave the hall and come to the garden

here Sujal and Akshat enter  in the party hall
sujal is surrounded by the crowd  they all r congratulating him for his sucess
as the crowd settled down sujal moves toward his family

in the gardern anyone who looks kashish can make out she is very happy
kashish:- (said)  ya luv u too bye.
she end her call and enter the party hall
she find her dad and look he is talking with a family
as she reach there Abhay introduced her with the family

abhay:- kashish ye hai lalit and ye unki wife veena bhabhi mena bataya tha mera friend aur ab to ham business partner bhi hai last month hi hamne business merge kiya hai.or lalit and bhabhi ye hai meri
beti kashish
kashish(lalit aur veena ke pair cho kar unka ashirwad leti hai and both r impressed)
lalit:-beta tumehe koi dekhkar keh hi nahi sakta ki tum aaj hi india ai ho.
veena:-kashish beta aaj to tum hum se phelhi baar mil rahi ho. warna abhi tak to hamne tumahra bare me suna hi hai.chalo me tumehe apni family se introduced karati hoo.
she walk toward a group of people
veena:-kashish isse milo ye hai mera chota beta Rishi aur ye Akshat (to both )or ye hai kashish
both:-hi kashish
kashish:-hi
abhay:-magar bahbhi jinki khushi me party hai woh kaha hai
veena:-are yeahi to tha
rishi:-woh raha big b
rishi:-big b
sujal turn and start walking toward the group
sujal reaches the place where all the family member is standing .magar sujal kashish ne ek dusra ko nahi dekha hota hai kyunki akshat kashish ko kisi se introduced kara raha hota hai

veena:-sujal me tujhe abhay bahisabh ki bari beti se introduced karti hoo.charu ko tu janta hi hai
unki beti aaj hi india ai hai.
sujal:-where is she mom
veena:-woh rahi
sujal and veena walk toward kashish
veena:-(to kashish)beta let me introduced to my elder son.kashish turn
veena:-kashish this is sujal and sujal this is kashish
both sujal and kashish r shoked!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !

 

 

Edited by shruti_gauri1 - 18 years ago

Created

Last reply

Replies

597

Views

127839

Users

40

Likes

2

Frequent Posters

aromi thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
heheeh as usual cool but dear 11part post karne ka kya koi irada hai ya nahin 😛
Shruti11 thumbnail
Posted: 18 years ago
hi harpy thanx yaar haa agay post karney ka irada hai so dont be angry
Shruti11 thumbnail
Posted: 18 years ago
Khwaish
************************************************************ *************************************************
Recap:-sujal won a young achiever award aur uski khushi me degai party me Mr sinaha introduced kashish to all the garewals and sujal and kashish r shocked to see each other
************************************************************ *************************************************
Now:-there is lot of expression on both the faces any one who look them can tell they r confuse to see each other then suddenly kashish came into reallity and give him a social hug

kashish:-hi sujal what a surprise i cant' belive myself after such a long time.we see each other
{sujal also came into reality with a jolt}
sujal:-hi kashish yeah almost after 2 yrs
{abhay inturupt their conversation}
abhay:-kya tum dono ek dusra ko phele se jante ho?
kashish:-yea dad mein sujal ko london se janti ho. mein jab apna managment course kar rahi thi tab mein aur ye ek hi class mein the.
veena:-chalo ye to bahut accha hua ki tum dono ek dusre ko jante ho. sujal chal ab to kashish ko company de waise bhi bechari bahut bore ho rahi thi .ab jao jake iska introduction bakio se karao
{sujal is feeling really akward but remain calm.sujal introduced her to all the business associates
when introduction is done kashish and sujal came to a side}

kashish:-sujal mujhe to ab bhi vishwas nahi ho raha ki tum mujhe aise mile
sujal:-even mujhe bhi vishwas nahi ho raha
kashish:-sujal can i ask u something . why u never reply to me ?
sujal:-..................................................... ...(silent)
kashish:-tumne jawab nahi diya sujal
{tabhi ek announcement hoti hai and both pay their attention to that side they call sujal and kashish on the stage}
lalit:-jaisa ki ab sab jante hai ki aaj ki party mere bete ki award jitne ki khushi me de gayi magar there is one more reason to celebrate woh ye hai ki aaj mere best friend and business partner ki beti kashish aaj hi india aai hai business sambhalne ke liye so i want to raise the toast to both sujal and kashish.and now everyone move toward the dance floor

{every one moves toward the dance floor except sujal kashish akshat and charu who arrived a minute ago
akshat:-hi bhoot
charu:-mujhe bola
akshat:-aur nahi to kya tumahre siwa mujhe yeah pe sab insaan dekh raha hai.
charu:-akshatttt i will kill u
akshat:-lo ab to tum bhooto wala kam bhi karne lagi. waise bhi to tum ne upper se lekar neeche tak white kapre phene hua hai upper se itna makeup bilkul bhoot lag rahi ho.
{charu is wearing a white evening gown and looking really beautiful magar akshat ko use chidne me bahut mazaa ata tha that why he is saying all that}
akshat:-kashish ek baat batao tum ek booht ke saath kaise rah leati ho
{kashish just smile she and sujal r enjoying there conversation}
charu:-apne comments apne paas rakho waise bhi agar me chaho to ye pe khare sare boys mere saath dance karne ko tayaar ho jayenge
akshat:-woh isliye ki unko apni jaan bahut payari hai bhala koi ek booht ko kaise mana kar sakta hai.
{just then veena arrived}

veena:-ab bas bhi karo tum dono jab dekho tab ladte rehte ho
veena:-jao tum log jaa kar dance karo
{akshat and charu go toward the dance floor while sujal and kashish remain there}
veena:-are sujal aur kashish tum log bhi jaa kar dance karo
{they both try to make excuse but veena force them so they also go towards the dance floor}

song in backgrownd

wada raha ....

wada raha pyaar say pyaar ka

ab hum na hongey juda.........

wada raha pyaar say pyaar ka

ab hum na hongey juda.........

yeh .....meri dhadkanein sun raha hai khuda.....

chahey tumey kis qader mera dil tum ko nahi ha pata ...

yeh.... meri dhadkanein sun raha hai khuda.....

wada raha..........yeh wada raha.........

dono jahan ko bulaoon mey essi lagi hai
tujh say lagan

chahey kaho issey awargi chahey kaho issey deewanapan

dil ney kaha dil ney suna....

mey ney tumhey dilbar chuna..

ab duriyan na rahi dermiyaan

kya rang laye wafa........

yeh meri dhadkaneein sun raha hai khuda........


wada raha yah wada raha.....


dekha tumey to essa laga

mujh ko mila manzil ka pata

chalana hai hum ko ab sath mey

tum say jura mera raasta ....

mey ney li hai qasam

paoon tumey janum o junum ..

sajdey kiya shaam o saher

maanga hai tum ko sada.

yeh.meri dhadkanein sun raha hai khuda.....

haaaaaaaaaaaaaaaaaaan

wada raha pyaar say pyaar ka ...
wada raha ....

wada raha pyaar say pyaar ka

ab hum na hongey juda.........

wada raha pyaar say pyaar ka

ab hum na hongey juda.........

yeh .....meri dhadkanein sun raha hai khuda.....

wada raha yeh .

wada raha ....

pyaar say pyaar ka..

wada raha yeh wada raha....


{sujal and kashish dance on the song but sujal is feeling awkward he made and excuse to kashish and go toward the bar and drink a glass of wine}

sinaha's r leaving early kyunki kashish aaj hi wapis ai thi aur woh bahut hi tired thi.sinaha's and garewal greet each other.and kashish say bye to sujal and he also reply.they leave


after the party sujal is sitting on the bed in his room and writing something

"aisa kyun hota hai jis chera ko hum bhol jana chathe hai woh hamray samney aa jati hai"
"jin yaado ko hum peeche chod dena chate hai woh saath aa jati hai"
"jin khwaisho ko hum mar dena chahte hai woh jinda ho jati hai"
"nahi me aisa nahi hone donga me un khwaisho ko zinda nahi hone dunga"
"un khwaisho ke liye ab mere paas koi jagah nahi hai"

he shut the diary and went back in the memory 6yrs back in the place called london

Flashback:-
************************************************************ *************************************************


   
Edited by shruti_gauri1 - 17 years ago
taniya_22 thumbnail
Posted: 18 years ago
its really nice...plz cont. soon...
Shruti11 thumbnail
Posted: 18 years ago
ha ha richa yaar de dungi not to worry
Shruti11 thumbnail
Posted: 18 years ago
khwaish
********************************************************
********************************************************
Recap:-sujal and kashish know each other . there is small fight between akshat and charu veena force both the couple to dance. after the party sujal write something and went back in the memories.
************************************************************ ****************************************************
6 yrs back at the age of 20.sujal london me apne Business ko sambhal ke saath hi woh apne managment ka course bhi kar raha tha.

Flashback:-
           a Ferrari stop infront of a house and the person who was sitting in the driver seat give a loud horn aur tabhi ek admi jaldi se bahar aata hai


person:-kya yaar kitni der lagate ho angad itna time to ladkia bhi nahi lagti
angad:-shutup sujal mujhe sirf thori hi der hui hai aur agar tum isi tarah bolte raha to hume jaroor der ho jayegi .
sujal:-lo tum to aisa kha raha ho ki jaise saari galti meri hai .meine late ki hai.
angad:-ab bas kar aur chup chap chal

{sujal start driving }

sujal:-kya baat hai angad aaj to kuch jaada hi smart lag rahe hai?

{angad was wearing a blue jeans with white t-shirt and blue jacket and looking really cool}

angad:-ha ha tabhi to sari ladkia mujhe chodkar tera peeeche bhagti hai.waise apne ko dekh aaj to pakka sari ladkia tere peeche padne wali hai;

{sujal is wearing a black jeans with a black high neck t-shirt and a black jacket .he has geled his hair and have a killing smile on the face. in short he is looking hot and handsome. girl just droll in his way .but he has never show any intrest in any of the girls}

angad:-ek baat kahu sujal ladkia tera peche baghti hai or tu ladkio se baghta hai aisa kyun??

{sujal just smile}

angad:-bata na sujal
sujal:-actually these girls r not my type

angad:-so Mr sujal garewal hum jaan sakte hai ki aap ko kis type ki ladki chaiye
sujal:-yaar kabhi is bare me socha nahi
angad:-lo aur agar kabhi tere type ki ladki tere samne aa gayi to tu ause kaise peechane ga?

sujal:-mujhe use peechna nahi padega mera dil mujhe baata dega ki woh wahi hai jo sirf meray liya hai.

angad:-come on sujal tabhi bhi kuch to soacha hoga tum apni is dream girl ke baare me.

sujal:-huuuuuuuun woh aisi hogi jiski ek muskurahat mere chere pe muskurahat le aaye. jiski batein mera jeevan me midhas ban ke ghul jaaye.jisko dekhne ke baad kuch dekhne ka maan na kare.jiski aankho me dub jaane ka man kare.jiske chere pe aisi masumiat ho jo mera jeevan kay sare dukh door karde .jiski aahat se hi mera din banjaye aur jiske naam ke aage kisi ka naam na yaad rahe.jiski kashish mujhe uski traf le jaaye.aisi ho gi woh

angad:-woh mujhe nahi pata tha ki tu itna romentic ho ga.

{sujal give a cute smile}..

dekh baato baato me hum log pahuch bhi gaye

sujal:-chal ab chal party ke liye late ho rahi hai.

{sujal and angad r going to promp night as they enter one girl standing on the entrance give them a colour band to tie on the wrist }

angad:sujal meine suna hai ki aaj bahut se surprises hai is party mein .aur log to ye bhi kah raha the ki ye party hum saalo (yrs) tak yaad rakhe ge.

sujal:-dekhte hai aakhir kya hai aisa is party mein ki humlog ise kabhi bhi nahi bhol paayeinge.

{they enter the party hall.aur jaisa in dono expect kiya tha all the girls standing there try to get there attention but both of them neglect them and reach toward there friend circle}.

sujal:-hi guys whats up?
friends:-hiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
angad:-hey kuch pata hai aaj ka surprise kya hai?
nick:-no idea bro.everything they kept as a secret.even they dont tellus whats the main theme.
sujal:-lets wait and watch.

{they r enjoying themselves when they listen an announcement }

announcer:-well guys aap log soach rahe hoge ki aaj ki theme kya hai .even ur more curious to know what r the special surprises.so here is our theme.
that is MADE FOR EACH OTHER as u all know we have lots of indian student so we decide that this party is to be held in indian style the food is indian the music is indian . even the host is indian {everyone lauhgs}

so guys and for the surprise we r distributing each of u a Mask plus u have a band of some colour on ur hand now the same colur band is given to the opposite partner. now u have to do ki u have to find ur partner in 1 minute and the person who find it partner in minimum time will be awarded and and they will be the first person to start the dance.

kyunki khete hai ki bina dekha jo hammare kareeb aa jaye woh hamaray liye hota hai usko hamaray liye banaya jata hai. woh hote hai made for each other.

so guys be ready i know it is difficult because ur partner can be anywhere in the hall .but guys play it will be fun.
so ur time start now.

{sujal ko koi maan nahi tha ye game khelna ka par angad ne use force kiya tha isliye woh yeh khel raha tha as he was walking infront of the stage he bump into somebody.the person is also walking backside without looking .he see a girl wearing a black trouser with a black halter neck top with a broad belt and uske baal khule hui the he cannot see her face because she is wearing a mask.}

suddenly music stop and he hear that the announcer said that we have found the couple they found each other in 20 sec so i call on the stage the MADE FOR EACH OTHER couple the couple in black .he was shock usne to notice bhi nahi kiya tha ki jis ladki ke saath woh abhi takraya hai woh uski game partner hai

woh dono stage pe pauchte hai aur unko game jitne ke liye gifts milte hai aur sabse kaha jata hai ki woh apne mask remove karke apne partner ke saath dance floor pe aaye.aur jis couple ne abhi prize jita hai woh unko lead karega.sujal remove his mask and wait for the girl to remove her mask she hesitate a bit but then she remove her mask.

sujal usko dekhta hai rah gaya and he skip his heart beat uske hair light golden colour ke the uski eyes honey brown she has a fair complexion aur uski smile.
sujal has no words to describe her .sujal ne aaj tak itna innocent aur khubsoorat chera kabhi nahi dekha tha.
as music start and they move toward the dance floor

song in background:-------------------------
Aankhon Se Kaajal Ki Tarah
Phoolon Se Khushboo Ki Tarah
Dilo Ko Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa

O Jaana Yeh Kya Kiya Tumne
Aankhon Se Kaajal Ki Tarah
Phoolon Se Khushboo Ki Tarah
Dilo Ko Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa

Zikr Tera Hawaon Se Jab Bhi Kiya Karte Hain
Yaadon Mein Teri Khushboo Ka
Hum Mazaa Liya Karte Hain
Palkon Se Neendon Ki Tarah
Neendon Se Khwaabon Ki Tarah
Dilo Ko Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa

Chura Liyaa Hai Chura Liyaa Hai
Tumne Chura Liyaa Hai
Aksar Yeh Sunte The Hum
Ishq To Hai Deewaanapan
Tum Se Milke Jaan Gaye
Sach Kehte The Log Sanam
Hoto Se Hasi Ki Tarah
Hasi Se Khushi Ki Tarah
Dilo Ko Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa
O Jaana Yeh Kya Kiya Tumne
O Jaana Yeh Kya Kiya Tumne
Chura Liyaa Hai Tumne
Chura Liyaa

they dance really well as ki un dono ne phele se hi aik dusro kay step malum ho

tabhi ek announcement hoti sorry guys for the disturbance ab hamray dusray surprise ki baari hai well jab aap log dace kar rahe the tab hum aapko judge kar rahe the kaun kiskay saath kitna aacha perform karta hai aur kitna aacha lagta hai and we have decided to give the award to two couple first is the couple who won the previous game and second couple is the couple in blue.

the couple r sujal and kashish and angad and kripa unko gift milte hai aur jaise hi woh log side me aate hai they made introduction

angad:-hi mein angad aur ye mera friend sujal
kripa:-hi mein kripa aur ye kashish
sujal said:-friends to kashish woh thori der sochti hai and
kashish:-friends
both the couples smile

Present:---

sujal came into reality and realize the present sistuation and said

nahi mein aisa nahi hone donga woh mera ateet hai me use apne aaj mein shamil nahi karoonga aur jo usne kiya uske baad uskay liye koi jagah nahi hai na hi mera zindagi mein nahi mera sapno mein aur nahi mera dil mein .

kyun kashish kyun kiya tumne aisa aakhir kyun aaj tumne khud aapne ko mujhse bahut door kar liya.

************************************************************ ****************************************************
Edited by shruti_gauri1 - 18 years ago
Shruti11 thumbnail
Posted: 18 years ago
khwaish
********************************************************
********************************************************
recap:flashback of sujal and kashish first meeting and then sujal came into reality and said there is no place for kashish in his life ,heart and dreams
************************************************************ ****************************************************
next morning :-

subah ke 8 baj rahe hote hai aur sujal abhi bhi so raha hota hai.woh raat bhar apne zindagi me ho rahi paheli ko solve karne ki koshish kar raha tha.uski aankho ki neend jaisa kahi kho gayi thi aur phir kahin subah ja ke use neend aati hai.

tabhi uske room me veena aati hai aur use uthati hai.      

veena-good morning sujal
sujal-good morning mamma

tabhi sujal time dekhta hai

sujal-kitni late ho gayi.pata nahi me kaise itni late tak soya rah gaya.mumma apne mujhe phela kyun nahi uthaya aaj to ek bahut hi imp meeting hai

veena- sujal kabhi apna bhi dhyan rakh liya karo jab dekho tab kaam kaam. tumehe apni to koi phikr nahi hai.
sujal-aap ho na mera khyal rakhne ka liya to phir mujhe kis baat ki phikr.

veena sujal ke forehead pe kiss karti hai

sujal-aacha mumma ab me fresh ho lo already bahut late ho gayi hai.
veena-mein tera nechay tera breakfast table pe intazar kar rahi hoo to ready ho kay aa ja

woh waha se chali jati hai aur woh bhi tayaar hone chala jata hai.
jab woh neeche aata hai to breakfast table pe akshat or rishi phele se hote hai

akshat-good morning sujal
rishi-good morning Big B
sujal-good morning
sujal-rishi college kaisa ja raha hai
rishi-as usual
sujal-rishi ye tumahara final year hai aur hum sab log chahte hai ki iske baad tum meray aur akshat ke saath business sambhalo
rishi smile and nods
akshat-sujal chal hume office ke liye late ho rahi hai.waise bhi aaj board of directors ki meeting hai.
sujal-haa chalo
veena-are tum dono ne to kuch kahaya hi nahi
sujal-hum dono office me kuch order kar denge.accha ab late ho rahi hai hum nikalte hai,bye mumma

they leave for the office.in the office there manager informed that all the members of board had already arrived and they are waiting for them to start the meeting sujal and akshat went toward the meeting room
abhay-are aao sujal abhi mein lalit se yehi kah raha tha ki tum abhi tak nahi aaye.
sujal-sorry uncle woh hum log traffic me phas gaye the
lalit-hume meeting start karni chahiye.
all of them start disscussing about the project and at last sujal said
sujal-mujhe lagta hai ki hume is project par jald se jald kaam shuru kardena chahiye
abhay-mujhe aab sab logo se ek baat karni hai.actually mein chahta ho ki ab se mera saara business kashish sambhale .aap log to jante hi ho ki meri tabiyat kuch teekh nahi rahti isliye meine kashish ko india bulaya hai taki woh mere saath rah kar ye sab sambhal sake.waise woh ek designer hone ke bawajood woh mera paris ka business abhi tak sambhal hi rahi thi.aur yeah bhi woh apne business ke saath saath humara business bhi dekhaigi
(kashish ek fashion designer hai or woh apne father ka business sambahal rahi hai)

lalit-ye to aachi baat hai ki kashish humare saath kaam karegi.waise bhi jo hum apna new garment outlet start karne ja rahe hai waha uski design humare kafi kaam aaygi kyun sujal

{sujal ke samaj me nahi aaya ki woh kya kahe woh nahi chahta ki kashish business join kare kyunki agar usne business join kar liya to uska matlab ye hua ki woh uski aankho ke samne rahegi aur uske saath uska ateet bhi.}

abhay- sujal tumne jawab nahi diya.
sujal-ji uncle jaisa aap theek samjhe
lalit-ye to aacha hai ki sujal kashish purane dost hai nahi to sujal jaldi kisi ke saath karne ke liye haa nahi karta .so ab is naye project pe sujal kashish saath me kaam karengai.aur kashish ab sai humari new board member.waise woh hai kaha?

abhay- yehi to mein bhi soach raha hoo .mujhe parso apne treatment key liye america jaana hai uski key liye woh kuch prepration karne jane wali thi aur usne kaha tha ki woh meeting key finish honey se pehalay aa jayegi.pata nahi kyun aab tak nahi aayi
lalit-kahi phas gayi ho ki.aati hi hogi

{tabhi door khulta hai aur sab log us taraf dekhte hai .ek ladki andar aati hai woh cahru hoti hai.}

abhay-charu tum yeah kya kar rahi hoo aur tum itni pareshan kyun lag rahi hoo.
charu- dad aap phone kyun nahi utaha rahe mein aap ko kab se try kar rahi hoo.
abhay-woh hum sab ke cell off hai aakhir baat kya hai.
charu-woh dad (she start crying)
lalit-charu beta baat kya hai?
charu-dad Di ka accident hogya hai.abhi abhi hospital se phone aaya tha.

{all of them r shoked aur sujal usko to aisa lag raha tha ki uski jaan nikal jaayegi.}
lalit- hume hospital chalna chahiye
{all of them rush toward hospital even lalit has also informed veena so she is on the way toward hospital they reach the hospital and enquire about kashish }

abhay-doctor meri beti kashish sinaha kaisi hai woh.
doctor-bahut major accident tha unki halat bahut critical hai .aap jaldi se in kaagaz pe sign kariye taki hum unka operation start kar sakai
sujal-doctor kashish teekh to ho jayegi naa
doctor-kuch kah nahi sakte unke bachne ke chances bahut kaum hai
{all r shocked espacially sujal }
sujal-doctor kuch bhi kariye magar usko bacha ligye.
doctor-hum aapni taraf se poori koshish kareinge aur aap log bhi dua kariye.

{doctor leave and they take kashish to the operation theater .charu start crying looking at kashish condition and abhay bhi apne aap ko sambhal nahi paraha tha.veena bhi rishi ke sath waha aa jati hai akshat try to console charu and lalit and veena r trying best to console abhay.magar koi ye nahi janta tha ki sujal ka kya haal hai .sujal ne jab kashish ko operation theater mein jate dekha to use aisa laga jaise ki uski zindagi use se dor ja rahi hoo use samaj mein nahi aa raha tha ki woh aisa kya kare ki woh kashish ko bacha le woh continously pray kar raha tha ki kashish ko kuch naa ho}
{after 6 hours doctor bahar aate hai and sujal was the first one to rush toward the doctor}

sujal-doctor kashish
doctor-well operation to sucessful hua hai magar jab tak unehe hosh nahi aata hum kuch kah nahi sakte
(kashish ko ICU mein shift kiya jaata hai)
sujal-mujhe lagta hai ki aap sabhi ko ghar jaana chahiye yeah pe mein or charu rukte hai.
abhay-nahi yeah pe mein bhi ruko ga waise bhi kashish ko aab tak hosh nahi aaya.
sujal-uncle aapki tabiyat teekh nahi hai or jaisa hi kashish ko hosh aayega hum aapko inform kar denge
charu-dad sujal bahiya bilkul teekh kahe rahe hai aap log ghar jaiye
akshat-mein bhi tum log ke saath rukta ho pata nahi kab kya jaroorat par jaaye
sujal-teekh hai

after sometime all leave except sujal akshat and charu also leave for sometime to collect kashish things that r needed in the hospital and sujal kashish ke hosh mein aane ka wait kar rahe tha.
woh kuch der baad ICU ka door khol ke aandar jata hai samne room mein kashish behosh leti hai woh uske paas jata hai aur kashish ke paas ja ke bethta hai.sujal se kashish ki halat dekhi nahi ja rahi thi woh usko dekhkar aandar hi aandar toot raha tha uski aankho ke saamne kashish ke saath gujara gaya har lamaha aa jata hai .woh kashish ka haath pakarta hai

sujal-kashish mein tumehe aise nahi dekh sakta bahle hi humare beech jo kuch bhi hua ho magar mein tumehe aisa takhlif mein nahi dekh sakta tum kahi na kahi aaj bhi mera zindagi ka ek hisa ho .tumehe chot lagti hai to dard mujhe hota hai .kashish tumehe wapis aana ho ga meray liye kyunki kahi na kahi aaj bhi tum meri zindagi hoo.

sujal dekhta hai ki kashish hosh mein aa rahi hai to woh jaldi se doctor ko bulanay jaata hai .doctor use check kar kay batatay hai ki kashish aab out of danger hai.sujal god ko thanx karta hai aur sabko inform ki kashish ko hosh aa gaya hai .sab log hospital aata hai aur kashish se milte hai magar woh nahi milta aur waha se chala jaata hai.woh ghar pauchta hai magar use baar baar kashish ke saath bitya hua har lamaha yaad aa raha taha. woh raat bahr kashish ke baare me soochta raha usne raat mein ek baar uska haal jane kay liye charu ko phone milaya aur usene bataya ki woh teekh hai aur so rahi hai.
use subaha raha nahi gaya to woh kashish ko dekhne hospital chala gaya raaste mein usene 4 bunch of red roses buy kiye kyunki use paata tha ki red roses kashish ko kitna pasand hai.
woh hospital paucha to use paata chala ki kashish pehle se kafi better hai aur so rahi hai woh charu se milta hai

charu-goodmorning bahiya
sujal-goodmorning charu
charu-bahiya aap 5 minute Di kay paas rahengay mujhe jara doctor se milna tha
sujal-teekh hai
(charu waha se chali jati hai air sujal apne saath laiye huai flower ko wahi pe rakh deyta hai.sujal kashish kay paas ja kar behta hai aur usko dekhta hai)
sujal-aaj bhi tumahre cheray pe wohi masumiyat hai jo pehlay thi
{aur woh uske forehead pe ek kiss karta hai}
sujal-ye mujhe kya ho raha hai kyun mein aab bhi tumahri taraf keech rahi hai.nahi mein aisa nahi hone doonga
{woh waha se uth ke chala jata hai.aur tabhi kashish ki need khulti hai }

kashish-mujhe aisa kyun laga ki abhi sujal yeah pe tah or mujhse baat kar raha tha.kyun mein ab bhi uski khushboo apnay aas paas maisus kar rahi hoo.muujhe aisa kyun lag raha hai jaisay usne mujhe abhi chua hai.kyun mujhe sujal ka eshaas ho raha hai.

{tabhi kashish ki naazar phoolo pe parti hai}

kashish-tum yeahi thay sujal meray paas kuch bhi ho jaye magar tum mujhe takleef mein nahi dekh sakte aur nahi tum mujhe bhool paye ho kyunki tumehe aaj bhi meri pasand pata hai.tum aaj bhi bilkul waisay hi ho jaisay pehlay thay.

and she went into her memorey

Flashback:-
************************************************************ ****************************************************


Edited by shruti_gauri1 - 18 years ago
Shruti11 thumbnail
Posted: 18 years ago
here is the next part pls comments
PuIchritudinous thumbnail
Posted: 18 years ago
nice part shakku 😛 waise really u'r a gr8 writer 😉 😳 😆