Originally posted by: Tafseer
haan Naksh ke pyaar ka masala...π³ π³ π³ Akshara ke gusse ki mirch, aur nakhre ki namak....Naitik ki manane ki aamchur.....phir pyaar ki tadka...Naitik banega joshila phir MDH masale se ang ang phadka....π aur humein mil jayega smp jaise tasty masaledar khana...π³ π€£
π€£π€£π€£
comment:
p_commentcount