hi
mein ne kal ki episode dekhey mujhay laga k galadi dono ki hain geet ki bhi hain jinti maan ki hain sahi ahin geet ne masaq kiya magar maan ne tou geet k character k bary mein asa kau kaha woh geet ko jahta nahi tha kiya jinta woh geet ko janhta hain uthna dev bhi nahi janta,woh boolney se pahley soochta he nahi k woh kiya bool raha aur jab bool leata hain thab soocta hain k us ne galad tou nahi bool dia yeh sub kab thak hota rahy ga kabhi tou mujhay asa lagney lagta hain maan ko belive he nahi hain geet ko uper aik bahi ne us ki puri zingdai barbad karde aur dosara woh is kasm ka hain.
kiya maan geet k baby ko accept kary ga?
jab maan ko geet k bary mein pata chaey ga k us k bahi ne geet ki zingdai barbad ki hain tou woh kiya kary ga?
comment:
p_commentcount