LOVE STORY (some relations live forever) - Page 4

Created

Last reply

Replies

176

Views

29871

Users

8

Likes

130

Frequent Posters

rajatrangini thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 14 years ago

Originally posted by: sana866

superub yaar

nice update par how will she return shent she dead or alive i cnt understand
anyways ur ff is amazing
plz continue soon
and thanx for the pm
 
 
sana

 
thankss sana..
well this story is based on rebirth..
and i hope this update will give ur answers
KrishnaSourav thumbnail
Posted: 14 years ago
It's superb update.Toh undono ka phir se janam ho gaya, thanks dear.
aab baas intejaar hain undono ke phir se milne ka.
Continue soon  dear.
maria_awan thumbnail
Posted: 14 years ago
awsome part dear i loved all parts plz add me in ur pm list and plz pm me when u update it ok 😉
rajatrangini thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 14 years ago

Originally posted by: PrithviSanyo1

It's superb update.Toh undono ka phir se janam ho gaya, thanks dear.

aab baas intejaar hain undono ke phir se milne ka.
Continue soon  dear.

 
yaa..bas..'INTEZAAR' hi hai yahan..
so u too wait for it
rajatrangini thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 14 years ago

Originally posted by: maria_awan

awsome part dear i loved all parts plz add me in ur pm list and plz pm me when u update it ok 😉

 
thankss dear,..
and surely i will pm u
rajatrangini thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 14 years ago

contted...

after 15 years...

CITY---poona

to chaliye pehle aapko milate hain apni khushi se


ye hai khushi,,bilkul apne naam ki hi tarah sabki zindagi main khushiyaan
bikherti hai,,she is so sweet to be loved.

DIYA---- aap in se pehle bhi mil chuke hai,,yaad aaya ,khushi ki cousin,
ya phir ye kahin ki ye hi humaari khushi ki asli khushi hain.
her sister ,her friend ,or uske dil ke sabse kareeb.

PLACE----balcony of agarwal's house
TIME -- 11:00 PM

khushi was sitting there,,and admiring the beautiful stars,,tabhi wahan diya aati hai.

diya: "kya baat hai madam agar aapki ye taaron kee gintee khatam ho gayi ho to hum
apse kuch baat kar sakte hai"

khushi: "hey tumse kisne kaha ki main yahan taare gin rahi hoon"

diya: "bachpan se dekh rahi hoon ,tum sone se pehle kuch waqt yahan aakele
zaroor bitati ho,,ab itni raat ko balcony main akele koi taare nahin ginega
to kya karega...by the way counting kahan tak pohuchi"

khushi: "main yahan taare nahin gintee,,ye stars to mere best friends hai
jab tak main in se baat nahin karti mujhe neend nahin aati"

diya: "ohhh but mujhse to in taaron ne kabhi baat nahin ki!!!
aacchaa kya baat kate ho,,let me guess wo tumse poochtee honge ki
 hum mein se kon zyada chamak raha hai???
waise meri side se ek ques poochna,,in ka electricity bill kitna aata hai"

khushi laughed on her silly notes.

diya: "chalo aapne hum par dyan to diya,,hum to aapko yahan kisi
ki photo dikhane aaye the"
"
khushi: "photo! kiski?

diya: "hai koi,extremly smart and hansome"

khushi: "aacchaa itna hi aacchaa hai to maa se boloon ki tumhe pasand hai"

diya: "are yaar ye photo mujhe chachi ne hee di hai,,or mere liye nahin
tumhare liye,,mujhe to koi rajkumar lene aaega"

khushi: "yaa or aap humen kisi bhi ghade ke saath bhej dengi"

diya: "ab tumhe koi pasand nahin aata to its not my fault,,
pichle paach saal se kite ladke dikhaye,,or wo economics ke
sir un par to poora collede marta tha,,but tumhe koi pasand
nahin aata to its better ki tumhare liye hum hi koi
acchaa sa ladka dekh len,,warna buddhi ho jaaogi or tumhe koi
pasand hi nahin aaega."

khushi: "ab apna lacture band kar ,,"

diya: "ya dekh,,raj..wo chachu ke dost hai na,akhil uncle
unke bhai kaa beta hai,,kafi paase wala hai,or khud ka bussiness
bhi hai,,ise leke sab serious hai,,but choose to aapko hi karna hai na"

khushi: "but yaar last year hai ,,abhi main padhaii par hi concentrate
karna chahti hoon"

diya: " to kon kal barat lekar aa raha hai ,tu pasand to kar,,shadi ka
kya hai ek saal baad hi jaaegi,,abhi tu beth or soch ,main to chli sone"


PLACE--- london

15 years beet gaye ,,ab apna sameer bhi wo chota sa ,cute sa nahin raha
bada ho gaya hai,,to chaliye aapko usse bhi milwate hai or uske doston se bhi
dost?????
haan ye bhi ek lambi kahani hai but aapko short main sunate hain,,to hua ye ki aaj se 8 years pehle,,sameer ne ek musical band banaya,,SAAZ ke naam se
or us group ko kuch aise logon ne goin kiya jo
indian music se inspired the,,to waise wo sameer ke partners hue ,,but 8 saal saath rehne ke baad wo sameer ke kaafi close bhi aagaye hain,so we can call them friends.

SK---

kya hua,nahin pehchaana ye to humara sameer hi hai
ise iske dost ab ise naam se bulaate hai ,,chota hai na isliye.


EMMA---

inki story bhi kafi interseting hai,,she was the 1st member of SAAZ ,,kaise???
actually ye thi sammer ki neighbour,,jab bhi sameer guitar bajata tha ,ye use sunti thi,or ek din inhonne sameer se ek misic band banane ki baat ki.
one more think ,,ye hindi kafi aachee bol leti hain haan tone british hai.but it doen't matter
,,aakhir humare sameer ke sath reh kar kuch to seekhengi na

TOM---

 ye emma ke kafi aacchee friend hai,or ek bohut aacchee drumer bhi,,to jab SAAZ bana to emma inhen kaise bhool sakti thi,,now he is the drumist of SAAZ

jai---

he is an indian by birth ,,to ye to SAAZ ko join karne ke liye kuch bhi kar sakte the ,,and at last ,,
he joinrd it...
inke baare main kya kahen..he is the most cheerful guy here..
who lives his life on his own statements...bole to ek dum mast

angel---

she is really the sweetest member here,,and the youngest one,,but jab inke hath piano par padte hai ,,to hum kisi or hi duniya main puhach jaaate hai..

 

rajatrangini thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 14 years ago

 

contted...

so introduction to ho gaya ...

PLACE---- rehersal hall of SAAZ group

every one is at their place,,SK with his guitar,
emma with the voilen
tom on his drum set
angel on her piano
and jai on the synthesizer

and a great entry with a loud music....

!@#$%^@$%^*@$%*%@$!#$%%$@#@!@##&^^#%$&

yuuuhhhhhhoooooooooooooooooooooooooooooooo,,every one shouted

they left their instruments,,and get collected in the center
of the hall,with a chocolate cake

       "happy birthday to u,
        happy birthday to u;
        happy birthday dear SK
        happy birthday to u"

sameer cuts the cake,and say "this piece is for our group,,"

Emma: "ya ,today SAAZ has also completed its 8 years ,,so aaj to grand
celebration hona chahiye"

Jai: "yaaa,or celebration can't start without music,,so SK today is ur
birthday,we wanna here something of ur choice"

Angel: "yaa SK ,,comme onn start it..but pleaseee shud be indian"

SK: "ok" he took his guitar,gone up to the perforing floor,st on a chair
took out a picture from his wollet and gave a beat....

then he started singing

               "KISI ROZ TUMSE MULAAKAAT HOGI
                MERI JAAN US DIN MERE SAATH HOGI
                MAGAR KAB NA JANE YE BARSAAT HOGI
                MERA DIL HAI PYAASA MERA DIL LAGE NA
                ZARA TASVEER SE TU NIKAL KE SAAMNE AA
                MERI MAHBOOBA,MARI MAHABOOBA
                MERI MAHBOOBA,MARI MAHABOOBA
               
                NAHIN YAAD KAB SE
                MAGAR MAIN HOON JAB SE
                MERE DIL MAIN TERI MOHOBAT
                HAI TAB SE
                MAIN SHAYAR HOON TERA
                TU MERI GAJAL HAI
                BADI BEKARAARI MUJHE AAJ KAL HAI
                MUJHE AAJ KAL HAI
                ZARA TASVEER SE TU NIKAL KE SAAMNE AA
                MERI MAHBOOBA,MARI MAHBOOBA"

there was a complete silence in the hall,,and Emma stated clapping,and
everyone joined her.

Emma: "really SK,,ur voice has a different soul"

jai: "yaa SK ,its been 8 years ,,poore 8 saal se tum humare saath ho
par kuch to hai,jo hum main se koi bhi nahin jaanta,.jo tumne bhale hi
kabhi nahin kaha ,par tumhare ankhon main saaf saaf nazar aata hai...
i wanna see that photo,,jo tum har bar perfrom karne se pehle dekhte ho"

SK: "u all are my good friends,,isliye i won't tell lie.kuch hai aisa
jo aaj tak maine kisi se share nahin kiya hai,,aur aaj bhi main tum logon
ko kuch nahin bata sakta.
but its my promise ,jab sahi waqt aaega main tumhen sab kuch bata doonga"

Emma: "we won't froce u dear,,but i wish ki wo time jalddi hi aaye"

******************************************************************

PLACE----poona

mrs agarwal: "ohh khushi tum abhi tak ready nahin hui,,wo log bas aate
hi honge"

Diya: "dekho na chachiji ,main to iskeliye dress select karte karte khak
gayi ,,but ise kuch pasand hi nahin aa raha,ab aap hi choose karo"

Khushi: "mom,see wo log mujh se milne aa rahe hain,,or main un se waise hi
milna chahti hoon jaise main waakayi hoon,,i will were this,i think it will
look fine"

mrs agarwal: "beta,,u want to were suit then were this one,,actually
wo log kal delhi wapas jaa rahe hai,,to agar sab kuch finalise ho jata hai
to wo aaj engagement bhi karna chahte hai"

Diya: "kya!!!! itni jaldii maine to abhi shoping bhi nahin ki,,,akhir meri
ek hi to behen hai,,uski engagement main shopping nahin karoongi to kab karoongi"

Khushi: "yaa mom,,wo log to aaj milne aane wale the na,,ye engagement ki baat
kahan se aa gayi"

mrs agarwal: "beta hum ladke se or uski family se mile hai ,bohut aacchee
log hai,tu ek baar mil to sahi"

tabhi door bell bajti hai "ting tong"

Mrs agarwal: "lagta hai wo log aa gaye,,diya tu jaldi se ise tayar kar
main neeche jaa kar dekhti hoon"

mrs agarwal ,opened the door--and gupta family was there.

mr agarwal: "oh mr gupta,please aaeeye na,,hav a seat"

RAJ---mr gupta ka beta,

raj: "good evening uncle,,good evening aunti"

good evening beta,,both replied.

they all started talking,,or thodi der baad,diya apni khushi
ko wahan lekar aati hai,,

mrs gupta: "aao beta,humare paas betho"

they all cross questioned each other,,baatein chalti rahi and finally
raj or khushi,ko baat karne ka mouka diya gaya,,

Raj: "main jaantaa hoon ,,kuch der main hum ek doosre ko nahin jaan sakte
but agar aap mujhse kuch poochna chahti hai then u are most welcome"

Khushi: "thanks,,main aapse kuch poochna nahin chahti but kuch kahna
zaroor chahti hoon,,actually,i just wanna say,mere mom
dad mere liye jo bhi decision lenge wo sahi hoga,bas aapse ek
request hai ,ye mera last year hai
or main apni padhi pooree karna chahti hoon"

Raj: "ye to bohut aacche baat hai ki aap apni padhi pooree karna chahte
hain,,or isee bahane humne ek saal ka waqt bhi mil jaaega ek doosre ko jaanne
ke liye"

they came back,,and get engaged as per tha plan;,

mrs gupta: "aaj se aapki beti humare hui,,ab dekhiyegaa ye ek saal to
chutki bajaate hi beet jaaega"

KrishnaSourav thumbnail
Posted: 14 years ago
Lovely intro and wonderful part dear.I enjoyed it lot.
Wait for the next part dear.
maria_awan thumbnail
Posted: 14 years ago
really nice dear  our sam was great and khusi ki enagagement ho gayi ab no worry ik year hai abhi hope who sam ki hi hogi 😉sayi kaha na sweeti waisay what is ur real name dear 😉
maria_awan thumbnail
Posted: 14 years ago

thanks 4 the pm😉

Edited by maria_awan - 14 years ago