Posted:
Dil aaj bhi kash-m-kash mein sa hai
kyun aj bhi tera intezaar sa hai
kyun majboor hardum mera zahen sa hai
kyun dil mein teri aj bhi dhadkan hai
us dil mein meri jagah na thikaana sa hai
phir kyun mushkil usko bhulaana sa hai
kyun uska ehsaas qaatilaana sa hai
woh mera nahi phir bhi kho kar usko
kyun chahat mein paana sa hai
-Kanu K
kyun aj bhi tera intezaar sa hai
kyun majboor hardum mera zahen sa hai
kyun dil mein teri aj bhi dhadkan hai
us dil mein meri jagah na thikaana sa hai
phir kyun mushkil usko bhulaana sa hai
kyun uska ehsaas qaatilaana sa hai
woh mera nahi phir bhi kho kar usko
kyun chahat mein paana sa hai
-Kanu K
comment:
p_commentcount