very true🤣🤣🤣Originally posted by: Nishtthahaha 🤣
naina to pure asia ka water prob solve karne ke liye dedicated hai 😆 😆 😆
becha raj...pit ta hua kitna cute lage ga na 😆 😆
ud soon 😳
kahte hai k pati pati ek dusre se jitne alag ho..utna hi rishte k lia acha hai..Originally posted by: Shaina_bToo good!!!!Awesome!!!!
Yeh Jateen bhi naa.........bik gaya!!!! 😡 Wakai mein he is a swine!!!!!! 😡
Aur kya aukaat hai Naina ki uski nazaron mein 😡 !!!!Isse toh Raj lakh guna bethar hai 😊 😊 😊 !!!!!!!Bacch gayi Naina!!!!! 😊 😊
Yeh Naina toh kitni violent hai!!!!Bottle se uspar waar karne jaa rahi thi!!!!! 😆
Thank God Raj ne rok liya sahi waqt par!!!!! 😛
Naina ne sahi kaha Jateen ko aur 20 lakh de dete toh woh case nahi karta 😆 !!!!Bikao kahi ka!!!! 😡
Yeh Naina roye kyun jaa rahi hai!!!!Accha hua woh Jateen ka asli roop samne aaya aur woh chala gaya!!!!!! Ismein itna dukhi hone ki kya baat hai!!!!! 😊 😊
Yeh Raj bhi naa .............. ab kehta hai Naina extra marital affair kar leti toh accha hota 😆 !!!!Accha tab toh bardaast nahi hua tha!!!!!! 😆
Aur Naina ne chair utha liya 😆 !!!!Usne Raj par bhi humla kiya 😆 !!!!!Bechara Raj!!!!!!!! 😆
well..main puri tarha se agree nahi karti is theory par..
par Raj aur Naina..dono bahut zada confused zaroor hai..inme se kisi ek ko thoda akal se kaam lena chahie tha.
comment:
p_commentcount