π²
π²
π²
Kahaan kahaan se bhoot log aayaa hai! sab ko khabar ho gaya! yeh free daroo ka locha hai!
Khair......*hic*
Edited by Mauritian - 16 years agoYaaron- logon- saathiyon! Namaste namaskaar JAI SHREE RAM! *hic* π
Mujh ko yaaron maaf karna- main nashe main hoon *hic*
Woh mamoo ka tharra jo hai na- bahut dhamaakedaar- bahut mazedaar! Humari dosti ho gayi hai- bahut shaandaar swaagat kiya- bitha kar poori bottle saaamne daal di- saath main tangdi kabaab. Wah kya baat hai! Mamoo ki jai *hic*
Hann to main kahan tha? Bhai log! Tum sab ko salaam! Tum ne deri kar di. Ab yeh briyaani rasgulle ki jaroorat nahin. Maine mamoo se yaari kar li hai! Us ki beti se bhi *ahem* kya cheez hai! *hic* Mazaa aa gaya!βΊοΈ
Lautne ke samay socha tum logon se milta chaloon! Kya bhai tum logon ne rona dhona laga rakha hai! *hic*
Haan haan! forum band kar rahe hain- bahut achhe lamhe guzaareβ¦. Bhai log yehi zindagi hai- magar tum nahin samjhogeβ¦ jo beetgaya so beetgayaβ¦ bahut achha achha dost bana- kutchh thodi der ke liye mila aur gayab- kutchh abhi bhi haiβ¦.magar jab tak saath diya, achha tha! Bahut accha tha!
Duniya gol hai β hum kahin na kahin fir milenge! Jaroor milenge! ππΌ
Is liye sab ko shukriya
Sab ko salaam
Sab ko RAAM RAAM!π€
Haan mera nayaa thikana note kar lo:
mamoo ki dukaan, nukkad, saamne wali gali, apna muhalla!
Jai hind *hic*βοΈ
yeh lo ek bewda yahan aa gaya
vaise dost daaru peene ke baad bhookh lagti hai bahut
to thoda datt ke khane ka kyaa
woh nukkad ke mamu ko bola tha ki apun ka dost log aayenga to pilane ka acche se aur nautanki nahi karne ka kyaa
apun uska hisaaab baad mein chukta karenga
dost tum sahi kaha
kuch log aaye kuch chale gaye
jab tak saath raha achha raha
aur dost to apna bahut bana hai
salaam namaste
khana khake jaane ka dost
π²
π²
π²
Kahaan kahaan se bhoot log aayaa hai! sab ko khabar ho gaya! yeh free daroo ka locha hai!
Khair......*hic*
ab dekho aur bhi bhoot aayenge
sabko khabar lag gayi hai vaise partty abhi on hai
vip log ka intezaar hai
yeh log thoda aaram se aate hai
to ruko aur unko apna bhashan dene do
ehhee
yeh lo ek bewda yahan aa gaya
vaise dost daaru peene ke baad bhookh lagti hai bahut
to thoda datt ke khane ka kyaa
woh nukkad ke mamu ko bola tha ki apun ka dost log aayenga to pilane ka acche se aur nautanki nahi karne ka kyaa
apun uska hisaaab baad mein chukta karenga
dost tum sahi kaha
kuch log aaye kuch chale gaye
jab tak saath raha achha raha
aur dost to apna bahut bana hai
salaam namaste
khana khake jaane ka dost
Tum ne mamoo ko ek room ka sifaarish bhi kiya tha kya apna dost ke liye?
hum khana badoosh ko sahar mil gaya. ab se apna naya thikana wahinch hai!
yaar tum bhai log ko hazaar salaam- hazaar shukriya *hic*

afcourse kiya tha
kaha tha apun ka dost ko rukne ka intezaam achha hona chahiye apna party bahut din ka hai ek din ka nahin
kal doosra menu aayenga
boss ko bola hai
thoda intezzar karo tab tak dance karo
afcourse kiya tha
kaha tha apun ka dost ko rukne ka intezaam achha hona chahiye apna party bahut din ka hai ek din ka nahin
kal doosra menu aayenga
boss ko bola hai
thoda intezzar karo tab tak dance karo
Nahin nahin- apun chalaa! *hic*
apun sab se milne aaya- bahut purane dost mile- sab se salaam hua- bhai log se bhi salaam....
ab hum chalaa! fir kabhi
ta-da *hic*
yaar maru abhi nashe mein hai
uska nasha utrega tab khayegi
kuch kal jaasti pi li hai isliye bahaki hui hai
tum khane ka mazza lo
and yes woh sahi kaha
Abhi alvida na kaho doston
na jane kahan fir mulakat ho
beete hue lamhon ki kasak saath to hogi
khwabon hi men ho chahe mulakat to hogi
Nahin nahin- apun chalaa! *hic*
apun sab se milne aaya- bahut purane dost mile- sab se salaam hua- bhai log se bhi salaam....
ab hum chalaa! fir kabhi
ta-da *hic*
na jaaaaaaaaa kahin ab na jaaaaaaaaaaaaa
ruk jaaaaaaaaaaa o jaane wale dost ruk jaaa
doston ki mehfil saji hai mauj masti ka shumar hai ab na jao yaar abhi to partttty shuru hui hai
ek baat kahoon main sach maano tum
sapanon main na aana janon tum
main neend main uth kar chalti hoon....
π₯³