Posted:
16 years ago
silli silli tapti raaton mein
jalta hoon mein barsaton mein
dooba dooba har pal yaadon mein dil kya kare
apny mein hi khoya rehta hoon
kehna hai kuch kuch kehta hoon
pain ajab sa sehta hoon dil kya kare
ho aankhon aankhon mein baaton baton mein
le gaya koi de gaya koi
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
din bhar kuch miss karta hoon
jaane kaise khwaahish karta hoon
bheed mein tanha rehta hoon
dil kya kare
bhool gaya main din saal mahina
january mein bhi aaye pasina
aata hai aaraam kahin na dil kya kare
ho aankhon aankhon mein...........
Next: Sandais(message and just one message i mean its sandais not sandaisy )