Fan Fictions

~*KAHANI PYAAR KII # 2*~ SK lst part

Rajeev_gr8 thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago

Previous parts link

http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=284140&T PN=166

ok guyz here is the new part hope u like that one also😊

PART 52

Kahani Pyaar Kii

It was a week after kashish's birthday & during this one week her life was changed ofcourse 4 good. sujal's love his care & presence in her life had made her 4get all abt her past.she was more than happy to have sujal as a partner who loves her more then himself & can do anything 4 her happiness & sujal too was happy seeing his kashish's smile.

It was night time kashish was w8ing 4 sujal she was staring @ her & sujal's pic which was taken on the her birthday party sujal had sweet smile on his face & had his arm around kashish & kashish too was smiling lovingly & had rest her head on sujal's shoulder.

Kashish was lost in the pic & was recalling all the incidences & how her life changed after that she was lost in sujal's thoughts & had a smile on her face she was unaware of her surroundings when sujal came in & he looks @ a lost kashish & then he looks where she was looking & he understands what she was thinking. he came to her & sits beside her but kashish still was so lost in her thoughts that she doesn't realized when sujal came & sat beside her she was still looking @ the pic smilingly & loudly said..

K- I love u sujal.

Sujal who was staring @ her he too said..

S- love u too.

That made kashish realize that sujal was there with her she looks @ him & asks..

K- tum kab aaye?

S- jab tum apni soch main mujhe soch rahe thi.

kashish smiles.

K- achha tum ja k fresh ho aao jab tak main khana lagati hu.

Sujal nods & goes up to freshen up he came down after few mints till then kashish had set the table 4 them both had their dinner kashish sees that sujal is not eating properly then sujal went up & was checking some files while kashish remains down cleaning the table after finishing her work she too went up & sees that sujal was checking some files & was sitting on the bed she came to him & sit besides him putting her head on his shoulder sujal doesn't move & was still busy with his files.

Kashish was noticing his silence from last few days but doesn't said anything she thinks if sujal wants to tell her he will tell by himself she doesn't want to force him to tell.

It was now sujal's routine that after getting ready 4 office he went to the calendar & keep looking @ that 4 a mint & then leave he was not eating properly from last few days..2day also when he was ready to go office he looks @ the calendar & was lost in his thought until kashish made him come back to his senses by shaking him.

Kashish had seen a hidden pain in his eyes when ever he looks @ the calendar but she doesn't knew why he was looking @ calendar & what was the reason behind the pain in his eyes.

Kashish was lost thinking abt sujal's silence & his behavior when sujal closed his files & put them all on the side table then kashish looks @ him 4 a mint & then says..

K- sujal subah koi ek parcel de gaya tha.

She goes to the cupboard & bring a parcel to him sujal opens that parcel & there was a CD in it that was the video CD of kashish's birthday party.

K- ye kis cheez ki CD hai?

S- ye tumhare B'day party ki CD hai. Isse play karo.

Kashish takes the CD from him & goes to play the CD & came back & sit beside him again resting her head on his shoulder & holding his arm.

Both were watching the party CD.now sujal's dance with naina was playing kashish sat straight as she looks @ his old smiling & happy sujal & then she looks @ sujal who was sitting beside her he was the not the same sujal whom she was looking @ TV then she looks back to the TV trying to fill her eyes with the pic of her smiling sujal.

She was watching the CD when sujal lay down on the bed kashish looks @ him & puts his head in her lap.sujal didn't said anything & let kashish put his head in her lap she then kissed him on his head & started running her fingers through his hairs. As kashish was running her fingers through his hairs he was feeling relaxed & closed his eyes. After some time kashish looks @ sujal who had his eyes closed she bents & kissed him on his cheek & again runs her fingers in his hairs then sujal's cell started ringing kashish takes the call coz it was prerna's call.

K- bhabhi kesi hain aap?

P- main theek hu kashish tum kesi ho? Mera shaitan devar tumhe sata to nahi raha?

Kashish looks @ sujal who was sleeping in her lap & says..

K- nahi bhabhi aesi koi baat nahi hai..

P- kashish sujal kesa hai?

Kashish sensed the change in her tone as if prerna knows that what is wrong with sujal.

K- sujal bhi theek hai bhabhi per shayad koi business prblm hai bohat chup chap rehne laga hai sujal.

P- sujal hai kahan?

K- wo so raha hai is waqt.

P- ohh…

K- ek mint main sujal ko uthati hu.

P- nahi rehne do kashish usee sone do.

K- bhabhi…..

B4 she can say further sujal opens his eyes & looks up @ kashish..

K- lijiye sujal khud he uth gaya.

She then gives the cell to sujal he sits up & talks with prerna..

S- Jii bhabhi..

P- kesa hai tu?

S- theek hu……….aur aap sab?

P- ham bhi theek hain..sujal kal…..

Sujal cuts her in btwn..

S- jii……….. mujhe yaad hai.

P- to tum dono aarahe hona?

Sujal looks @ kashish who was looking @ him & he answers..

S- haan bhabhi.

P- theek hai phir kal baki baten hongi.

S- jii.

P- apna khayal rakhna sujal..

S- jii.

P- theek hai main ab rakhti hu.bye

S- bye..

Sujal cuts the call & again lay back on the bed kashish too power off the TV & lay beside him sujal stretched his arm 4 her she went & puts her head on his shoulder & holds him around his waist tightly she doesn't knew why sujal was behaving like that all she knew was he need her support & she wanted to give all the support & love he wants..

Kashish sleeps while thinking abt sujal & sujal sleep while thinking what he has to do 2morrow..

It was a new day sujal was wearing his coat kashish was downstairs preparing breakfast 4 sujal he went down & calls 4 kashish..

S- kashish..

Kashish comes out of the kitchen

K- haan sujal kaho…

S- main ja raha hu.

K- lekin nashta to kerte jao.

S- nahi mujhe bhook nahi.

K- sujal thora sa kha lo?

S- nahi kashish bilkul maan nahi hai main Mumbai ja raha hu ek bohat he Imp kaam hai lautne main dair ho jaye shayad.

K- theek hai apna khayal rakhna aur jaldi aanay ki koshish kerna.

Sujal nods & kissed her on her forehead.

S- bye..

Then sujal turns to leave when kashish holds his hand he turns around..

Kashish comes 4werds & hugs him..

K- I love u (still hugging)

Sujal too hugs her back kashish looks up @ him & kissed him on his cheek..

K- apna khayal rakhna aur mujhe call kerte rehna.

Sujal nods & the leave..

After that kashish goes & cleans their room & then the servants were doing all the work & kashish was feeling bored. Kashish use to clean their room by herself coz sujal was very possessive abt his things & wants each & every thing @ their place doesn't like any change so kashish cleans their room but now kashish was feeling bored so she decided to clean rishab prerna & angad kripa's room (they all had their own room in each others houses) she then goes & clean the rooms & soon she was done with that when she came down she looks @ the door of a room which is always locked she doesn't knew whose room is this?she calls ramu kaka..

Ka- ji bitiya?

K- kaka ye room kis ka hai?(pointing @ the room)

Ka- bitiya ye kamra to sahib aur memsahib(sujal's parents) ka hai.

K- per ye band Q hai?

Ka- bitiya ye to hamesha he band rehta hai kisi ko ander jane ki ijazat nahi hai is kamre ki chabi(key) sirf sujal bete k pass hoti hai aur jab bhi kamre ki safai kerni hoti hai to sujal apne saamne he safai kerwata hai aur phir band ker deta hai kamre ko.

K- oh theek hai kaka aap jaiye.

MUMBAI AIRPORT

Sujal comes out of the airport & as usual rishab had sent a car 4 him driver gives the keys to him & leave. Sujal always wants that nobody come to receive him jab wo London mian bhi tha he doesn't like k koi use receive kerne aaye so he told rishab that he just sent the car & he will come by himself there is no need to come & receive him by leaving his work @ office so 2day also rishab had sent a car 4 him driver leaves after giving him the keys..

Sujal then went to market & buy some things & then reached the bajaj mansion..

When he came in rishab was there talking abt something to a servant. He looks @ sujal & comes to him sujal hugs him & rishab holds him tightly as he knows what sujal is feeling & going through..then prerna also come there she too hugs him & says…

P- tere kapre tere room main hian jaldi se change ker k aaja.

Sujal nods & leave leaving a sad prerna & rishab..

P- main isse zindagi ki taraf lauta to aayi rishab per her saal is din sujal ko phir se wohe sab yaad aata hai aur us ki ye halat main nahi dekh sakti….

She started crying & rishab consoles her..

Then sujal came down wearing a white kurta pajama…

He came to rishab.

R- chalen?

Sujal only nods & they all went there where all the arrangements of pooja were made sujal then sits 2 do the pooja & rishsb & prerna sits behind him then pandit started the pooja..

Then they were done with pooja sujal stands up & prerna comes to him..

P- sujal ab gharibo main kuchh kapre aur paise bantne hian..

S- bhabhi bahir car main bhi kuchh saman hai wo bhi le lijiye ga.

Prerna nods & leave from there. Then sujal gives the clothes & rupees to the poor & they all were blessing him in return..

Then sujal went & sit on the stairs of the entrance sujal looks @ the watch & realize that sneha would be here any mint & after some time sneha comes to him running & shouting..

Sn- chachu……….chachu

She comes to him & hugs him.

Sn- chachu aap ko pata hai maine aap ko kitna miss kiya?

Sujal just gives a very small smile to her..

Then sneha starts to tell him how much she missed him & all when prerna comes there..

P- chalo sneha jao aur ja k pehle uniform change karo.

Sn- mummy per mujhe chachu se bohar sari baten kerni hain.

P- sari baten baad main kerna pehle ja k change karo.

Sneha tries hard not to go but prerna made her go then she leaves from there sulking..

Prerna then sits beside him & sujal just looks away from her then he feels some one put a hand on his shoulder he looks up & sees that was rishab. Rishab too sits there with them.

P- sujal kashish Q nahi ayi?

R- tumne kashish ko nahi bataya na?

Sujal looks @ him & nods his head in agreement..

P- tumhe kashish ko batana chahiye tha sujal kashish bhi to ab hamare pariwar ka hissa hai us ka bhi haq hai ye jan-ne ka k aaj uncle aunty ki barsi hai.

Sujal doesn't said anything bas saamne dekhta rehta hai.

R- sujal tum aaj bhi apne aap ko zimedar Q mante ho? Ho hua wo sab kismet ka khel tha kisi ki zindagi ka faisla kerne wale ham kaun hote hian? Ye sab ooper wale k haath main hai sujal ham to mamooli insaan hian.

Rishab & prerna tries their best to convince sujal but in vain sujal doesn't respond to any of their talks & kept looking straight.

After seeing that there was no use to talk with him now in his this state both leave him & doesn't said anything,,

Then sujal goes back to his room & doesn't came out prerna knocks @ the door various times but sujal doesn't open the door & simply said..

S- plz bhabhi I want to be alone..

& prerna doesn't knock @ the door again.

It was night time & sujal still was in his room then he realized that he hadn't called kashish yet he took his cell & sees that its switch off then he switch on his cell & calls her..

Kashish was tensed in the room she was walking here& there in room then she hears her cell ringing she runs to pick it up she sees that it was sujal's call she was relieved she takes the call..

K- sujal kahan ho tum? Tumhara cell kab se try ker rahe thi off Qker rakha tha? Pata hai main kitna pareshan ho rahe thi?

S- m sorry kashish kaam main itna ulajh gaya tha tumhe call kerne ka dhiyaan he nahi aaya m sorry..

K- tum theek to ho na?

S- haan main theek hu.

K- wapis kab tak aaoge?

S- bas thori dair main meri flight hai jaldi aajauga.

K- theek hai apna khayal rakhna aur main tumhara intizar ker rahe hu.

S- theek hai main rakhta hu..

Sujal then comes out of the room & goes to rishab & prerna's room to say bye..he was abt to enter the room as the door was opened when he stops on hearing his name..

R- sujal ko kese samjhau? Wo to kuchh samajhne ko tayyar he nahi aaj bhi apne aap ko he zimedaar manta hai…

Rishab was talking in typical bajaj style half crying…

R- chooti se umar main usne bohat kuchh face kiya hai manta hu per iss tarha her saal aaj k din wo sab yaad ker k apne aap kamre main band ker dena ye sab,,,,,,,,,,,, nahi dekh sakta main sujal ko aese…….

P- janti hu rishab per sujal ko samjhaye bhi to kon? Wo to is bare main kisi ki nahi sunta..

R- prerna main….

Then sujal knocks @ the door..& comes in..

S- meri flight ka time ho raha hai main ab ja raha hu..

Both R-P hugs him & both come to c him off sujal doesn't said anything bus chup chap un k saath airport aata hai then he boards the flight & comes back to shimla..

He come home & straight goes to the room of his parents…

Kashish who was w8ing 4 gim in their room doesn't knew that he was home…

It was 11:30 now still sujal was in his parents room & kashish was w8ing 4 him..

She was very tensed as sujal said that he had his flight in some time to ab tak to use ghar pohanch jana chahiye tha but he was not..

Then she calls prerna….

P- kashish tumne iss waqt phone kiya sab theek to hai?

She had seen sujal's condition & she was worried abt sujal..

K- haan bhabhi wo sujal aaj Mumbai gaye the ek imp kaam ki wajah se to main ye poochna chah rahe thi k kya wo aapse milne aaye the? Meri sujal se bat hue thi usne mujhe bataya k flight thori dair main hai per abhi tak sujal ghar nahi aaye mujhe bohat ghabrahat ho rahe hai bhabhi..

P- Kya sujal abhi tak ghar nahi aaya?

K- nahi bhabhi mujhe to bohat tension ho rahe hai..

P- kashish tu is waqt hai kahan?

K- maine apne kamre main hu bhabhi.

P- ek kaam ker pehle ja k dekh k kahin sujal Cg uncle aur veena aunty k room main to nahi..

K- un k room main?

P- haan kashish main tujhe baki sab baad main batati hu jaldi ja k dekh k sujal wahan hai kya?

Prerna was too very worried abt sujal now ek to us ki halat dekhi thi usne aur she knows him that he would be there.

K- theek hai bhabhi main dekhti hu aap ek mint hold karen..

Kashish comes downstairs & goes to the room she sees that the door was closed but ander se roshni aarahe thi that means some1 was there..

K- bhabhi derwaza to band hai per ander se light aarahe hai..

P- kashish wo ander hai sujal wahin hai plz kashish jaldi se us k pass jao wo toota hua hai usse tumhare pyaar aur saath zarorat hai jao kashish aur samet lo sujal ko wo toota hua hai kashish…

Now kashish was sure that prerna knows the reason behind sujal's sudden change.

K- bhabhi main abhi jati hu..

Kashish goes near the door but that was locked from inside..

K- bhabhi derwaza to lock hai aur us ki chabi bhi sirf sujal k pass hoti hai ab main kya karu?

Now kashish was desperate to go inside & hold on to sujal as prerna said that he is all broken,..

P- kashish hamare room main writing table k second drawer main us room ki ek aur chabi pari hai tum jao aur wo chabi le k derwaza kholo jaldi karo..

K- ji bhabhi..

Now kashish runs to R-P's room & got the key of the room..

K- key mil gayi bhabhi.

P- ab jao kashish aur usse sambhalo jab us ki halat kuch stable ho to phir mujhe call ker k batana.

K- ji bhabhi.

& she cuts the call throws the cell on the bed & runs down to open the room..

kashish opens the door & slowly comes inside.she sees lots of pictures were hanging there in the room of sujal's parents.sujal was sitting on the bed & had pic in his hands & was crying while looking @ the pic & from his face kashish can figure out that he was crying from past few hours..

kashish couldn't see him in that state she too had tears in her eyes..she runs to him & sits on her kneels in front of him & put her hand on his hands..

K- sujal….

She said that loads of love & pain..

Sujal looks @ her & kept looking @ her she then gets up & sits beside him sujal was still looking @ her.. kashish holds his face in her hands & wipes his tears & hugs him tightly sujal too hugs her & cries in her arms.. kashish held him tightly & she too was crying she hadn't seen him like this & was not able to understand what she would do all she wants was to give all her love & support to him & through all his pains.. then sujal comes out of her hold & stands up..

Kashish comes & stand behind him she puts her hand on her shoulder & ask..

K- sujal ye sab….. tum is tarha….

She didn't knew what to say sujal turns to her & said..

S- aaj mamma papa ki barsi….

He couldn't say anything more.. tears were continuously rolling down from his cheeks..

S- aaj ki tareekh(date) sujal garewal ki zindagi main aesa toofan layi thi jis toofan ne sujal garewal ki zindagi ko tabah ker diya toor k rakh diya sujal garewal ko us k sapno ko us k apno ko us se hamesha hamesha k liye cheen liya aur janti ho kashish us toofan ka zimedaar kon tha?

He was saying all this btwn his tears.. kashish looks @ him,,

S- us toofan ka zimmedar tha KHUD SUJAL GAREWAL ..

Kashish looks @ him in disbelief.

K- sujal ye tum kya keh rahe ho?

S- Q yakeen nahi aata na kashish k wo sujal garewal jise tum janti ho jise pyaar kerti ho ye sab ker sakta hai?

S- per sach yahe hai kashish ke meri zid ne sirf ek ZID ne meri zindagi to barbaad ker diya cheen liya mujhse meri mumma ko mere papa ko anaath ho gaya main wo bhi meri ek ZID ki wajah se main KATIL hu….haan katil hu main kashish katil hu main apni mumma ka jo mere liye meri zindagi se bhi zyada mainay rakhti thi katil hu main papa ka jo mujhe khud se zyada pyaar kerte the katil hu main un sapno ka jo mere unho ne mere liye dekhe the katil hu main kashish katil hu…

Saying this he fall on his knees on the ground & cries bitterly saying = katil hu main..

Kashish was also crying seeing him in this state she runs to him & made him face her & holds his teary face in her hands..

K- sujal sambhalo khud ko tum aesa kuchh nahi ker sakte tum Q apne aap ko responsible samajhte ho kisi ki zindagi ka faisla ham insano k haath main hai hota ham kychh nhi ker sakte sujal ye sab to ooper wale k haath main hota hai ham kon hote hain kisi ki zindagi aur maut ka faisla kerne wale..

S- nahi kashish agar us din maine zid na ki hoti to ajj…… aaj meri mumma mere papa mere saath hote mere sar pe unka saya hota jab bhi main kisi kaam k liye jata to wo mujhe pyaar se aashirwaad dete main jab bhi dukhi hota to mumma k gaud main sar rakh deta…..

He says that as if he is seeing himself doing all this with his mother in his imaginations.

S- per meri wajah se MERI WAJAH se kashish ye sab kuchh chin gaya mujh se meri ek bewajah zid ki wajah se.

& he cries even more..

then he suddenly gets up & holds kashish's hand aur use ek pic k saamne le jata hai.

S- ye dekho kashish ye pic muma ne tab li thi jab maine apne school main top kiya tha.

In that pic sujal was holding a trophy in his hands.

& then he drag her to other pic.

S- ye pic tab ki hai jab ham sab london gaye the Qki maine ek baar kaha tha k mujhe bhai ki yaad arahe hai to papa hamen london le gaye the sirf meri kahi baat ki wajah se.

Then again he shows her other pic.

S- ye tasveer mere muma papa ki anniversary ki hai dekho kashish kitne khush lag rahe hain dono saath main aur maine kya kiya in dono k saath wo log jo mujhe khud se zyada pyaar kerte the maine unse unki zindagi cheen li.

Sujal again started crying kashish now cant see him like this so she holds his hand aur sujal ko room se bahir le jati hai coz she knows k agar sujal wahin room main raha to wo aur toote ga aur khud ko blame karega.

Kashish sujal ko apne kamre main le jati hai & made him sit on the bed sujal was looking down but tears were still coming out of his eyes.

K- sujal khud ko sambhalo main tumhe aese nahi dekh sakti plz mere liye….

Sujal looks @ her..

S- aaj tak auro k liye he to khud ko sambhalta aaya hu kashish.

Kashish comes 4werd & hugs him..

K- aesi baten mat karo sujal.

They remain in that position 4 a mint then kashish made him lay on the bed & gets up sujal holds her hand..

S- mere pass raho kashish.

Kashish comes & sits close to him on the bed & sujal puts his head in her lap & kashish started running her fingers in his hairs. Sujal was feeling a bit relaxed & closed his eyes. Kashish bent down & kissed him on his eyes & keep running her fingers in his hairs after some time kashish feels that sujal is sleeping she calls him slowly to check if he is sleeping or not..

K- sujal….

But sujal didn't respond then kashish carefully puts his head on pillow without waking him puts the sheet on him & kissed him on his cheek & goes out of the room.

She went to R-P's room & took her cell from there & dials prerna's no.

On the other hand prerna was w8ing 4 kashish's call she was worried abt sujal she was staring @ her cell when it rings.. she immediately pick the call..

P- sujal kesa hai kashish?

K- abhi so raha hai bhabhi.

P- wo theek to hai na?

& kashish tolds her everything what happens in that room & all that.. she had tears as she was telling all that coz she remembers sujal's state on the other hand prerna too was crying.

P-ye larka pata nahi kab samjhe ga k jo hua us main is ki koi ghalti nahi hai.

K- bhabhi aakhir aesa kya hua tha?

P- aaj se kayi saal pehle aaj ki tareekh ko sujal ne apne mumma papa ko hamesha hamesha k liye kho diya tha. Us din sujal k school main annual function tha per Cg uncle ko Mumbai aana tha un ki koi bohat imp meeting thi yahan aur veena aunty ne kaha k wo aur sujal bhi saath jayege Qki ma yani rishab ki mummy se mile hue kafi waqt hogaya hai Cg uncle maan gaye us din in sab ko subah ko nikalna tha per sujal ne zid ki k wo apna annual function attend kerne k baad jayega Cg uncle aur veena aunty ne sujal ko bohat samjhaya k Cg uncle ki meeting sham ko hai agar wo log sujal k annual function tak ruke to wo meeting attend nahi ker payenge per wo nahi mana to Cg uncle ne apni meeting postpone ker li sujal apne annual function k liye jane laga k veena aunty ne us se kaha k wo driver ko bhej degi aur wo sujal ko seedha airport le aayega lekin sujal ne kaha k wo tab tak nahi aayega jab tak wo aur Cg uncle khud use school se lene nahi jayege veena aunty sujal ko naraz nahi kerna chahti thi wo maan gayi k wo aur uncle use school se lene aayenge aur phir wo wahan se airport k liye jayege per kismat ko kuchh aur he manzoor tha. Veena aunty aur Cg uncle sujal ko lene k liye nikalay aur is se pehle k wo sujal k school pohanchte raste main he un ki car ka accident hogaya aur koi bhi nahi bacha cg uncle ki to wahin death hogayi thi aur veena aunty ko hospital leja rahe the per wo hospital pohanchne se pehle Cg uncle k pass chali gayi…

Both have tears in their eyes.

P- us k baad se sujal ek dam chup sa hogaya Qki wo khud ko uncle aunty k death ka zimedar samajhne laga us ka ye man-na tha k agar wo ye zid na kerta k uncle aunty khud use lene aayen to wo aaj us k saath hote uncle aunty ki death k baad moloy baba rishab k pita use apne saath Mumbai le aaye the wahan sujal kisi se baat nahi kerta tha her pal chup rehta tha na khana khata na kuchh bas chup chap ek kone main betha rehta tha, tab baba ne use school bheja ta ki wo yu ghut ghut k jeena chor de aur parhai main dil laga sake aur yu chup chap na rahe aur us k baad sujal ne apne aap ko kitabon tak he seemit ker diya her pal kuch na kuch perhta rehta tha issi tarha sujal ki zindagi guzar rahe thi aur jab rishab London se wapis aaye to sujal un ko dekh k un k gale lag k bohat roya tha rishab ne bhi sujal ko rone se nahi roka aur wo gham jo itne salon se sujal apne dil main chupa k rakhta tha wo aansuon k roop main beh gaya tab meri aur rishab ki shadi hue aur rishab aur maine sujal ko wapis zindagi ki taraf lautane ka faisla ker diya phir kuchh waqt k baad ham sujal ko zindagi ki taraf lautane main kamiyab bhi rahe per ye ek din hota hai jab sujal ko phir se wohe guilt gher leta hai k wo zimedar hai uncle aunty ki death ka hamne bohat koshish ki sujal ko smjhane ki per sirf is bare main wo kisi ki nahi sunta.

P- yahe wajah hai sujal k is behavior ki.. kashish ab tumhe sujal ka khayal rakhna hoga aur tum dekhna kal sujal phirse wo he sujal hoga hansta muskurata full of life per saal main ek baar sujal aesa ho jata hai gum sum chup chap aur lifeless.

K- bhabhi aap fikar na Karen main hu ab sujal k saath aur main sujal ka poora poora khayal rakhugi.

P- achha ab main rakhti hu tum sujal k pass jao.

K- ji bhabhi.

& they disconnect the call.

Kashish then comes to their room & sees that sujal is sleeping peacefully but still there is a visible pain on his face she comes & lays beside him & kept looking @ him while thinking…

K- kitna dard chupaye rahe apne ander tum sujal kisi ko bhanak tak lagne na di her waqt hanste muskurate rahe dil main ek toofan liye.

She wipes the tears which blurred her view & she snuggle close to him & closed her eyes..

It was a new day sujal opens his eyes & sees that he was alone in room he sits up on the bed when kashish comes in the room..

K- array tum uth gaye chalo achha hai ab jaldi se tayyar hojao chalo utho.

Kashish sujal ko wo sab yaad nahi karana chahtii thi jo kal raat hua tha so she was trying to behave normal.sujal didn't said anything & keeps staring@ her she then comes to him& says..

K- abhi tak yahin bethe ho chalo utho jaldi se tayyar ho jao.

Saying this she turns to leave when sujal holds her hand & stood beside her.

S- tumhe aese behave kerne ki zaroorat nahi.

Kashish looks @ him & her eyes gets num.

K- sujal kal jo hua……..

Sujal puts his finger on her lips..

S- ham us bare main koi baat nahi karenge.

Kashish hugs him tightly & says..

K- tumhe us hall main dekh k main ghabra gayi thi sujal..

Sujal didn't said anything just held her close to himself.then after some time he says in old sujal's tone means wohe apna full of life sujal..

S- achaa ab main 2 mint main tayyar ho k aata hu tab tak tum nashta tayyar karo main abhi aaya.

Kashish nods & leave sujal then gets ready & comes down kashish was w8ing 4 him with breakfast sujal comes & they had their breakfast then kashish goes up to the room & bring his office bag & hand over to him.

S- ab main chalta hu tum apna khayal rakhna aur main sham ko jaldi aane ki koshish karuga.

Kashish nods & sujal kisses her on her head & leave.

kashish was looking @ his back.

K- kese ker lete ho ye sab sujal?

*************************************************

it was almost one month after that & during that one month sujal kashish ek doosre k aur kareeb aaye ek doosre ko aur achhi tarha se samajhne lage aur ek doosre k liye in dono ka pyaar aur bhi barha..

it was night time sujal was sitting on the bed & was thinking some thing when his cell rings he picks it up it was rishab's call..

S- kese hain bhai?

R- main theek hu tum kese ho? Aur kashish?

S- ham dono bhi theek hai aur howz my princes & ur princess(prerna)?

R- tum nahi sudhroge sujal...wo dono bhi theek hain achha sujal tumhe ye batana tha k bua jii aur archie aagayi hain aur bua jiii kashish se milna chahti hian.

S- oh bua jii aagayi? Per wo kashish se milna chahti hain ye baat kuchh samajh nahi aayi.

R- array is main na samajhne ki kya baat hai? Unhone kashish ko nahi dekha is liye milna chahti hongi.

S- c'mon bhai ab ye aap bhi jante hain aur main bhi k wo kashish se Q milna chahti hian? Anyways kuchh kerta hu is ka bhi..

R- tum nahi sudhro ge sujal..

S- kya karu? Aesa he hu main..

R- achha ab is ka kuchh karo theek hai main zara bua jii k pass ja raha hu.

S- jiii bhai bye.

R- bye..

He puts his cell down when kashish comes there..

K- kis ka phone tha?

S- bhai ka. Keh rahe the k bua jii aagayi hain apni beti archie k saath..

K- bua jii aur archie? Ye kon hian?

S- bua jii baba ki bahen hain aur archie unki beti aur wo tumse milna chahti hian..

K- ohh achha to kab mile ge ham bua jii se?

S- itna khush mat ho tum nahi janti ho bua jii ko wo bari pohanchi hue cheez hain.

K- sujal baron k bare main aesa nahi kehte..

S- khair main tumhe bata deta hu in se zara distance pe he rehna tum aur zara hoshyar bhi Q ki bua jii ye chahti thi k meri shadi archie k saath ho to its obvious k tum un dono k liye koi pasandeeda shakhsiyat nahi hogi to wo kuchh bhi ker sakti hain tumhe neecha dikhane k liye is liye be prepared 4 everything..

K- tum to mujhe darra rahe ho sujal.

Sujal puts his arm around her & says..

S- darra nahi raha aanay wale kal se khabardaar ker raha hu.

Then sujal keeps quite 4 a while & says..

S- main to tumhe batana he bhool gaya.

K- kya?

S- yahe k kal tum Mumbai ja rahe ho.

K- kya matlab hai tumhara? Tum nahi aao ge kya?

S- haan main nahi aapaunga mujhe yahan ek project ki wajah se rukna par raha hai is liye tum kal akeli ja rahe ho.

K- sujal plz mazak mat karo ek to pehle he bua jii ko le k itna dara chuke ho aur ab ye keh rahe ho k tum nahi aaoge mere saath main nahi ja rahe Mumbai tumhare bina.

Saying this she goes closer to him & hugs him.

S- kashish tumhe kya lagta hai mujhe yu tumhe akele bhejte hue khushi horahe hai? Sirf kuchh dino ki baat hai aur phir main bhi wahin honga tumhare pass aur tum daro mat bua jii se bhabhi aur bhai hian na waha.

K- main kuchh nahi sun rahe main Mumbai sirf tumhare saath jaugi.

S- kashish 2 hafton baad bhai bhabhi ki wedding anniversary hai aur jab main London main hota tha tab bhi un ki wedding anniversary k 2 hafte pehle he India aajata tha to ab main nahi ja sakta to kya hua? My batter half will go.

K- sujal plz mujhe akele nahi jana aur mujhe to flight k take off & lending se bhi darr lagta hai.

S- us ka bhi arrangement maine ker diya hai tum akshat k saath jao gi wo bhi kal Mumbai jar aha hai ek meeting k silsilay main to take off ka prblm solve aur wapsi main to main honga tumhare saath to all prblms solve.

K- sujal…… main kese……..

S- plz kashish u've to plz…….

He said this in pleading tone.

K- No.

S- plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz.

Sujal said that in pleading tone with a pleading look.

K- stop making these faces theek hai main jaugi,

S- that's like my kashish.

& he kissed her on her forehead. Sujal still had his arm around her & she too was hugging him & she says..

K- I'll miss u.

Sujal again kissed her & says..

S- me too.

********************

AIRPORT

Akshat sujal charu & kashish all were standing @ the air port.

A-main boarding pass collect ker k aata hu.

C- main bhi aati hu tumhare saath.

Actually charu wants SK to be alone 4 sometime as she knews kashish was still not fully convinced to go she was going just 4 sujal's sake & shee too wants to spent some time alone with akshat.

Now SK r alone sujal was just staring @ her from a long time.. kashish notices this but doesn't said anything per jab sujal kafi dair se use dekh raha tha she turns to him..

K- kya hai sujal aese Q dekh rahe ho?

S- apni aankhon k zariye tumhare aks ko dil main mehfooz ker raha hu ta ki tumhe zyada miss na karu.

Hearing this kashish couldn't stop herself & went in to his arms..

K- sujal abhi bhi waqt hai ham baad main saath main challen ge na.

S- kashish plzzzz.

K- achha theek hai tum apna khayal rakhna aur main nahi hu yahan is ka ye matlab nahi k tum time pe khana peena chor do waqt pe khana khana aur dair tak kaam mat kerna aur…..

She stops @ this.

S- Aur???

K- aur i'll miss u.

Sujal smiles & kissed her on her cheek..

K- sujal kya ker rahe ho? Sab dekh rahe hian.

S- to kya hua? Mujhe kisi ki perwah nahi all I care is that my wife is going away form me so I just want to be with her B4 her flight. Apna khayal rakhna aur mujhe miss bilkul bhi mat kerna aur I love u.

K- love u too.

Then akshat & charu comes there with passes then there was the announcement 4 the flight & both the couples hug their partners & akshat & kashish leaves from there.

Both were going when kashish turns to sujal he waves to her & mouthed "I Love u" kashish runs back to him & hugs him tightly

K- jaldi aana sujal.

S- bohat jald aauga.

then she leaves him & goes to akshat & didn't looks back again coz she knows that if she does that then she will repeat what she did b4..

kashish akshat leaves 4 mumbai & charu sujal goes back to office..

rishab & prerna come to receive kashish kashish goes with them & akshat leave 4 his meeting as he had flight in night to return back to shimla..

BAJAJ MANSION…

Kashish comes with R&P.

P-kashish tum thak gayi hogi chalo main tumhe sujal ka room jo ab tuhara bhi hai wo dikha deti hu.

Prerna takes her to sujal's room she opens the door & says..

P- sujal k room main kisi ko jane ki ijazat nahi hoti main khud yahan ki safai kerti hu use pasand nahi na k us ki koi cheez idher se udher ho agar ghalti se koi aa bhi jaye na is room main to sujal ko pata chal jata hai k us ki ghair mojodgi main koi aaya tha.

She turns & sees that kashish is standing out of the room @ the door.

P- array tum abhi tak whin khari ho? Auro ko mana hai is kamre main aana per tumhe nahi aao.

Kashish who was lost in sujal's enlarge picture which was hanging on the wall comes out of her thoughts & steps inside the room as she enters the room she feels that sujal is with her right now sujal's fragrance surrounded her as she steps ahead..

P- tum aaram karo tab main tumhare liye kuch khane ko banati hu..

Saying this she was going out when kashish calls her..

K- bhabhi..

She looks back @ her

P- haan kashish kuchh chahiye?

K- nahi bas wo bua ji…

Prerna smiles @ her..

P- main janti hu sujal ne tumhe pata nahi kya kya kaha hoga bua jii k bare mian bohat chidta hai sujal unse aur wese aapas ki baat hai wo hain bhi chidane wali tum fikar mat karo main aur rishab hian na tumhare saath. Tum pareshan na ho main tumhare liye khane ko bhejti hu kuchh.

& she leaves then kashish closed the door & turns & looks @ sujal's pic she goes to the wall & stand in front of the pic..

K- main to abhi se tumhe bohat miss kar rahe hu sujal tumhare bin ye itne din kese katenge? Plz jaldi aajao.

She then kissed her fingers & put them on sujl'spic.

K- missing u & love u.

*****************

it was evening time kashish was still in her room usse bahir aane main darr lag raha tha & she was a bit shy to went out alone then there was a knock @ the door kashish opens the door & sneha was standing there..

Sn- chachi main aapse naraz hu.

Kashish smiles @ her & bent down to her..

K- array baap re kya kiya jaye aap ko manane k liye? Per aap naraz Q ho?

Sn- aap kaab se aaye hue ho aur mujhse mili bhi nahi. Main chachu se aap ki shikayat karugi.

K- oh ho mamla to serious lagta hai achha chalo batao aap ko manane k liye kya kerna hoga?

Sn- mujhe manane k liye aap ko mujhe chachu ki tarha chocolates , ice cream teddy bear aur Barbie doll le ke deni hogi.

K- chalo theek hai jab aap k chachu aayenge to main aap ko ye sab la k dugi per abhi k liye maan jao plz..

Sn- pakka na chachu k aane k baad aap mujhe ye sab la k dengi?

K- haan pakkkkkka.

Sneha the happily hugs her & kissed her.

Sn- ur the best chachi..

Kashish smiles @ her.

Sn- aap yahan Q bethi hain? Neechay chaliye na sab neechay bethe hain.

K- theek hai chalte hain..

Kashish came down with sneha as she comes down again there was a bigg picture of sujal with rishab kashish looks @ the pic & says to herself

K- kitna mushkil hai tumhare bina rehna sujal aur tum jahan jao mujh se pehle wahan hote ho.

She was lost in her thoughts when prerna calls her..

P- array kashish…. Aagayi tum chalo aao.

Kashish sees that there was 2 more ladies were sitting with prerna there one was old & had an attitude on her face & 2nd one was young girl who was wearing modern mini dress& she guessed that they must be bua jii & her daughter archie.. kashish remembers what sujal had told her abt them & wo thora sa ghabra jati hai she hesitantly goes to them..

P- aao kashish inse milo ye hain VASU bua jiii aur ye hai aarchie bua jii ki beti kuchh din pehle he ye log London se aaye hain tumhe sujal ne bataya hoga..

K- jiii bhabhii.

P- aur bua jiii archie ye hai sujal ki kashish us ki patni..

V- ahhh to ye hai wo..

Vasu was looking @ her very keenly.

kashish then goes & touches vasu's feet vasu immediately gets up..

V- array array ye kya ker rahe ho bas theek hai theek hai jeeti raho..

Kashish to archie.

K- hi archie.

Ar- hi.(she says very coldly)

P- kashish tum yahan mere pass betho.

Kashish goes & sits beside her..

P- to bua jii kesi lagi aap ko sujal ki pasand? Hai na lakhon main ek?

V- haan achhi hai per baron k saath kese behave kiya jata hai ye nahi aata isse.

Kashish looks @ her aur us ki aankhen bhar aati hain.

V- dekho na kabse aayi hai ye aur isse ab fursat mili hai neechay aane ki aur hamse milne kii m sure agar ab bhi ham tumhare saath na bethe hote to ye to hamse milne ki zehmat bhi na kerti..

P- aap ghalat samajh rahe hian bua jii kashish ko maine he aaram kerne k liye bheja tha aur kashish yahan aap he se to milne aayi hai..

V- ahh 4get it. Achha prerna ab ham ek party main ja rahe hain raat ko L8 ho sakta hai..

Both mother daughter leaves from there.then prerna turns to kashish..

P- kashish plz bua jii ki baton ka bura mat man-na wo aese he hain aur tumse gussa bhi.

K- magar main to unse milne aarahe thi.

P- is baat se nahi pagli actually wo chahti thi k archie ki shadi sujal k saath ho per sujal ne tumse shadi kerli iss liye ab wo tumse aese behave ker rahe hain main sirf ye kahugi k tum bua ji ki baton ko seriously na lo theek hai?

Kashish nods tries hard k us k aanson aankhon se na giren..

Tabhi sneha runinning to them holding kashish's cell she was shouting..

Sn- chachi aap k liye chachu ka phone hai..

Prerna looks @ her..

P- ab apna mood theek karo bua jii k bare main sochna chor do aur mere devar se baat karo bechara tumhe bohat yaad ker raha hoga.

Both smiles..

Sneha hand over her the cell & prerna takes her away with her as she wants k kashish akele main sujal se baat ker sake..

K- haan sujal…

S- im missing u…

K- ghalti tumhari hai maine pehle he kaha tha k saath main chalte hain ab bhugto..

S- hmmm per ab kya ho sakta hai wese did u miss me?

Kashish ki aankhon main aansu aajate hain.. she says with num voice..

K- bohat..

Sujal sensed that kashish is crying so he very lovingly calls her name..

S- kashishhh..

K- hmm

S- plz dnt cry main bohat jaldi aaraha hu na..

K- jaldi aajao sujal main tumhare bina nahi reh sakti..

S- array abhi tumhe mujhse door gaye ek din nahi hua aur tumhari aesi halat hogayi hai..

K- yahan ek ek pal ek saadi sa lag raha hai aur janab ko kuchh fikar he nahi meri.

S- kashish tumhe kya lagta hai main yahan khush hu tumhare bina?

Kashish was silent & didn't said anything..

S- kashish dnt worry main bohat jaldi wahan aaraha hu.

K- jaldi aajao sujal ya mujhe wapis apne pass bula lo main nahi reh sakti tumhare bina.

S- kuchh din kashish bas kaam khatam hote he main ud (fly) k tumhare pass aajaonga.

K- m missing u sujal..

S- me u too ab tum bilkul bhi nahi ro gi ok?

K- hmm try karugi.

S- theek hai apna khayal rakhna aur yaad rakhna k im missing u & love u.

K- me too aur tum bhi apna khayal rakhna.

S- theek hai ab main kaam kerta hu ta ki jaldi se apni kashish k pass pohanch jaun. Bye

K- bye..

Then kashish gets up & go to the kitchen to help prerna..

It was sleeping time now kashish was in her room jo sujal ki pictures se bhara pada tha she was looking @ them & was missing him soo much when sneha comes there..

Sn- chachi aap ko koi kahani aati hai?

K- kahani?

Sn- haan chachu jab bhi aatay hian to raat ko mujhe kahani suna k sulte hain too aap bhi mujhe kahani sunaye na.

Kashish thinks..

K- chalo shayad issi bahane sujal ko miss na karu.

Kashish to sneha

K- hmmm chalo theek hai.

Sneha takes kashish to her room when kashish steps inside she sees that all sneha's room was filled with her pictures with R & P & most of the pictures were with sujal where he was holding sneha , sneha had her arms around his neck, he & sneha giving weird looks @ camera , he & sneha hiting each other with pillows sneha kissing him he kissing her & many more..

She sighs..

K- tumhari yadon se bachne k liye yahan aayi thi magar tum to yahan bhi ho jaldi aajao sujal..

Kashish then sneha ko kahani sunati hai & she fall asleep then kashish without making any noise wahan se apne room main jati hai.

It was a new day kashish jaldi uthjati hai as she didn't sleep well in night.

She came down & helps prerna in kitchen then all were now sitting @ the dining table..

R- to kashish kesa lag raha hai yahan? Dil to lag raha hai na tumhara?

Kashish gives a small smile & says..

K- ji bhai..

R- wese sujal kab tak aaraha hai?

K- sujal ne kaha tha k wo kaam khatam hote he aajayega.

Then prerna comes there..

P- rishab ye paratha khaiye kashish ne banaye hain..

R- tab to main sirf parathe he khauga.

Prerna serves the paratha to Rishab.

Rishab tastes the pratha..

R- wah kashish ye parathe to bohat achhay banaye hian tumne.

Kashish smiles & rishab take out his wallet & took some rupees from that & gives to kashish..

K- bhai ye??

R- rakhlo kashish aaj pehli baar tumne apne sasural main yani ki yahan kuch pakaya hai to ye tumhara shagun hai.

P- rishab theek keh rahe hain kashish ye tumhara haq banta hai le lo.

kashish takes money from him.

P- array archie bua ji aap bhi lijiye na kashish ne bohat achhay banaye hain parathe.

V- nahi prerna tum to janti ho parathon main kitna oil hota hai so main to nahi khaugi I'll have tost only.

Kashish feels very bad.

Prerna through her eyes signals her not to feel bad abt her.

Then after breakfast rishab leaves 4 office & kashish hall main ja k bethti hai looking @ sujal's picture.

She sees that sujal is there & he is singing..

Song in background..

kaash ham juda na hote

kabhi alvida na kehte (she remembers sujal hugging her on the airport)

chaha nahi tha

phir bhi para tum ko jana

tum hamko yaad rakhna

kabhi dil se na bhulana

ham pass ho ya na ho

hamen pyaar se bulana (she goes to him but he vanished)

tum hamko yaad rakhna

kabhi dil se na bhulana

ham pass ho ya na ho

hamen pyaar se bulana (she remembers how sujal calls her name when she was crying on phone)

Now kashish was sitting in garden looking @ the plants..

bail jo aangan main thi

phool wo lati hogi (she looks @ the flowers)

chunte to hoge kaliya (she touches a flower)

All are sitting in hall..

ham nahi hain to phir bhi

mehfile sajti hongi

sooni na hongi galiyan (kashish was sitting with every1)

aese main thori si aankhen bhar lana (her eyes gete num on seing sujal of her imagination)

kaash ham juda na hote

kabhi alvida na kehte

chaha nahi tha

phir bhi para tum ko jana (she remembers how he kissed her on airport)

tum hamko yaad rakhna

kabhi dil se na bhulana

ham pass ho ya na ho

hamen pyaar se bulana

tum hamko yaad rakhna

kabhi dil se na bhulana

ham pass ho ya na ho

hamen pyaar se bulana

kashish was going in prerna's room with some work.

saamne aati hogi

koi bhi meri nishani

yuhe kahin chalte phirte (she sees sujal's biggest smiling picture.)

dil tarap jata hoga

dekh ker sookhe pate

shaakh se pairh ki girte

aesa to hota hai

dil ko samjhana (she wipes her tears & goes out of the room)

kaash ham juda na hote

kabhi alvida na kehte

chaha nahi tha

phir bhi para ham ko jana (she remembers how she runs back to him & hugs him)

tum hamko yaad rakhna

kabhi dil se na bhulana.

ham pass ho ya na ho

hamen pyaar se bulana

tum hamko yaad rakhna

kabhi dil se na bhulana

ham pass ho ya na ho

hamen pyaar se bulana.

Edited by Rajeev_gr8 - 16 years ago

Created

Last reply

Replies

476

Views

89689

Users

44

Likes

6

Frequent Posters

Varallikka thumbnail
Posted: 17 years ago
hiiiiiii dilll
this part was tooooooooo gud luv it soooooo much..really yr u write tooooo welll....now to cnt liv wid out ur stry..m completely in luv wid it....he he he
post soon dear
Daebak thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 7
Posted: 17 years ago
wow!!!!!!!!!!!!!!!! awesome part...............too good ....rocking!!!!!!!!!......thoda senti tha.........sujal n kashish ki judai............waiting eagerly 4 the next part........post soooooooon!!!!!

luv,
vandu 😉       
HhAaNnAa thumbnail
Posted: 17 years ago
wow r.s dear masth part tooooooooo tooooooooooooo goooooooooooood bichara i feel sorry 4 sujal uski ek galti keh wakeh seh itna pashta raha hai ...apne app kko apne hi mom and dad ka ghunegaar mata hai parh i knew it uskeh sath kashish hai wo hi sujal ko sambhalegi ......arrreh yeh kya naaya twist Archi and vasu in dono ka naam sunteh hi lagta hai danger's here 😆 hope they dont create problems ....continue sooooooooon can't wait more
le_me_star thumbnail
Posted: 17 years ago
awesome update 👏 ..............poor sujal he think's that he is the responsable of his parent's death 😭 i love the scene where kashish try to console sujal and giving him all the support and love 4 him..........becouse she can't see him like that 😭 😭 ............ i like the part where sujal tell's kashish that she had to go alone top mumbai to meet bua ji n she doesn't want to 😊 ............. shena is so adorable ....... i can imagine her room with sujal n her pic's ......... n how she cheer up kashish n make her feel better 😊 .........i'm looking forward to read the next part....... 👏 ........ update soon plzzzz ❤️   ❤️   👏
..oneOone.. thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 5
Posted: 17 years ago
R.S dear
this was a rocking part
Congo on starting a new post........ 👏

we didn't realise while reading ur story that it completed its 165 pages...... 😳 .....coz ur story is too rocking

sujal mom dad death anniversary bring sadness 4 him..... 😭 even me was crying with him along with aur kashish bhabhi 😭 ....

But our bhabhi hold him very well....... 😉 ......and give him the support and love he want at that time......

Sujal send kashish alone to that stupid vasu bua ji and archie..... 😕 ..i think they will create a prob 4 her...

The airport scene was too nice 😳 .....they were truly looking made 4 each other 😳 ...........

and in last.........syujal memories that came in kashish mind were terrific.......she tried alot not to miss him......but every place make her remember him 😆

best of luck partner........

u r rocking

👏

luv u

lolz
ana
Paru6 thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
awesome part R.S. 👏 cont soon 😃
nm16 thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 17 years ago
wonderful part RS. Its awesome. Just wonderful.
janu_2006 thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 17 years ago
awesome part R.S. 👏
SK meeying each other so sweet 😳
janu_2006 thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 17 years ago
awesome part R.S. 👏
SK meeying each other so sweet 😳