Posted:
"mere zindagi ka her lamha teray hi naaam hai,,
kabhi yadon main toh kabhi dil main tera ehsas hai,,
her lamhay ki alag kahani hai,,
jaisay khushiyon ki ruut suhani hai,,
piyar main taraph piyar main ehsas hai,,
kabhi naami hai in aankhon main,,
kabhi khushiyon ki bahaar hai,,
her lamha bess tera hi kheyal hai,,
ju mere her khushi her yaad ki shurowat hai,,
badalna ata nahi humay mosamoon ki tarha
har aik rut may tara intizaar kartay hain
na tum samait sako gay jasay qayamat tak
kasam tumhary tumhay itna pyaar kartay hain
Tu door hai mujh sey, per paas bhi hai ,,
Teri kami main kahin , tera ehsaas bhi hai..
Tujh sey Dost hain laakhon, jahan main merey,
Per tu Dost bhi hai, aur khaas bhi hai ..
Tuney Khushiyan mujhey itni di hain keh aaj,,
Tujhey khoney ka dil main ehsaas bhi hai ...
KHUDA ne yuun nawaza, teri Dosti se mujhey,,
Keh mujhey khud pe gumaan hai, aur naaz bhi hai,,
comment:
p_commentcount