ASYA MOHABBATH KE BINA ZINDAGI ADHOORI part 14 page 35 11 oct 2016

Posted: 8 years ago
Index:


part 1 n character sketch: page 1
part 2-page 2
part 3-page 3
part 4 -page 6
part 5-page 9
part 6-page 12
part 7-page 15
part 8-page 19
part 9-page 22
part 10-page 25
part 11-page 28
part 12-page 31
part 13-page 33
part 14-page 35
Edited by snehalaureat - 7 years ago
Posted: 8 years ago

Guys, this is a new story on asya, it s a bit  changed from original track. Hope u people accept this story. Do mention this to your other friend in this forum who are asya fans.

The story is a bit changed  from original track. All the characters are same, but with a different twist.

Characters:

Asad dilshad khan: 28 year old, architect, head and owner of dilshad constructions known as DC. He hates his father so much that he changed his  surname to dilshad from rashid. He loves his family which includes his mom n sister. He also loves his step brother n meets him secretly as dilshad hates it.hates his dad

Dilshad khan: mother of asad n najma, a sweet lady. She is a lawyer. Had married rashid, who left her for money. Hates him not like in serial, where she loves him in heart.a open minded female, who has brught up both her kid as single mother.

Najma dilshad khan: 20 yr old tamatar of family, loves her family so much. For her, her dad is her brother only who has taken care of her like a dad. Hates rahid n his other family bcz rashid left her mom when dilshad was pregnant with najma.hates her step siblings as they always show attitude.she is doing medicine in Bhopal university

 

Anwar malik: was  junior  of dilshad n is  a good friend of her,lives in usa

Zeenat malik /farooqui: wife of anwar, a fashion designer

haider malik: son of anwar n zeenath, 24 yr old, doctor.

Zoya farooqui: 24 yr old , IT graduate, sister daughter of zeenath.knows her mothers name is Zainab farooqui.

 

Gafoor Siddiqui: owner of Siddiqui constructions, a ver strict n hot headed ma, he is lots of arrogant

Razia Siddiqui: wife of gafoor, a rude wife

Shireen rashid khan: sister of gafoor n wife of rashid, she is housewife, hates dilshad ,thinks that dilshad still loves rashidh.

Rashid ahmed khan: husband of shireen, he likes both dilshad n shireen, loves money.rashid had secretly married shireen when asad was 5 yrs old, had son with shireen, after delivery shireen was in paralised , so he took Ayaan to dilshad house as orphan, when shireen became fine, she came to dilshad home. dIlshad came to know this and divorced him

Ayaan ahmed khan:  22 yr oldson of rashid, loves asad , doing mba I Bhopal university

Nikhat: 20 yr old , doing BA in English

Nuzzat:18 yr old,doing BCOM

Humeira: 20 yr old, doing BCA , loves Ayaan

Ayaan, nikhath, nuzzath n humeira are very much proud of money, and they show attitude

The story starts with same how Ayaan n asad meet up in the dargah where zoya has come running away from akram. Asad sees her n is lost in her n then the car fight scene everyt scenario till zoya reachin asad house is same except that haider helps her in leaving marriage hall of zoya n later haider n anwar convinces rashid  anwar leaves zoya in dilshad house saying to take care of her. He also tells that his niece( zoya ) left the altar as she wants to know abt something in india.

Dilshad had told that zoya had left her wedding altar as she never liked this marriage, n they were very narrow minded people who never wanted her to complete her work, asked dowry asad also thinks that it is good of not attending the marriage than living in such marriage.all this true, these are also main reason for zoya leaving the altar. Zoya has said that she has come to do an documentary on dargah in Bhopal as part time,so she is staying here

Then, zoya reaches dilshad house, she has food with them n  asks dilshad to sleep as she will skypes with haider, zeenat n anwar.she asks her room dilshad faces zoya n says left of dilsad which is right of zoya, but zoya thinks her left n she goes n starts skyping. Asad comes late that day n he sleeps in his room. Zoya completes her call, comes to asad room n sleeps peacefully.

Next day, dilshad wakes up n searches for zoya doesn't find her in her room, door bell rings at same time, opens it to see ZAKIRA, a person who has come for some work from asad, she is a nosy female.

Dilshad goes to asad room, zakira follows her, sees asad shirtless n zoya sleeping in a room near each other arms, dlshad is shocked, she asks zakira to come later, zakira also sees this bt she goes off.later , dilshad goes to asad room n wakes up zoya as she knows that when asad wakes up, he will make a big problem

Dilshad: zoya, utto beta

Zoya: haan phupi n she turns n her hand falls on asad, who wakes up n sees zoya in his bed

Zoya sees  asad n gapes at his six packs.

Asad: tum yahan kya kar rahe ho

Zoya: yahi mein bhi pooch rahi hoon kya kar rahe ho, kahi mjhe follow karkar nahi aaye ho na

Asad: tum jaise ladki ko koyi kyun follow karunga, ye mera karma hai

Zoya: nahi phupi, ye mera karma hai na

Asad: mere ghar mein aake  mujhe hi suna rahi hai

Dilshad chup rahoge, asad, ye zoya hai anwar ki saali ki beti

Zoya, ye asad hai mera beta.zoya meine left ka room kahana tho tum right vaali kamre mein kya kar rahi ho

Zoya:haan, yahi tho left hai phuphi

Dilshad realises the mistae n shows zoya her room while going back

Zoya: mr.khan, ye ghar aapka hai, iska mathlab ye nahi ki aap nange gumene ghar mein

Dilshad n najma hears this n starts laughing , asad gets angry n goes to washroom.

In the breakfast table,

Zoya comes I her normal messy awatar, she talks while eating

Asad:aapko apke ghar vaalein tameez nahi sikhayein ki breakfast table mein baatth nahi karthe hain

Zoya: nahi kyunki newyork mein humsab ko dining table mein hi time miltha tha, baki samay sab busy rehathe hai

Asad: aap ye kaise kapde pehane hain, nyc nahi hai ye Bhopal hain

Dilshad : chodo na beta , vo aisi hi pali badihogi

Zoya: phupi, ye sach mein aapke bete hain ya kahin se godh liye aapne

Asad chokes his food

Zoya:mein isliye pooch rahin hoon kyunki ye karela ki tharah kadve hain, aur rasmalai ki tharah meeta, najma bhi sweet hi hai, sirf yahin aise hain,kahi ye apne abbu par nahi gayein hai na

Asad gets angry on this

Asad:aap apne hadh mein rahiye,na tameez hai na tehzeeb, kaise kaise libaas pehankar aayi hain, aur aap mere bare mein batha rahi hain, patha nahi apke maa baap kaise hain ye jo aap aisi hai , isiliye aap apni shaadi se bhaagi hogi kyunki aap jaise ladkiyan koyi commitment ke liye teek nahi hain

Zoya ( cries):  bas kijiye, meine tho mazaak mein kaha tha, agar apko mujse ithna hi problem hai, mujse aur  meri barthav se tho mein yahan se chali javoongi par aap mere pariwar ke bare mein math boliye

N she runs to her room

Dilshad: tumne jo kiya vo bilkul galath tha, vo bus Mazak kar rahi thi aur tumne usko aise kaha, vo humare bare mein kuch nahi jaathi thi, par meine uske toote shadi ke bare mein isliye nahi kaha thaki ytum usko sunwa sako, aur uski vaaliden dono guzar chuke hain jab ye 4 saal kit hi tab.kyun aise karthe ho asad , but asad goes to office

Najma n dilshad go to zoya room where they see zoya crying n packing clothes

Dilshad: zoya, tum ye kya kar rahe ho

Zoya: nahi phuphi mein ye ghar chodka javvon yahi teek hai, meine tho sirf mazaak mein unke abbu e bare mein kaha than a, par vo

Dilshad consoles her n tells abt rashid to zoya

 

 

Recap; what will happen, will they realise their mistakes. Keep  rreading. Do respond by giving coments, bad n good comments are welcome

Posted: 8 years ago
Really very interesting start dear
Loving the whole concept of the story
Looking forward to it
Amazing prologue
Please continue soon
And do pm me if possible😊
Posted: 8 years ago
yay an asya story
love it
wish it was in english
looking forward for more
Posted: 8 years ago
Wowooo amazing superb awesome start😛😃tooo goood loveddd it😛😃😉plz plz cont soon thanks for pm😃😉😆
Posted: 8 years ago
Interesting..
Loved it...
Plz pm me
Posted: 8 years ago
Nice start
Loved it
Update soon plz
Do pm me if u can
Thanks
Posted: 8 years ago
Interesting dear
Thanks for the pm
Posted: 8 years ago
Super - Duper Amazing
Fabulous Update
Post Next Part Super Soon
Thanks for the PM
Posted: 8 years ago

NEXT UPDATE:

zoya:phuphi, aap hi boliye, meine tho mazaak mein kaha than a ki mr.khan unke dad peg aye honge, isme unhone mujhe kya ya nahi sunaya

dilshad: beta, tumhare liye ye ek mamooli bath hai, par uske liye nahi

zoya:aap bhi apne bete ko hi support kar rahi hai na phuphi

dilshad: nahi beta, dekho, mein aur asad ke abbu ab saath nahi rehethe hain.jab asad 8 sal ka tha humara talaaq ho gaya. Meri aur rashid ki arranged marriage hui thi, mein ek law student thi jab mera nikaah hua tha, rashid nahi chahthe the ki mein apni padaayi complete karoon aur hum mangalpoor mein rahthe the. Aur mujhe bhi 1 saal mein asad paida hua, hum sab khush the, sare ladkon ki tharah asad ko bhi apne abbu bahuth pasand the. Voh, jab Siddiqui constructions mein kaam mein join huye  thab se sab galath ho gaya  Rashid ko patha chala ki  Siddiqui sab ko ek behan, jo padi liki nahi hai, par usko kaafi saai daulath hai. Tho rashid ne shireen se mohabbath kiya ya karne ka natak kiya patha nahi, par ek saal baad, rashid humare ghar mein ek chote bache laya ye kehkar ki orphanage se laya hai, kyunki asad humesh ek sibling chahtha tha aur meri pregnant hone mein complications thi. Meine use apne beta jaisa pyaar diya, Ayaan naam rakha, 2 sal  baad patha chala ki mein maa banene wali hoon, aur mein iss baath ko rashid se kehane ki intezaar mein thi, vo aaya tho meine ye kaha, lekin uske piche ek ladki thi, jo ye keh rahi thi ki ayaan  uska beta hai,rashid ne kuch nahi kiya, uske saath Siddiqui ssab the, vo kisi ek ko thalaq dena chahthe the, tho maine hi rashid ko chod dene ke liye kaha, kyunki mein apne bachon ke liye ek aisa baap nahi chahtha tha, jab usne talaaq diya, uske baadh meine kaha ki mein najma ke saath pregnant hoon.

Mere ghar vale kaafi orthodox the, tho unhone socha ki meine aisa kyoon kiya, unke liye doosari biwi rakhna koyi  badi baath nahi thi, aur mujhe ghar chodne ke liye kaha aur mein Bhopal aa gayi

Mein phir apni naam ko dilshad khan bhadla, apni law ki padayi poori ki, isme tumhare anwar jiju ke papa ne help kiya tha, jab najma paida hui, asad use dekhtha tha aur mein padthi thi,jab mien ek lawyer banni, tab humare zindagi teek taak chalne lage, par tab tak  asaad apne abbu se kaafi nfrat kartha tha, aur usne apni 10 certificate ke samay asad rashid khan se asad dilshad khan badaldiya.

Vo aaj tak nikaah bhi nahi kiya, kyunki use dart ha ki kahi, uske baap ke khoon behane ke kaaran kahi vo bhi kisi ladki ko dokha nahi dega, isiliye vo aisa react kiya, aaj tak Bhopal mein koyi nahi jaanthe ki rashid hi inke abbu hai,  pls beta uske taraf se mein maafi mangtha hoon

 

Zoya: nahi, galthi meri hai, par mujhe jab unse pehale baar mila na mujhe aisa laga ki vo bade khadoos hein, lekin ye sab sunne ke bath mujhe un par ek gharv aa raha hai, mein unse maafi maan loongi, aur phir koyi hostelshift ho jaavoongi

Dilshad: arrey nahi jaavo zoya , plsss

Najma: haan , zoya plss yahin ruko. Tumhe yahan koyi problem  nhi hoga

Zoya: arrey nahi mujhe yahna koyi problem nahi hai, mein ek baar mr.khan se pooch loongi, agar unhe koyiproblem nahi tho mein yaheen rukhoongi, promise

Najma goes to college n dilshad to court.zoyasearches for ll dargah in Bhopal, then makes a list of hostel she needs , thinks of getting a driving license makes a check list,

Zoya sleeps for sometime by that time dilshad came back. They just talk abt random things. Dilshad wants to know abt zoya marriage, but thinks that it might hurt her

Asad calls and tells that he will be late today. Dilshad tells ok and all have dnner and retire to bed. But zoya stays awake in her room  as she has time difference

Asad comes around 11'o clock. He sees zoya room light on and thinks to apologise as he felt tht eventhough whtat zoya said was wrong, he had no rights to tell abt her dead parents

Asad freshens up n comes out of his room only to see zoya in kitchen

Zoya: hi, mr.khan, aap abi tak soye nahi

Asad: nahi, vo mein

Zoya: aap coffe peeyenge

Asad: sure, par black coffee without sugar

Zoya  (mv: ye,  coffe bhi apne tarah hi peeyenge kya, bitter,)    teek hai aap baitiye mein

Asad : mein bahar backyard mein hoon

Zoya brings two cups of coffee in backyard, she sees asad sitting in the bench

Zoya: coffee

Asad:thanks

Zoya: vo, I am sorry subah vaali baath ke liye

Asad: I am sorry too, vo mujhe appke bare mein aisa nahi kehana chahiye tha

Zoya:koyi baath nahi mr.khan, aap chintha math kijiye mein ek hostel ke milthe hi mein chali jaavoongi

Asad: nahi ms.farooqui, aap yain rukhiye, koyi baath nahi

Zoya: par agar mein yahan rukhoongi tho apko problem hogi

Asad:its ok rukhiye, mere liye nahi tho ammi aur najma ke liya, aur Bhopal ke hostel ithne safe nahi hai

Zoya:ok, mr.khan, vaise friends?

Asad:pagal logon ke saath friendship nahi rakhthe miss farooqui

Zoya:mein pagal hoon, agar mein pagal hoon na tho aap sadu ho, jahanpanah six packs

N zoya leaves

Asad: kahan se uttake laye iss madame ko patha nahi, puri pagal hai, bechare inke parivaar vale , par ammi se bhi achi coffee zaroor banathi hai

Asad also goes to sleep

Next day in breakfast table,

Zoya:phupi, aap ek lawyer hai na , kya aap india mein pancard aur driving license ka formalities bathaywengi, mere pass international license hai both 2 and 4 wheeler

Dilshad: beta , tumhare birth  certificate  do mjhe,hum kuch dekhthe hin

Zoya: o k phupi,

Dilshad:aur rhi baath pancard ki tho address proof chahiye hoga, vo mein ek affidavit de dungi, par beta tumhe ye sab ki kya zaroorath hai

Zoya: phupi, vo documentary keliye kaafi travel karna padega,tho kithne din driver se kaam chalavoongi, isliye mein hi license lene ka socha

Najma: kis bare mein documentary hai

Zoya: yahaan ke dargah ke bare mein, mein ek baath chupaayi hai, aap sab se se, aapne mujhe apne mankar kal apne bare mein bathana chahthi hoon, ye documentary mera ek bahan a hai, mein yahan sach mein Bhopal apni ammi aur abbu ki tomb ke talaash mein aayi hoon

Asad: kya? Aap ye kya keh rahi hain, aap thonewyork citizen hai na?

Zoya: haan mein apni 4 saal thak india mein hi thi, apni ammi aur abbu ke saath, jab mein 4 saal kit hi tab mere ammi aur abbu ka mauth ho gaya, aur mere abbu ke ghar vale mujhe, orphanage mein chod die, meri birth certificate aur zeenat aapi ke number ke saath, ab mujhe apne ammi abbu ke bare mein jaana hai

Dilshad:tumhare ammi aur abbu ke naam kya hai

Zoya: zianab farooqui aur sharad khafil, unke mauth yahi hua tha, par mein isse apni documentary ka naam dekhkar india aa gayi

Dilshad: nekh soch he tumhara beta, tum apni kaam mein zaroor kamyaab hogi

Zoya:insh allah!!!!!!!!!!

Najma: zoya, tho ek kaam karo, tum kal bhai ke saath jaakar rto office javo

Zoya; mein,mr.khan ke saath , vo gaadi mein, hargis nahi

Dilshad: beta, gaadi mein kya problem hai

Zoya: arrey, inhe gaai chalana nahi aatha hai, kisi na kisi ko takkar maarenge

Asad:aapko agar sadak par chalna nahi aatha tho mein kya karoon

Dilshad:kya bol rahe ho beta

Zoya: mein bathathi hoon, phuphi, n tells

{fb

Asad is driving car, zoya comes infront of him

Asad: aap teek hai

Zoya: nahi abhi bhi mari nahi hoon, apne tho mujhe jannat pahunchane ka intazaam mein hi gaadi chalaye thein. Agar gadi chalana aatha nahi hai tho gadi kyun chalatahe Hain

Asad: agar paidhal chalna nahi aatha tho ghar mein kyun nahi bait jaathe aap

N both go their own way

}

 

zoya:phupi, inki galthi thi inhone hi kisi ke kwaab mien gaadi chalaye hain

Asad: ammi, inhone galath tarah se aaya

Zoya: arrey mein tho, un guddo se bagkar aa rahi thi

Dilshad: ek second, gundoon ab ye kya hai

Asad: mei na keh rahi hoon ma, ye  ek number ki musibat magnet hai, I swear

Zoya: kuch bhi math boliye mr.khan, phupi mein na india aayi thi aur hum sab na apni naani ke ghar gaye thein,vahan na ek bandhe ko mein pasand aa gayi, vo dekhne mein teek taak tha, ek chhotta buiseness man tha , us gaav mein, aur mere nani ne meri nikah bhi tay kar liye, mujhe koyi problem nahi thi, agle din hi nikaah rakh liya, haidu new York mein tha, meine unse kaha ki mein nikaah ke badh bhi kaam karna chahthi hoon, tho vo log mana kar diye, meine vo bhi maana aufr humare nikaah ke samay 50 lakh dowry manga , tho mein haidu ke helpke saath bag gayi

Najma: kya mast story hai, par ye haidu kaun hai

Zoya: haidu, mera bhai hai, doctor hai, mera best friend,ab vo new York mein hai

Dilshad: beta, mein kal tumhare affidavit ke papersdethi hoon papers ready kar lo

Zoya takes a cab and goes to mall to get necessary things

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
ASYA FF - "Zindagi Dhoop, Tum Ghana Saaya" ON HOLD

pencil Vintage_flow   stackexchange 21   eye 1641

Vintage_flow 21 1641 1 months ago lcvepearlerica
Still interested in AsYa Stories?

pencil --Aishwarya--   stackexchange 8   eye 764

--Aishwarya-- 8 764 1 months ago ashlesha2
Asya [Kabhi] SS My love Is Still Alive II Epilogue updated [18/4]

pencil asyaarshilover   stackexchange 940   eye 106458

asyaarshilover 940 106458 11 days ago sweetnandu
AsYa FF ~ •|| Enchanter ||• {Chapter 4 - Page 4}

pencil melodyofflowers   stackexchange 30   eye 4077

melodyofflowers 30 4077 4 months ago melodyofflowers
AsYa SS ~ •|| My Billionaire Model ||• {Chapter 5 - Page 6}

pencil melodyofflowers   stackexchange 59   eye 5043

melodyofflowers 59 5043 5 months ago MochaQueen

Topic Info

41 Participants 197 Replies 25984Views

Topic started by snehalaureat

Last replied by asifiqbalsh

loader
loader
up-open TOP