Shair-o-Shairi-- Part 2 - Page 2

Created

Last reply

Replies

1176

Views

59601

Users

46

Likes

4

Frequent Posters

IMAN thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 17 years ago
dosti karo to dhoka mat dena
dosto ko asuo ka tohfa mat dena
dil se roye koi tumhe yaad karke
aisa kisiko mauka mat dena
IMAN thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 17 years ago
Kitna bhi Chaho na bhool paoge hame
Jitni door jaoge nazdik paoge hame
Mita sakte ho to mita do yaadein meri
Magar kya sapno se juda kar paoge hame
juhimerijaan thumbnail
Posted: 17 years ago

Originally posted by: IMAN

Kitna bhi Chaho na bhool paoge hame
Jitni door jaoge nazdik paoge hame
Mita sakte ho to mita do yaadein meri
Magar kya sapno se juda kar paoge hame

GR8 yarπŸ‘

HINA15 thumbnail
Posted: 17 years ago
iman your shares are toooooooo good!
congrats!!!! πŸ‘
cool boy thumbnail
Posted: 17 years ago
congrrrraaassss πŸ‘

Chalak parte hain zalim ke asoon,
Tujhpe kurbaan oh marne wale,
Jaa raha hai wafa ka janaza,
Bewafa se kaho mohoon chupa le.
cool boy thumbnail
Posted: 17 years ago
aaj bhi unki nazaron mein raaz wohi tha
chehra wohi tha chehre ka libas wohi tha
kayse keh dein unko bewafa duniya walon
aaj bhi unke dekhne ka anzad wohi tha
cool boy thumbnail
Posted: 17 years ago
Barhi umeedon ke saath
gaye the apni kismat aazmaane hum,
Laut aaye bewajah ruswa hoke
unki mehfil se HUM!!!
cool boy thumbnail
Posted: 17 years ago
Kaun Kahata hai ki in aankhon me nami Hai,
in nigahon mein tau gum ki kuch kami hai,
samajna na ise aansuon ka aagaz,
ye daastaan tau sadiyon se ankahi hai.
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 17 years ago
Ishq wale ankhon se ankhon ki baat samajh lete hain
Sapne mein mil jaye to mulaqat samajh lete hain
Rota hai asman bhi apni dharti ke liye
Log uski ashqi ko barsat samajh lete hain
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 17 years ago
Jo teer bhi aata hai wo khali nahi jata
Mayus mere dar se sawali nahi jata
Kaante hi kiya karte hain phoolon ki hifazat
Phoolon ko bachane koi maali nahi aata