*Rani of hearts-Reena Kapoor Paristan#16*NaSeekhaJeenaTereBinaReena - Page 6

Posted: 8 years ago
rangg thay noor tha
jab kareeb tu tha
ik jannat sa tha ye jahaan
waqt ki rait pe kuch mere naam sa
likh ke chhor gayya tu kahaan

hamari adhoori kahaani 
Posted: 8 years ago
khushbuon se teri yu hi takraa gayye
chaltey chaltey dekho naa
hum kahaan aa gayye
jannaten gar yahiin
tu dikhey kyun nahiin
chaand sooraj sabhi hain yahaan
intezaar tera saddiyon se kar raha
pyaasi bethi he kab se yahaan

hamari adhoori kahaani
Posted: 8 years ago
pyaas ka ye safar khatm ho jayye ga
kuch adhoora sa jo tha poora ho jayye ga
jhukk gayya aasmaan
mill gayye do jahaan
har taraf hai milan ka samaa
doliyaan hain saji
khushbuyen har kahiin
parhney aaya Khuda khud yahaan

humari adhoori kahaani 
Posted: 8 years ago
yeh kaisi jagaa le aayye ho tum
yeh kaisi nayyi dill gaaye hai dhunn
main Meera si deewaani ho gayyi
is duniya se be gaani ho gayyi
Posted: 8 years ago
tere binn jeena hai dushwaar yaar
koi aaye na tere baad yaad
har waqt kambakht tarpaaye
teri yaad yaad teri yaad yaad
teri yaad yaad teri yaad yaad
Posted: 8 years ago
chaahen ge tumhain
bass tumhaari baat karenge
ab tum se mohabbat hum sanam
din raat karenge
Posted: 8 years ago
saari dunya paas thi apney
sirf tumhaari ek kami thi
chhoo ke tujh ko pighal rahi hai
in barfon pe parth jami thi
Posted: 8 years ago
aaya kaisa samaa
aayi kaisi ghari
chayn jaaney laga
beqaraari barhi
Posted: 8 years ago
ab zindagi basar hum
tere saath karenge
ab tum se mohabbat hum sanam 
din raat karenge
Posted: 8 years ago
jaane tu meri kia hai
jaane main tera kia tha
saath tere har pal
saath har lamha tha


Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Change Manisha rani photo

pencil Ashish_kumar   stackexchange 1   eye 288

Ashish_kumar 1 288 5 months ago NewJabraFan

Topic Info

12 Participants 1080 Replies 25719Views

Topic started by Reenatyzed

Last replied by MasoomaBukhari

loader
loader
up-open TOP